Ch 4.
Arjun comes out of the flashback when Rathod comes and places his hand on his shoulder.
Arjun: Yeh maine kya kar dia,Sam? Mujhe usse aisa nahi kehna chahiye thha.Woh toh meri birthday celebrate karna chahti thhi.Usse toh khali yeh pata tha ki mujhe chocolate mud cake pasand hai,par,yeh nahi pata tha ki mujhe kyun woh mud cake se nafrat hai.Hey Bhagwaan,yeh mujhse kaisa gunah hogaya? Main Riya ki pyaar ke kabil nahi hu.Sharm aati hai mujhe ki maine uska dil dukhaya.
Rathod: Hmm... Par hum pyaar bhi unse bohut karte hai jinhe hum dard ya chot dete hai.I am happy ki tujhe apni galti ka ehsaas hai.Par,fir bhi,tujhe woh akhri baat nahi kehna chahiye thha.Tere chale jaane ke baad,Riya apne apko apne cabin mein lock karke bohut ro rahi thhi.Usne ek boondh pani bhi nahi peeya,khana khane toh dur ki baat.Woh tujhse be intehaan pyaar karti hai. Usse kabhi bhi akela chhor ke maat jana. Usse jab hosh aaye,uske paas jaake maafi maangna.Mujhe vishvas hai ki woh tujhe zarur maaf karegi.
Arjun: I hope so,Sam. Mujhe uski rookhapan bardasht nahi hota.
Suddenly,they see Ayesha coming towards them.She was panting.Rathod held her.
Rathod: Ayesha,kya hua? Itna haph kyun rahi ho?
Ayesha: Sam,Riya ki halat bigarh ti jarahi hai.Chalo jaldi.
They all went towards the ICU.After a while,the Doc came outside.
Arjun: Kya hua,Doctor? Riya kaisi hai?
Doc: Dekhiye,Mr,Rawte. Unka bukhar kam horaha hai.Unhe saas lene mein dikkat horahi thhi.Unhe oxygen mask lagake rakkha hai.Her condition is stable now.Abhi bhi behosh hai. Mrs,Rathod,mujhe aapse kuch baat karni hai Riya ke baare mein.
Ayesha: Sure,chaliye.
In Doc's cabin.
Ayesha: Kya hua,Doc?
Doc: Mrs.Rathod,Riya's condition is quite stable.Bukhar zyada hone ke karan unki badan kaph rahi hai,abhi bhi.Dont worry,unhe injections dia gaya hai.Par,mujhe dar hai ki bukhar utarne ke baad,unka nervous breakdown na hojaye.
Ayesha(with a confused look): Nervous Breakdown,matlab? Aap kehna kya chahte hai?
Doc: Look,Mrs.Rathod.Darne ki koi baat nahi hai.Aksar hota hai,jab patients ko bohut zyada bukhar hota hai,bukhar utarne ke baad,unhe nervous breakdown hota hai.Unka jab discharge hoga,tab hum ek davai ka naam ik denge which will protect her from nervous breakdown.
Ayesha: Thank God. Thank you so much,Doc.
Doc: My pleasure.
Ayesha leaves the Doc's cabin and walks towards Rathod and others.
Rathod: Kya hua,Ayesha? Doc ne kya bola?
Ayesha: He was briefing me about Riya's condition aur uska khyal rakhne ko kaha hai,bohut zyada khyal.
Rathod: Aisa kyun kaha Doc ne? Mujhe toh lagta hai ki kuch toh chut raha hai?
Ayesha(little bit angry): Sam,aap Arjun ka yeh dialogue yaha dena bandh kijiye.I am just fed up of this idiotic dialogue.Yeh ETF ka investigation room nahi hai,this is Hospital,damn it!!!!
Rathod:Hawww... Toh yeh kya thha?Meri dialogue tumhare mooh se? Baat kuch hazam nahi hui.
Ayesha blushe a bit.
Ayesha:Aur aapke mooh se mere dialogue... mujhe bhi hazam nahi hui?
Arjun interrupts them.
Arjun: Ahem Ahem... Main andar jaraha hu Riya se milne.
Ayesha: Fine... But,dont create any scene,warna...
Arjun: Ok,Mrs.Rathod.
Arjun leaves from there and goes inside the ICU.
He looks at her immobile form.
She looked so angelic and beautiful in that form.
He graabed a chair and sat beside her and looked at her.
He was looking at her intently,not moving his gaze from her for a single second.
BG Music.
"Dena mujhko aawazein,
Ya sun meri fariyaadein,
Main toh bas jeeraha hu bin tere,
Tujhe khwabon mein pana chahoon,
Tere dard mein rona chahoon,
Tere dil ke in zakhmo pe,
Marham main hona chahoon,
Tera hi bas hona chahoon,
Tere Dard pe rona chahoon,
Tere dil ke inn zakhmo pe,
Marham main hona chahoon."
he held her hands and entwined it with his.
Arjun: Riya,mujhe tumse aisi baat nahi karna chahiye thha.Meri galti thhi.Mujhe maaf kardo,Riya.Main nahi janta thha ki tumhe nahi pata thha about my hatred for mud cake.Please,uth jao,Riya,mere liye,humare liye.Tumhare saath mujhe puri zindagi guzarni hai.
Aakhir mein itna gussa nahi karna chahiye thha.Mujhe samajhna chahiye thha that u were hurt.Mujhe tumpe haath nahi uthana chahiye thha.Maine tumhe bohut hurt kiya hai.Please mujhe maaf kardo,baby.I wont be able to live without you.
Rathod,Ayesha,Shree and Chotu were the lone eye witnesses of this scene.
Rathod: Kitna pyaar karte hai ek dusre se,bilkul Ram Milayi Jodi Hai.
Ayesha:Ekdum Saach.Kisiki nazar na lage indono ko.
Shree:You are right,Ayesha.Chal Chotu,hospital ke mandir mein jaate hai,to pray for Arjun Sir and Riya.
Chotu: Haan,chal.
Rathod: Oye,hum dono keliye bhi prarthna karna,thik hai.warna ministry ke bahar guard ke pst mein tranfer hojaoge tum dono.
Chotu: Sure,Sir.
Precap: Riya ko hosh aaya.She is talking with Ayesha,Rathod,Shree and Chotu.Arjun's words incident wale din ka still ringing in her ears.
123