part- 8
Talwar's haweli looked like a some king's palace…it was a very huge mension… with a big garden and with royal and antiques interior design… there were guards and servents in the house… they stopped at the gate by guards… Arjun showed them their ETF cards with his arrogant style… and they let them come in to haweli… they entered the haweli… Talwar's brother in-law girish Tomar came with Talwar's eldest son Teemir Talwar… Teemir got very angry after seeing Rathod there…he pulled the gun from the wall and aimed it to Rathod but the otherpolice officers and ETF members took out their guns and pointed to Teemir and Arjun said, "apni gun neeche rakho …verna humare goliya chalne par to sawal bhi nahi uthenge.. samje ya samjaoo" … Teemir's mama Girish signaled him to put the gun down…
Rathod and Arjun interogatted Teemir and Girish… they all were sitting in the living room… Arjun asked to Teemir, "tum to 26th September ko to Mumbai mein hi the… us raat ko Mumbai mein kaha the?" Teemir angrily said, "mein apni wife seema ke saath apni hi hotel meintha… subah police ka phone aaya to pata chala ki dad ki death ho chuki hai… aap chahe to hotel mein phone karke puch sakte hai" Rathod said, "wow… apna hi hotel aur apne hi staff… unki juthi gavahi dene ke liye to tumhe unhe kitna convince karna pada hoga… I can understand that?" he stood up in anger and said, "what do you mean? Mein jooth nahi bol raha hun… mein sach mein wahi tha.. apni wife ke saath… ma ko manana tha… Seema se shaadi karne se who bahut hi naraz thi… isliye hum unka intazar kar rahe the hotel mein?" arjun and Rathod was shocked after hearing that they looked at each other… Arjun asked "Mrs. Rewati Talwar Mumbai meinthi?" Teemir replied, "nahi woh yaha nahi aayi thi…who aane wali thi… par raste mein unki tabiyat kharab ho gayi thi to unhe waha nazdik ke hospital mein admit kiya tha… aur dusare din dad ki maut ki khabar ne unhe pura tod diya… aur yeh sab isi Sameerr Rathod ki wajah se hua hai"…Arjun stood up angrily and said, "kiski wajah se hua hai yeh hum tay karenge.. aur ha jab tak investigation chal rahi hai tab tak aap Dholpur chhod ke nahi Jayenge"…
Rathod asked Girish, "Talwar ki maut ke waqt tum kaha the.." he looked at them angrily and said, "katil to yeh Sameer Rathod hai.. usine jijjaji ka katal kiya hai… hume itne sawal kyun kar rahe ho?" sameer answered him, "jitna puchha jaye utna hi jawab do…" he informed them that "mein use raat Dholpur mein hi tha… mein minister Vijayendra jain ke saath dinner kar raha tha… par usi raat ko didi ka phone aaya ki unki tabiyat kharab ho gayi to mein unko milne seedhe hospital gaya tha"… Arjun curiously asked, "Vijayendra Jain to wohi hai na… do no family ke common friend?" Rathod said, "ha wahi hai"… Arjun said to Rathod, "hume unse bhi milna padega"
Riya was asking the ladies and servents of the house… they all looked very busy and tensed… she first askedGirish's wife Pooja Tomar, "Mrs. Rewati Talwar kaha par hai? Unhe bulayengi plz… mujhe unse bhi puchhtachh karni hai"… Pooja replied, "who didi ki tabiyat bahut hi kharab ho gai hai… who abhi bhi sadme mein hai…doctor ne araam karne ko bola hai..woh apne kamre mein hi hai"…Riya asked her again, "aap kab se yaha Mr. Talwar ke ssaath reh rahe ho?" "jabse shaadi karke aayi hun tabse… mere saas sasur ka to saalon pehle hi dehant ho chukka hai aur who didi se bahut hi lagav hai… woh haesha kehte the ki didi unki masa jaisi hi hai…unki apni ma ke sath jyada yaade nahi hai par didi ne hi unhe sambhala tha… wo hamesha didi ke sath hi rahe hai… phir didi ki shaadi ke baad inhone apna paisa jijjaji ke business mein laga diya tha… tabse hum unke saath hi rehte hai"Pooja answered. Riya asked her again, "aap 26th September ko kaha par thi".. she replied, "mein to ghar pe hi thi… aur kaha jaungi… dekhiye is ghar ka sara kaam mein hi sambhal rahi hun pichhalle kuch hapto se… ek minute ka bhi shanty nahi hai… upar se shanta masi bhi kuchh hapto se chhutti par hai" she seemed very busy to Riya. Riya asked , "yeh Shanta masi kaun hai?" Pooja replied, "woh Rewati didi ki bahut hi purani naukrani hai… who naukrani kum aur saheli jyada hai… bachpan se unki dekhrekh karti aayi hai… par unke pote ki tabiyat kharab thi to unhone chhutti li hai"… Riya asked question to other servewnts too.
Shree and Chhotu interrogate Talwar's Munim who came their haweli to hand in some cash accounts files to Teemir… he said, "woh sirf Talwar saab ke gaav ki khet aur zamin ki income ka hi hisab rakhte hai… unke baki business ka hisab to who khud hi rakhte the"… Chhotu asked, "khet aur zamin yani woh kafi logo ko paise girvi dete honge"… munim replied, "ji haa… log apni jameen, ghar ya gehne girvi rakhte the aur paise le jate the… jab who paise lauta nahi pate to unki jameen ya job hi unho ne girvi rakha ho who hum le lete hai"… Shree asked, "aap ki yeh job hi lenden hoti hai uska koi records to hoga na … mujhe sare records chahiye"… Munim gave all the papers to shree… and chhotu and Shree left from there… Shree took pics of haveli and all the family members and… there were many antique decoration in the haveli and he took pics of them as well becoz he was very impressed with all the interior and royal test of Talwar… while he was taking pics… he saw a big photo frame of Rewati Talwar hanging on the wall of study room, with some lady… one servent told him that that lady in the picture with malkin is her old servent Shanta masi- she was her servent since her childhood, and used to stay together all time…
Chhotu asked Shree, "are shree in logo ke ghar kitne bade hai… meri to puri colony hi isme aajayegi… Shree agreed with him and said, "yahan to ek kamre se dusare kamre mein jane ke liye bhi map lagta hoga.. kahi koi kho jaye to!!"
Riya, Chhotu, Shree, Arjun and Rathod all met and Riya informed them, "sir sab kuch theek bhi lag raha hai aur nahi bhi… kuch samaj nahi aaraha… aur ha Mrs. Rewati Talwar apne kamre mein hai… Doctor ne unhe rest karne ke liye kaha hai" Arjun and Rathod went to Rewati Talwar's room she was sleeping ther and nurse was taking care of her there… they all left for Rathod's haveli… when they reached at Rathod's house, Arjun got a phone call… he went a side and after few seconds came back… and told Chhotu, Riya and Shree to go inside… and he informed Rathod that, "tee ka phone tha… woh rajasthan mein hai…bahut hi disturb lag rahi thi… use lene ke liye waha kisi ko bhejna padega… Rathod suggested, "chhotu ko bhej dete hai" Arjun said, "nahi waha chhotu ko nahi bhej sakte… I think tumhe apne driver mein se hi kisi ko bhejna hoga… pas hi mein to hai 1 ghante mein to aajayege waps"… and Rathod sent his driver to picked up Tee… when they wwere entering inside the Haveli Shree hit hisself to a young girl, she was Poonam's friends… they got eyecontacts and shree and that girl were smiling at eachother…a nd girl was shying and left from there… Riya and Chhotu went to shree and Riya slowly said to him, "Shree yeh Mumbai nahi hai… yaha par kisi ladki ko tum itne pyaar se muskurakar dekho gen a to yah ke kawar sa banjaoge… yani shaadi karwa dege tumhari"… Shree's reaction sudden changed and he was little sacred after hearing the word "shaadi" and said , "kya!!!??" Chhotu and Riya was laughing at him
Knowing that Tee is coming Rathod became very happy… he thought, "aaj kitne salon baad who yaha aayi hai… waise to yeh pehli bar hi hai jab who mere ghar aayegi"
A beautiful song of Kailash kher, "AAJ MERE PIYA GHAR AAVENGE" played in the backgroung…here is the link: http://www.youtube.com/watch?v=jz_UKzB6eX8
Everyone noticed that Rathod felt little Relief… there was some sadness on his face but sudden they noticed a relief and happyiness in his eyes …
Shree started checking all the paper works and Riya joined him…Arjun and Chhotu made board of pics of everyone with their details… and Rathod was still thinking something… Arjun and everyone in his house noticed it…
Tee arrived there in 2 hrs… Rathod's family were staring at her… his father was very disappointed with Rathod coz he called Tee at their house…Tee and Rathod's father gave a bitter looked eacdhother… but Rathod's grandmother was happy… when his father about to leave her grand mother stopped him and said, "vikram beta… mein samaj ti hunk e us ladki ka yaha ana tumhe achcha nahi laga… par yeh to bhagwan ki marzi hai… bhagwan ne jinki kismet mein ek sath judna likha hai woh to alag ho ke bhi ek sath jude rehte hai… 4 saal pehle jo kahani yaha khatam hui thi… aaj fir 4 saal baad yaha par shuru hogi"… and thakur vikram sinh Rathod left in anger and Dadi sa was smiling and pray that "mata rani sab theek kar dena"…
Tee got freshn up and met her ETF team in their conference room… riya told her the total progress of the case so far… Tee asked Shree if he had found anything in that accounts that they brought from Talwar's Munim… and Shree said, "yeh sare hisaab to kafi gadbad hai… kuch samaj nahi aaraha hai…par sab se jyada karza kisi Shibu namm ke aadmi ne liya tha… par ek ajeeb baat hai ke Sheebu ne apna karza sahi waqt pe lauta diya tha… aur inme sirf uska hi hisaab sahi hai"… Arju said, "heesab sahi kabhi nahi baithe ge shree… Talwar Zameendar tha to usine paiso ke liye un gareeb kishano ko galat heesab mein uljakar unke paise aith raha tha…" chhotu curiously asked, "to fir is Shibu ne apna karza kaise pura kar diya who bhi bina gadbad ke"… "who to hume Shibu ke ghar par jake hi pata chalega" Rathod said…
thank you for reading this SS... i am trying to post update as soon as possible, before saturday... so plz read and leave your comments
1.2k