Instead of retrospect and introspect, she blamed waqt, haalaat, jazbaat, duniya, mausam, sab sab sab - but madam ki koi galti nahi, sab dusron ki wajah seThe Poblem is She Herself, not once she said Meri Wajah se, meri misplaced priorities aur mere Shah House obsession ki wajah se, mere drame ki wajah se
Ek saal ki saadi - usme bhi kabhi aapko khus nahi rakh payi, kitni paresaaniya thi, kitne Poblem the, kabhi mere bachchon ki wajah se, kabhi Shah Parivar ki wajah se, kabhi Barkha Bhabhi ki wajah se, kabhi Guru Ma ki wajah se, kabhi kisi ki wajah toh kabhi kisi wajah se….kabhi haalat ki wajah se, kabhi Fitrat ki wajah se, kabhi Moh ki wajah se kabhi Maaya ki wajah se…kabhi KISMAT ki wajah se!
Kya Yaar!! Maa ki kahani sun k hasna band nahi ho rha hai 🤨jabki maine rona tha 😀
23