Originally posted by: surabhi01
Anupama se badi badi galityaan barkha toshu pakhi toshu vanraj ne ki hai they all are manipulator plotter unke andar laalch bhara hai
Chahe barkha chahe vanraj chahe toshu chahe pakhi yeh sub paise ke liye apme ghamand ke chalte apne ego ke chalte jealousy ke chalte logon ke beizziate ki hai But phir bhi unhe hail Kiya gaya oh
Pehli baat Shahs ki tulna Kapadias se ki hi nahin ja sakti. Doosri baat, maana Kapadias (Mehtas) ki kamzori unka lalach tha. Unke sochni bhar ke liye unhe zaleel kiya gaya hain. Infact, Kapadias "Ghar ke bade hote hue bhi" unhe apni galatiyon ki saza ke baad bhi unhe beizzat hi kiya hain Anuj aur Anupama ne. Kapadias ne toh socha tha Vanraj ne toh kar dikhaya tha, Kapadia Empire ko "muththi me liya tha" . Batao Shahs se bhi maafi mangwayi, why? And yeh please matt kahiyega ki Anupama ne poocha tha Anuj se. Poochna, "Baa" kehna, rokna nahin hota jo bilkul kaabil hain Anupama karne ke liye. Bas mansha nahin thi karne ki.
Anupama ne agar ek do galti ki hai bhi woh bhi jaanbhuj ke nahi out of situation anupama ne kabhi bhi kisi ke prati jealousy nahi rakhi kabhi planning plotting nahi ki bus anupama ka yahi fault hai ki woh sub khuch akele karna chahti hai but iske elawa anupama ne kabhi kisi ka bura nahi chaha yes anupama ne barkha Malti ko reply sternly liya but dekha jaaye ti anupama ne chahe barkha pakhi toshu vanraj kisi ka bura nahi chaha kisi ko apni taraf taunt insult Nahi Kiya but phir anupama ko sabse kl jyaada hatred mili hai
Yeh "stern reply" Leela ke liye toh kabhi dikha nahin. Leela kya Vanraj, yaha tak ki apne bachchon tak ko nahin diya aisa "stern reply".
Ise stern reply nahin kehte. Yeh baqaayda dhamki hain. Ab toh na badon ka lihaaz raha na sanskar, maryada, garima. Ise paise ka ghamand aur power ka pradarshan hi kehte hain. Because use malum hain hi Barkha aur Malati Devi kuch nahin kar sakte uske aage. Infact, na unhone kuch galat kaha na unhone Anuj aur kapadias ka bura chaha.
Aur wahan bhi anupama ko hatred mili hai when it is not all required
Anupama ko punching bag ki Tarah treat kita hai
Anupama ko insaan nahi samjhga gaya balki ki uske bhi apne armband usko apne faisle lene ki kabhi freedom nahi kya use kub kya,karna chahiye Har cheej mein uspe brandish lagaaayi gayi
Anupama khud ko insaan samajh le kabhi Devi-Devtaon ka paryay toh kabhi "sab sab sab" ka vyarth dikhawa.
Anupama ne khud ke nahin baki sab ke faisle liye hain unki marzi pooche bagair toh yeh toh rehne hi dete hain.
35