I somehow get it that Anuj is 'majboor' to do whatever he is doing these days.
I can't understand why is Anupamaa tolerating Maaya? Why!!!😡
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 23rd Oct 2025
DIWALI AT PH 22.10
RAMAYAN AT PH 23.10
🏏India tour of Australia, 2025: Australia vs India, 2nd ODI🏏
🎉🌟Happy Birthday to the Man Behind the Magic—Vijay Bhatter🎂💐
Rashmika's Thamma opening day at 25 cr - True blue superstar
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 23, 2025 Episode Discussion Thread
Twinkle Khanna says physical cheating isn’t a deal breaker
I need to know
Will Smith To Also Appear In Kyunki?!
SSR Family To Challenge CBI Closure Report
Spirit - The Sound Story Of The Film
I somehow get it that Anuj is 'majboor' to do whatever he is doing these days.
I can't understand why is Anupamaa tolerating Maaya? Why!!!😡
Originally posted by: surabhi01
Yesterday jub vanraj ne anupama se Saman liya To muje vanraj Naukar driver anupama ka laga iski muje feeling aa rahi thi
Karma hit back to vanraj
25 year se vanraj ne anupama ka Naukar banaya aur aaj khud anupama ka Naukar aur driver ban gaya
Anu di ne sun liya toh 10 page ka bhasan degi.. Mr. Shah uske baccho ke pita hai.... Acche pita...
Watchman ho sakte hai par naukar nahi 🤣
I somehow get it that Anuj is 'majboor' to do whatever he is doing these days.
I can't understand why is Anupamaa tolerating Maaya? Why!!!😡
To gain more and more sympathy and get title of bechari
Ek baar sympathy bator legi., phir ek din tight slap degi maaya ko..
Uss din audience ki diwali and trp up
Ab chahe anupama 20 page 100 page 10000000000000 page ka bhashan de main to vanraj ko anupama ka peon maali driver bula ke rahoongi
In writer ko dialogue likhna nahi aata
May be anupama want to say maaya ki ek maa ke nahi ek Pita ke liye to aa jaao
Jub anupama ne bola ki anuj ke liye aa jaao so.i feel dialogue mein khuch gadbadi hai instead anuj ke liya aa jaao instead it should be maaya ek Pita ke liye choti ko lekar aa jaao
Yeh dialogue sun ke aisa laga raha tha ki Maya tum choti ko apne saath bhale hi na aao but maaya tumhe jaroor aana hoga
But anupama to main aim to choti ko anuj se Milana to yeh dialogue ka koi sense nahi tha ki maaya tum anuj ke liye aa jaao