Originally posted by: snehaz16
Haan yaar.. iska bus chalta to confession bhi sabke saamne karti...
Pata nahi.. wo kaise bina Shah drame k ho gaya ....
Anuj bhaiya bhi.. tum socho, mana karo, soch k mana karo, jitna time lena hai lo.. ye sab bolkar full on umeed mode mein chale gaye. Arey kuch to apne statements ki value karo.. bilkul Anupama ka asar aa raha hai..
Are use khud li value nhi hai yo statement ki kya value krega.... Ise bhi amnesia ho gya hai.. Kbhi kuch aur bolta hai kabhi kuch aur.. Karta to kuch alg hi hai.. Filhaal to kuch nhi kr rha hai.....