I disagtee on this part anupama ki mahanta ki wajahon dusron logon ko bura banaya jaa raha hai
Jub kavya ko sensible dikhaye they shuru ke teen mahine mein jaise kavya ne bola anupama ko job karni chahiye to bhi anupama ka wohi character lag bhag wohi chala aa raha hai sabki care karna
Chahe samne wala acha ho ya bura anupama ka character shuru se lag bhag wohi chalaa aa raha hai
Agar anupama ki waah se logon ko bura bana rahe hain to kinjal devika nandini kyon nahin bure bane
Yeh to story
Story mein sare ache log ya saare bure log nahin ho sakte
Anupama agar innocent ki wajah se agar use yeh lagta hai ki baa ne use saree de di festival mein to baa anupama ko bahut pyaar karti hai. Agar anupama ko yeh lagta hai ki pakhi toshu sachmuch pyaar karte hain sach much chinta karti
Agar anupama innocent ki wajah se aise sochti hai to bhi samne wale galti khatm nahi ho jaati it is true thatsamne wala like baa pakhi toshu yeh sub selfish hai
Agar koi dowry mang raha hai to jo dowry de raha woh to galat hai hi but iska matlab yeh nahin jo dowry de raha hai woh galat ho gaya aur jo dowry maanga woh sahi ho gaya
Even that person give dowry and do not oppose it but ise jo dowry maanga tha uska crime khatm nahi ho jaata just because other party did not oppose it
Waise aaj kul anupama kavya se matlab nahin rakhna chahti. Anupama apni life jeena chaahati hai but kavya ja barasti anupama ko kurefedi rehti hai
Anupama ne kavya ko acha reply de diya but pht bhi kavya anupama ko taunt karti rehti hai aise logon ka anupama ka kya kare jo itni insult hone ke baavjood bhi samne aa jaate hai aur batmmejee dete hai
Agar anupama mahan hai to saamne wala bhi selfish greedy rude hai
Edited by surabhi01 - 4 years ago