i love anupama today dialogue and that prove that anupama not going to forgive vanraj and i love that dialogue soo much
Anupama To Samar :
main apne app ko yaad dila rahe hoo wo kya hain na hamare desh mein na patni ko pati ke badi se badi galati maaf karna
seekha jata hain pati ke ansu dard ke kyu na hoo ussko pashtave ke ansu maan na seekhaya jata han
pati chahe jo kuch bhi kare patni ko ussko bhul na seekhaya jata hain iss liye khud ko yaad dila na zaruri hain
"BHUL MAT ANUPAMAA"
bhuk na mat
pati ke zind ko swabhiman aur patni ke swabhiman ko zind samjha jata hain ab tum dekhna dheere dheere
sab ane lagege tere pati ghar lauta hain bhul jaa na sab kuch kyun zind kar rahe han maaf kar dee na
kyun akadd rahe han
yeh samaj ek patni ko apne dukh mein bhi adhikar dena nahin chahta aur mein woh "Adhikar luge" aur le kar
rahoge
tere papa ko bhi yahi samjha kar aye hoon ab main unke patni nahi ho sakti
35