Originally posted by: designersaini
banner is mast
1st OS on chilly...wah wah dhanno...lajawaab...serial ki wife ki tarah tiffin banaya dolly ne chintu ke liye aur use anil kapoor bhi bana dia😆 ...saanp...aaye haaye...mujhe ye chitu ke muh se saanp sunna pasand h bohot badelal ke liye...mahaan ne bhi kya idea dia...but d song part is so sweet n perfect n chilly ka ruthna ka mananana jst loved it
title bhi achcha h n banner bhi bohot achcha h
thanks seema
chintu bna anil kapoor 🤣 hain na mujhe bhi saap n naag n sapola 🤣 song ketu ne bataya tha