Ratri FS! Ishq Bulaava! Discontinued - Page 5

Created

Last reply

Replies

83

Views

8.9k

Users

13

Likes

92

Frequent Posters

Az07 thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 6
Posted: 8 years ago
#41

Originally posted by: bawaswift

Nice banner Uma... n a lovely Prologue to the new story in making... ⭐️👏


RaTri as undercover... n that as a couple... whose heart will not melt to wait for the next update... ??/ 😉
Loving it... keep going... will wait... ! Thanks...
N God bless... !


thank you bro
this is going to be a light hearted story and only romance
babita.. thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail
Posted: 8 years ago
#42
Plss Uma. read my comment at page 6 😃
Az07 thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 6
Posted: 8 years ago
#43

Originally posted by: babita..

Read it again and loved it and waiting now more for the update Uma
RaTri as a couple, the feeling makes me dreaming for them 😉
Ishq bulaava, the Title is so beautiful 👏⭐️


thanks babita. will try and update soon. this is a light hearted story anyways. only romance
Az07 thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 6
Posted: 8 years ago
#44

Originally posted by: babita..

Plss Uma. read my comment at page 6 😃


sorry babita. missed out somehow
babita.. thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail
Posted: 8 years ago
#45

Originally posted by: Az07


sorry babita. missed out somehow
[/QUOTE
I happens dear, and it's all okay 😃
Loves ❤️

Az07 thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 6
Posted: 8 years ago
#46

Originally posted by: babita..


thanks for understanding

Az07 thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 6
Posted: 8 years ago
#47




Please read the Prologue in first page as the story is a continuation after that.

Part 1

" Tum meri biwi banogi?" trisha always wanted to hear this question from him. For real; not for going undercover. "Meri Biwi" sounded so good to her. She had become totally red because of his comment. But somehow she composed herself and managed to look at him.
Trisha: chief permission dene ki chances bahuth kam hai.
Raghav (smirk): tume woh nahi manaa nahi karsaktha. Kyunki tum uski favourite ho. Aur mein tumari.
Trisha rolled her eyes.
Trisha: raghav!
She shook her head. But couldn't stop smiling. He too smiled seeing her.

Dilip Chauhan's office

Dilip chauhan looked at trisha with disbelief.
Dilip chauhan: are you serious trisha? Tum log ek bomb blast terrorist attack case chodkar ek shaadi ke ghar mein hui gehne ki chori ke case investigate karne ke bare mein soch rahi ho?
Trisha: lekin sir hum uss terrorist attack case chodh nahi rahi hoon. Hum almost uss case closure point mein hai. Hum sare bombs bomb squad ki madad se deactivate kar chukha hoon. Aur poori sheher mein bomb alertness ki sab intezaam bhi karchukha hai. Uss group ko bhi pakd liya. Uss gang leader ke alava. Hum sari airports mein bhi uski sketch bhej chukhaa hai aur poore desh mein har waqath uska tasweer har ek news channel mein flash ho rahi hai. Ab uss case mein hume kuch zyaada karne ke liye nahi hai. Aur jo hai bikram aur rajbir manage karlengi. Aur saath saath hum unlogo ke saath touch mein hoga. Yeh sirf ek gehne chori case nahi hai. Kisiki zindagi ka sawaal hai.
Dilip chahuan: muhey sach muhj main nahi pata raghav ne aisa kya pati bhandi tum uske barose pee yeh sab karne ki raazi hogayi.
Trisha: sir raghav bey wajah kuch nahi karthi sirf Uski tarika thodha alag hai. Sir please trust me. Kuch galat nahi hoga. I guarantee.
Dilip chauhan: ok trisha! Mein tum pe bahuth barosa karthi hoon. Sirf issliye mein tum logo ko permission dhe rahi hoon. Par make sure raghav kuch gadbadh nahi karegi. Uski poori responsibility tum pe hai trisha. And one more thing agar koi emergency case aagayi toh mein tum logo ko wapas bulaoongi.
Trisha nodded her head.
Trisha: thank you sir! Jai hind!

CBI Headquarters: Trisha's cabin-

Trisha: bahuth mushkil se chief ne maan liye. Aur issliye hume jo bhi karna hai bahuth soch samjh kar karna hoga. Aur savadhaani se bhi.
Raghav: mein ne kaha na Chief tume kabhi mana nahi karsakthi.
She rolled her eyes and looked at him irritatingly.
Trisha: wahan jane se pehele hume ek baar tumari dosth se baath karni padhegi. Tum CCD mein unhe bulalo aur tab takh mein yahan baki sab logoko kaam ki instructions dethi hoon.

Cafe coffee day

Dr.Ashik Vyaas,a good looking gentleman, psychiatrist by profession and raghav's college mate. Both raghav and trisha could make out that ashik is extremely tensed.
Raghav: Ashik tume darne ki koi zaroorath nahi hai. Trisha kitni darawani dikthi hai utna hai nahi.
Trisha looked at him angrily.
Trisha: yeh joke tha? Agar hai toh kaafi ghatiya tha.
Ashik smiled seeing there tiffs.
Trisha: aap ko kyun lag raha hai koi aap ki family se hi gehne churaya hai aapki shaadi thodne ke liye.
Ashik: ab mein aap ko kya batao trisha meri parivaar mein sare log iss shaadi ke khilaf hai.
Raghav: kyun?
Ashik: kyun ki meri fianc Maya ek Gujarati ladki nahi hai. Actually mein aur Maya ek saath Ahmedabad city hospital mein kaam karthi hoon. Woh ek Ophthalmologist hai. Pichle chaar saal se hum dono ek doosere se jaanthi hoon. Maya ke parents nahi hai. Jab maya bahuth choti thi woh log ek car accident mein maragyi. Uske baad maya ki mama ji ne unhe pal poske bada karliya. Kuch din pehele unki tabeer kharabh hui aur unho ne maya ki shaadi ke khawaish ke bare mein hume pataya. Meri puri family pehele iss risthey ki khilaf thi. Meine kisi bhi taraah unhe convince karli. Maya ki family Delhi mein settled hai. Aur unki mama ji ki tabheer kharabh hone ki wajah se hum shaadi ka venue Delhi choose karli. Dono parivaar ek dooserey ki kareeb aane ke liye hum yahan ek guest house mein ek saath rukhi hui hai. Parso humari engagement hui hai. Aur engagement ki waqath meri maa ne Maya ko humari khandhani gehne gift karli. Shaadi mein pehne ke liye. Uss din Maya ne woh jewellery muhey dhe dhi locker mein rakhne keliye. Jab mein ne check karli muhey pata chala yeh jewellery nakli hai. Kisne asli gehne lekar nakli replace karli. Mein yeh baath maya ko bhi nahi pataya. Agar kisi ko patachala gehne chori hui hai toh hamari shaadi kabhi nahi hogi. Iss liye mein aap logo ki madhadh le li.
Raghav and trisha understood the situation is complicated.
Trisha: aap please fikhar math kijiiye. Hum apni taraf poori koshish karoongi asli gehne ko dhoondhne ke liye.
Raghav: tum apni ghar mein kisi ko humari identity reveal nahi karogi. Maya ko bhi nahi. Mein tumari dosth hoon aur trisha meri wife, hum tumari shaadi attend karne aaya hoon.
Ashik: ok fine! Toh ho sakhe toh aaj shyaam hi aap log aajayega. Kal se functions shurh hongi. aap logo ko husband and wife ki acting kuch zyaada karne ki zaroorath bhi nahi hai.
Trisha: aisa kyun?
Ashik: aap log toh normally ek asli couple ki tarah behave karthi ho.
Both raghav and trisha became red hearing ashik's comment.

Trisha and raghav had gone back to there home for packing. Raghav came to trisha's residence to pick her up. Trisha was wearing a short sleeveless red and golden salwar suit. Raghav became completely lost in her. She looked dead drop gorgeous in that attire.
Trisha: raghav tum kahan khoya hue ho? Jana nahi hai kya?
Raghav: ab mein tume kya batao trisha tum toh iss laal kapde mein ek chudail dikh rahi ho.
Trisha: what? Mein ek chudail hoon?
Raghav: haan.
Trisha rolled her eyes with irritation. Her cheeks and nose became red in anger. She turned her head against window angrily. Raghav smiled seeing her angry face. He so wanted to touch her face at the moment but he somehow controlled himself.
Raghav: trisha tum aisa nahi jaa saktha. Tume dekh kar kaun kahega tum ek shaadishudha ladki hai?
Trisha: lekin mein shaadi shudha nahi hoon.
Raghav: woh sirf hume pata hai. Un logo ko jab mein tume apni biwi banakar introduce karongi unhe toh lagna hai na tum meri wife ho.
Trisha: ab iss ke liye mein kya karoon? Mein sindoor toh nahi laga sakthi hoon na.
Raghav: sindhoor nahi. Tum yeh mangalsutra peehno.
He handed over a packet to her. She opened it and found a simple yet a beautiful and elegant mangalsutra. A chain made of black beads with a golden ball locket.




Trisha: bahuth sundhar hai.
Raghav smiled. Raghav: meri maa ka hai
Trisha was stunt.
Trisha: raghav mein tumari maa ka mangalsutra kaise pehnsakthi hoon?
Raghav: aise
He took the chain from her and put it around her neck. Trisha was stunt by his action. But after recovering from the initial shock she smiled and touched the mangalsutra on her neck.

Guest house

Ashik introduced Raghav and trisha to everyone. The entire family welcomed them whole heartedly.
Maya [Ashik's Fiance]: aap dono ki nayi nayi shaadi hui hai kya?
Raghav: nahi chey mahina ho chukha hai.
Ashik: raghav, trisha tum log dinner karlo.
They have taken them to dining hall. While having dinner-
Maya: aap log kya karthi ho?
Raghav: mein ek psychiatrist hoon aur trisha ek freelance journalist.
Maya: toh aap logo ki arranged marriage hui hai kya?
Raghav: nahi love marriage.
Trisha became red.
Maya: trisha toh bahuth sharamrahi hai.
That's when raghav noticed her. Reddish hue had adorned her face making her even more gorgeous.
Maya: toh aap logo ki love story batao.
Trisha blushed even more.
Maya: toh batao aap logo mein kisne pehle dekha?
Trisha: pehle raghav ne muhey dekh liya.
Raghav: haan. 4 saal pehele thi. Mein ne toh ek subah morning walk karke aaraahi thi aur baarf ka mausaam tha. Aur uss baraf mein maine pehli baar trisha ko dekha. Ek yellow kurthi aur blue jeans pehni thi. Bahuth simple thi but breath taking gorgeous. Pehli baar dekthi muhey pyaar hua.
Though most of the story were cooked up raghav but truth was there in his words and trisha could feel that.
Maya: wow! Love at first sight! Phir kya hua?
Raghav: mein ne trisha ko ek shopping mall mein phirse mila. Iss ki peecha karli aur trisha ki ghar dhoound liya. Phir har subah mein trisha ke liye ek rose chodhna shuru kiya. Pehle toh trisha kuch khaas dhyaan nahi dethi. Phir jab ek din mein ne inhe ek khath likha woh bhi apni khoon se.
Trisha looked at him giving a "Are you even serious" looks.
Trisha: muhey joh bahuth ghussa aaya. Muhey laga ki ek psycho hi hoga. Mein ne ek din inhe range haatho se pakdliya. Aur bahuth jagadha bhi karliya. Muhey toh inki careless attitude bahuth irritating laga. Hum jab bhi mile bus jagadhaa karthe the. Yeh jan bhuj kar muhj irritate kar thi hoon. Aur pata nahi kab mein iski pranks enjoy karna shuru kar diya. Patahi nahi chala kab inhe pasandh karna shuru kar li.
Unknowingly trisha smiled saying this and raghav too smiled.

After sometime

Trisha and raghav was given a single room as they were introduced as a couple. After ensuring that the door is locked trisha blasted over raghav.
Trisha: tum kaisi behudha bakwass kahani suna rahi thi wahan sabko? Kya zaroorath thi love marriage bolne ki? Aur upar se itna baakwaas love story.
Raghav: excuse me! Love story sirf mein nahi tum bhi saath milke kehrehi thi. Aur tum toh bahuth sharam aa rahi thi. Ab kya hua.
Trisha blushed once again. But she masked her expressions.
Trisha: khoon ki khath? Like really raghav?
Raghav: woh toh bus realistic feel karwana bol rahi thi.
Trisha shook her head with disappointment.

Both raghav and trisha after freshening up changed into there night ware and they discussed about the case for some time and after that they decided to call it for a day.
Trisha: tum left side pe so jao.
Raghav: no ways. Muhey right side pe sona hai.
Trisha: mein tumara boss hoon. Suna hai na boss is always right.
Raghav: no ways.
Before she could argue further he already slept on right side. Trisha irritated by his actions went and slept on left side.

Next day morning

Raghav woke up only to find himself alone in the bedroom. He wondered were trisha could be? He heard the noise of washroom being opened. He smiled naughtily and closed his eyes. Trisha came out after bath with her hair tied up in towel. Thinking that raghav was sleeping she opened her towel. Without her knowledge he peeped to have a look at her. She had worn a beautiful peacock green full sleeve salwar suit. She opened the towel and started drying her hair. She was looking ethereal without any make up. Raghav didn't have a mind to close his eyes. Few water droplets fell on his face while she was drying her hair. He so wanted to kiss her at the moment.
Without realizing the havoc she is creating in Raghav, trisha went to the dressing table and applied kohl in her eyes. After that she took her lipstick and applied it on her lips. That's when she noticed raghav looking at her. She blushed unknowingly.
Trisha: aisa kya dekh rahi ho?
Raghav became embarrassed.
Raghav: tum toh bahuth darawani dikthi ho.
Trisha: acha tumara chehra kuch aur keh rehi ho.
She was angry. Why just for once he can't accept the fact that he was admiring her. She left from there irritated.
Raghav smiled & got up and went near the dressing table. He took her lipstick and opened its cap.
Raghav: i envy you. Kash mein bhi har roz tumari tarah uski lips touch karoon.
He kissed on her lipstick feel the touch of her lips!



Edited by Az07 - 8 years ago
Tasha1994 thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Visit Streak 90 Thumbnail + 2
Posted: 8 years ago
#48
Thanks for the update dear off to read it
Tasha1994 thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Visit Streak 90 Thumbnail + 2
Posted: 8 years ago
#49
awesome update uma .just finished reading it .will review as soon as i reach home
braveheartdoc thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 4
Posted: 8 years ago
#50
Uma i'll be able to review by tmrrw morning or late night...i hope its ok with you...😊

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".