Trisha and Raghav was sitting in the conference room and Bikram and Rajbir entered.
Trisha - "kuch pata cahla Manish ke baare me"
Rajbir - "yeh Manish bohot teda admi lagta hai kuch bhi sidhai se batane tayaar hi nahi hai"
Trisha -" is Manish jaise logo ko sidha karna CBI ko bohoth acche se ata hai"
Manish Residence
Raghav and Trisha were standing outside of Manish's house.
Trisha was about to rang bell again suddenly a lady opened the door.
Lady-"ji aap kon"
Trisha - "Hum log CBI se hai Manish se milna hai"
Lady-"Ji Manish abhi aap logo se nahi mil sakte vo busy hai"
Trisha pushed her and entered the house saying - "Hum bhi to dekhe kitne busy hai"
Manish - "ayiye aap logo ka intzaar tha"
Raghav - "ab aap CBI office nahi aye to himne socha hum log hi apse mil ate hai"
Manish - "batiye na jo sawal poochne hai vo poochiye"
Trisha sat on a couch near to Manish's chair. Raghav was observing some photos.
Trisha - "aap katal ki raat kaha the Manish ji"
Manish - "itni jaldi bhi kya hai aap chai pani kijiye na pehle" He tried to touch Trisha unnecessary, Raghav understood that Manish do not had good eye on Trisha. He came towards the couch and signalled Trisha to move little away and he sat near to Manish.
Trisha - "dekhiye hume chai pani kuch nahi karna aap sidhe se humare sawalo ka jawaab de to zyada better hoga"
Manish - "are aap to naraz ho gayi Trisha ji batate hai katal ki raat hum Pune kisi zameen ke kaam se gaye the ye rahe ticket"
Raghav - "ji vo ladki kon hai?"
Manish - "vo... Vo meri secretary hai kaam me madad kar deti hai bus"
Raghav - "ji bohot madad karti hai dikh raha hai kaam me bhi aur ghar pe bhi"
Manish - "aap kehana kya chahte hai"
Trisha handled the matter and said-"zaroorat padegi to phir ayege. "
CBI Headquarters
Trisha -" chaar suspect hai Rani Minakshi, unka beta Aditya, Riya, aur Manish"
Rajbir - "mujhe yeh Manish kuch teekh nahi lagata"
Trisha - "par vo us din pune me tha"
Bikram - "mujhe Rani pe shak hai"
Raghav-"Trisha ek baar phir se Raja ji ke mahal ho kar ate hai mere anusaar still we don't know the full truth "
Near the palace
Trisha parked the car in the lawn away from Mahal as said by Raghav
Trisha -" kya hua Raghav ghadi yaha kyo park karne boli"
Raghav - "kyoki hum log main gate se andar nahi jayenge"
Trisha - "matlab"
Raghav - "yeh khidki dekh rahi ho yeh Raja Vikram ke kamre ki hai"
Trisha - "hum log CBI officers hoke choro ki tarah mahal me ghusange tum pagal ho gaye ho kya? Pakde gaye to"
Raghav - "shush... Tum itna chilaogi to definitely pakde jayege"
Raghav stopped in between and heard some footsteps he quickly pulled Trisha towards himself. Trisha was close to his chest amd can feel his heart beats. Due to jerk she hold his collar.
Raghav-"ab vo chale gaya hai "
Raghav looked at her hand holding his collar. She quickly removed her hand and pretend to be angry.
Trisha -" bata nahi sakte the khichne se pehle "
Raghav -" nahi "
Raghav smiled at her flushed face and said" tum is khidki tak pahooch sakti ho kya?
Trisha - "kya me is khidki par kyo chadu"
Raghav - "dekho Minakshi ki height lag bhag tumhare jitni hai so agar usne khoon kiya hai to vo zaroor isi khidki se ayi hogi kyoki mahal me cctv camera lage hai to agar chupke kisi ko Raja Vikram ke kamare me ana he to bas is khidki se a sakte hai"
Trisha - "Raghav tumhe lagata hai vo yeh sab kar sakti hai"
Raghav - "Pyaar me dokha khaya hua insaan kuch bhi kar sakta hai"
Trisha - "Really crazy guys"
Raghav - "Ha tum keh sakti ho akhir tumhe kabhi pyaar nahi hua na isliye" Trisha - "Oh come on Raghav Pyaar ek nashe ki tarah hai not at all good for my health so me jitna usse door rahoon utna accha hoga"
Raghav (turn around and come closure to her) -" Phir to tum mujhse bach ke rahana varna mujhse pyaar ho jayega aur vaise statistics batate hai ki mostly tum jaisi bold ladkiyo ko hi saccha pyaar hota hai so.. Hope tumhe yeh pyaar ka nasha jald hi ho jaye"
Trisha was still for few seconds and replied - "Raghav! ab kuch kaam kar le" Trisha tried her best to change the topic but Raghav could read her face and tension and embarrassment. Tension is for what? Falling in love with Raghav. If nothing in her heart for Raghav then why shyness?
Trisha tried her best to reach window but she slipped her step.
Raghav quickly hold her in his arms Trisha was still looking towards Raghav. Raghav - "are you ok Trisha"
Trisha - "yes"
Raghav looked at her innocent face and the situation in which they are.
Raghav - "Trisha tum itni halki bhi nahi ho jitni lagati ho so can I please"
Trisha quickly came out of her thoughts and got down
Trisha - "Raghav! Well thanks mujhe nahi lagata Minakshi ji yeh kar sakti hai" Raghav - "case ke climax ka time a gaya hai chalo batata hoon criminal kon hai"
In the Palace
Raghav-"Aditya ji aap batayege ki aapne apne peeta ji ka khoon kyo karvaya ya hum kuch madad kare"
Aditya-"yeh aap kya keh rahe hai me toh us din Mumbai me tha"
Raghav-"mene kab kaha apne khoon kiya hai apne khoon karvaya hai is banvarilal se "
Raghav-" bikram zara le kar ao us banvarilal ko"
Trisha - "Banvarilal ab tum sach sach batao ki timne kiske kehne par Vikram ji ka khoon kiya"
Banvarilal - "ji vo hukum ne kaha isliye maine Raja sahab ki hatya kar di"
Trisha - "Aditya ab sach batayiye apne apne pita ka khoon kyo kiya"
Aditya-"ha maine maravaya hai apne pita ko vo admi tayaar nahi tha is puri property ko bechne ke liye to maine use maar dala jisase yeh sari property mere naam ho jaye"
Raghav - "par ab yeh property tumhari nahi trust ki hai le jao ise"
CBI Headquarters
All members were enjoying Pizza.
Rajbir - "tumhara shak is Aditya par kaise gaya Raghav"
Raghav-"bohot simple tha dekho Aditya ke pass murder ka motive tha aur dusri baat uski uchayi 6'5 feet hai jisse vo aram se khidki se akar vikram ji ka murder kar ke vapas ja sakta tha par vo to mumbai me tha to ab kon bacha itni height ka banvarilal par uske pass koi motive nahi tha so saare links ko joda to result tum logo ke samne hai"
Bikram - "tumhara dimag kaha kaha chalta hai"
Trisha entered the office and saw all of them laughing and giggling
Trisha - "congrats finally case solved"
Raghav - "Trisha yeh ear ring tumhari hai kya"
Raghav gave her a simple pearl ear ring
Trisha - "ha par tumhare pass kaise"
Raghav - "mystery!!!"
Raghav leave with a smile. Trisha remembered of her fall while climbing window.
Hope you like the story. Please review and give suggestions on it. š³