Hello, Salaam, Namaste!! Kaise hai aap sab? Hmm kaafi time ho gaya na? Update nahi mila aur na hi meri koi khoj khabar hai yaha pe.. kya kare Diwali ka time hai yaaro, ghar mein dhero kaam aur main akeli jaan. Aakhir kya kya sambhale to bas nahi dia update!!😉😆
Par kya hua agar update nahi diya to, kal Dusshera tha to uski saugat mein main aap sab ke liye update to nahi par haan characters zaroor chun ke le aayi Mannata Ve Mannata ke liye😆
Toh lo jin jin ko sab characters ka thopda dekhna tha!! 🤣
1. Manasavi and Mehul Khanna!! 😛😛
2. Megha and Khishtij Kapoor!!😉😉
3. Sakshi and Raunak Malhotra!!😃😃
Ye lo ji, aa gaye saare kalaakar meri stories ke. Agar pasand aaye to bata dena aur agar na aaye to khair koi baat nahi, fir bhi bata dena!! 🤣😉
Aur sun lo Update na jaldi milega par wo kab milega wo to merko bhi nahi pata. Aur haan jin jin logo ke comment Res pe hai na wo jinna delay karege main utna hi delay karugi next update dene mein bhi and I mean it!!😊
Ab jaldi se comment karo aur haan iss baar sab note zaroor padhiyo Page 24 pe. Ab bohot ho gayi bak bak!!😆 Ab apun chalti hai, bye bye!! 😃
See ya!!