woh toh first culprit hi. Khaand kumar uska bhi halwa puri milegi wait karo aaj gulab jamun mila hi 😛Originally posted by: reeyacute
Madam baccha kya akele paida hotein hai
Rohit ka bhi tha......
Rohit ke daan ka nateja....aur apne popatgiri ka keemat chuka raha hai
Atleast Armaan wanted to return child after Ruhi gained consciousness but Rohit wanted Armaan to be the father
Armaan toh paidaisi nalla hai
106