Originally posted by: India_TV
armaan ne diya hai ki nahi...but ruhi ne le liya hai and armaan ne roka nahi...😂
ulta usne openly abhira ko roka hai ki woh ruhi ke mamle mein na bole...to y not stop ruhi ki woh abhira ke mamle mein na bole....
woh kal wala scene: he stands chup chap jan tak uske cousins and ruhi abhira ko suna rahe the...jab abhira ne logically sacchahi sunani shuri ki...to ruhi ka vakeel bak ke saamne khada ho gaya....
kya matlab nikaalen armaan ruhi abhira ke iss rishte ka???😂
Wahi wahi kuch na bolna bhi uski haan me haan Milana hi hota hai ...
Bol sekta hai na ki woh meri zimmedari hai Jo bolna hai me bolunga,tum kyu bol rehe ho chup roho na ..
Lekin nhi kuch nhi bolega har kisi se ek aisa insaan nhi hai jisne usse sunaya nhi hai ...khud bhi wahi krta hai lekin agar woh palat ke jawab de de bhabhi Ji ko ya Parivar mein kisi ko bhi to use Bura lag jata hai ,Bina soche samjhe use matlabi selfish bol deta hai..
I tell you kya aadmi hai Bhai kya chahte hai meri toh samjh nhi aai jisse sirf abhira ki badtameez dikhti hai baki gharwalon ki baten uski aankhon mein ne najar aati....
0