Originally posted by: umawanderer
Yeh kya hua😲
Kaise hua😕
Kab hua 🤓
And more importantly kyu hua😭
Consummation without any Dhoom thana...
Ab toh mujhe lag raha ki Nav ko emotionally manipulate Kiya gaya hai...🤣
Pakka kisi na kisi ka to Ram naam Satya hone wala hai... Ya to Abhinav ka ya show ka🤡
I don't know kya hua... 😆 episode nahi dekha ab tak...😆
1