mujhe bhi dukh ho gaya yaar anu ye kya parivaar ke kiye sab kuch kar sakti hoon😡😡Originally posted by: anuandavi
I am unhappy... Na Abhimanyu gaya usko manane.. Na Abhimanyu ki insecurities ko Akshara ne samjha and aaj phir nahi chahiye aisa pyaar and nahi chahiye aisa rishta bol gayi
92