Aab bacha hi kya hai.. na yeh woh kartik raha jo Naira ko samajhta tha.. na kaira rahe.. na toh vedika ki exit horahi hai sab bakwas hi dikhana hai 5000 epi complete karni hai toh aaba vekar ko apni shaadi age badha leni chaiye fir vedika ki pregnancy dikhana fir uski godh bharai dikhana jaha Naira ko nachwana fir uska baby dikhana uski aaya Naira ko banana fir dikhana ki kaise Naira kairav se jyada vekar k bachhe se oyaar karti hai kitni mahaan hai.. extra masala.. fir vekar ka divorse dikhana then remarriage dikhana.. chalta jayega story aur 5000 epi manana Gadhonnnnn🤬🤬🤬🤬
80