Thanks for the previous response.
-------
Chapter 5
"App humesha jhagadte rahe toh app dono ki love story shuru kab huyi", Mishti asked in a cheerful voice, trying to make her bff focus on the beautiful times he spent with her sister, plus she was curious to know their story and a bit miffed that he hadn't shared it with her earlier and scared if her sister would make her way through it, but she had seen his love for her, she had seen the way her bff loved her sister and she knew God couldn't be that cruel to separate them, no he couldn't she thought, he had made their match, yes their's was a match made in heaven. Her sister would be okay the girl mentally assured herself.
"Jhagadte Jhagadte pyaar hua, uski sachayi se pyaar hue, uski mausumiyat se pyaar hua, jiss tarhe woh sab se pyaar karti hai uss se pyaar hua, jiss tarhe woh sab ke haq ke liye ladti hai uss se pyaar hua, uske ghussa se bhi pyaar hua, uske narazgi ke bhi pyaar hua, uske har ada har rang se pyaar hua.", she spoke lost.
"Magar kaise hua, woh toh batao bff", Mishti asked in a curious voice.
-------
Flashback
"Maa aaj itni shanti kaisa, yahan ki sherni kahan hai", Karthik spoke as he came out to the orphanage's outside space
"Karthik, kya laga rakha hai, uska naam Tina hai, humesha usse sherni bulate ho, naam se kyun nahi bulate.", Tanvi scolded Karthik
"Aap mujh se kyun khe rahi hai woh toh din raat, mendak, aur tar tar karti rehti hai, mujhe chidhati rahti hai, usse kuch nahi kheti", Karthik complained and turned to leave.
"Tina bachon ko padha rahi hai, woh left side ke room mein hai", Tanvi told him and a smile appeared on his face which he hid soon.
"Bachon ko padha rahi hai, bache school nahi jate", he asked confused.
"Haar bache ki school ke fees pay nahi kar sakte iss liye hum adjust karte hai books khared kar Tina, mein, Negi uncle unhe mil kar padhate hai", Tanvi told him.
"Aur uski padhayi, I mean Tina ki university", he asked.
"Karthik Maine kaha humare pass aur kharche hai, which are important, I try my best ke mein bachon ke education ke liye maximum efforts dalun, aur agar hum afford bhi kar pate jab yeh puchenge ke Tina ne kiss school se padhayi ki university walon ko kya jawab denge, usse exam grades kya aye jab yeh koyi puche ga to kya kahenge, kyun ke yahan ke har bache ke tarhe woh school nahi gayi hai, uski padhayi ashram mein huyi hai.", Tanvi replied calmly but he could feel the guilt in her words, guilt for not being able to do enough for the orphanage kids.
"You are doing the best you can", he told her as he hugged her
"Aab mein jao, kaam par jana hai", she told him smiling and broke the hug and went.
"Mujhe Rohan (his friend who had helped him lie to his father about him attending the university abroad) ko call karna hoga", Karthik told himself and dialled hua friend's number.
Phone convo
"Hi Rohan tu kaisa hai", Karthik asked with a bit of impatience reflecting in his voice, wanting to come to the point but not wanting to be rude by skipping the greeting.
"Main theek hoon, aur tu bahut impatient hai iss liye bata kiss liye phone kiya", said Rohan giggling, knowing his friend very well
"Mere Dad jo fees bhej rahe hai tere account main usse university mein jama karne ke bajaye mein jhata hoon tu usse ek dusre account mein transfer karde, details baad mein dunga, aur mein university se apna naam hatwan jahta hoon, Jo paper work hoga tu woh please kar lega mere liye.",Karthik asked
"Bas itni si baath bhai, ho jayega", Rohan replied.
"Thanks alot, thanks for everything", Karthik told his friend sincerely
"It is okay ab chalta hun class ka time ho raha hai", Rohan said and cut the call after hearing Karthik's bye.
End of phone convo
"Kyun kiya tu ne yeh sab Karthik, Tina teri lagti kya hai, do din huye tujhe aye aur in do dino mein tum dono ne sirf jhagde kiye", his inner conscience questioned him
"yeh kiss ne kaha ke mein Tina ke liye yeh sab kar raha hun, mein maa ke liye kar raha hun, maine guilt sense kiya unke awaz mein jab woh mujh se baath kar rahi thi", Karthik justified himself
"Lying to other's is understandable, but why lie to your ownself, why lie to me, why lie to your own conscience, you know Karthik, you very well there is some connection between you two", his inner conscience spoke the last time before disappearing.
"Phele bank jata hun, account banna na hai, Phir Rohan ko details send karni hai, yahan ass pass ki universities ki details nikalni hai, un se ja kar baath karni hai, aur kissi tarhe se Tina ko manwana hoga university ko join karne ke liye, bahut kaam hai, shuru hoja Karthik", he mentally told himself as he walked out.
Hours passed by it was five in the evening, he had done everything he was supposed to, he had made the account, send its details, Rohan had sent him the money, he had found about a good reputed university and got the application forms from there for him and her, submitted his own one, with necessary documents, the university was half an hour by train, he had pressurized the authorities, with money and power to give Tina a chance despite her not having any proper previous education and results on which she could gain admittance, flaunting his status wasn't at all Karthik but he had done it, he didn't know why, he had now just one last thing to be done, he needed to convince the sherni.
"Samne se ja kar baath karunga, toh pakka nahi manegi, agar yeh pata chala ke mein ne uske admission ke liye authorities ko almost dhamkaiya toh woh mera khoon kar degi, jahe ladki kitni irritating bhi ho hai, uss mein bahut self respect hai", Karthik told himself
"Tareef kar raha hai tu sherni ki", his inner conscience asked
"Tareef nahi kar raha, ek hi achi quality hai uss mein, aur tum phir se agaye pareshan karne mujhe", Karthik spoke irritated.
"Sirf wohi ek achi baath hai, ke woh swabhimani hai, aur koyi achi baath nahi hai", his inner conscience asked teasingly
"Haan nahi hai, aur koyi achi baath uss mein", Karthik replied frustrated
"Kitni baar bola hai mujh se toh jhoot mat bolo", Karthik's conscience told him before disappearing.
He decided to talk to his mother about the university, he told her he had found a university, which were not looking for twelve grade results or anything such for admission only that you needed to give an entrance test and wasn't far away from the place and asked her to talk to Tina about it.
"Tu Tina ke liye university dhoond raha tha", his mother asked in shock followed by a suppressed giggle
"Khud ke liye dhund raha tha", he justified
"Tu yahan university kyun dhund raha hai", his mother asked him getting a bit serious
"Kyunke ab se mein apke pass rahunga", he told her.
"Tumhare papa ko iss barien mein pata hai, permission li tu ne un se", Tanvi asked her son.
"Aap dono ne mujh se permission li separate ho ne se phele, jab court ne papa ko meri custody di un ho ne mujh se pucha, janta hun kya jawab denge app, bahut chota tha mein uss waqt sirf teen saal ka tab mein woh sari batein samajh nahi pata, lekin tab kya jab mein bada hua, jab mein ne apni maa ke barein mein sawal kiya, tab dad ne ek baar bhi mujh se saach nahi kaha,un he humesha chod kar nahi ja raha, itne saal unke saath guzare thoda waqt apke saath nahi guzare sakta maa, sirf naraz hun un se nafrat nahi karta", Karthik replied to his mother's question.
"Phir bhi tuthe unhe ek baar bata dena chaiye", Tanvi tried to make Karthik understand
"I told him I was going out to study, poora nahi lekin adha sach bola hai, unki tarhe poora jhoot nahi bola, aap Tina ko university ke barien mein batyenge and please mera naam mention mat lijiye", Karthik answered
"Tina, rukko", Tanvi called out to Naira who had just stepped out of the building to get to the Ghat.
"Haan ma'am, apko kuch chaiye", Naira replied politely
"Tum se ek baath karni hai, do minute hai", Tanvi asked her and Naira gave a positive reply and Tanvi told her about the university
"Aap ne mere liye itna socha uske liye thank you lekin mein wahan join nahi kar sakti", Naira replied
"Kyun beta", Tanvi asked her
"Kyun karegi maa, janti hai entrance test mein fail ho jayegi", Karthik interrupted
"Ma'am yahan bachon ki padhayi hai, mein un he chod nahi sakti", Naira replied ignoring Karthik's comments
"Maa, poori jhooti hai, darti hai fail ho jayegi, bachon ko Negi uncle, app aur yeh mil kar padha te hai, toh timings thoda shift kar sakte hai, subha Negi uncle unhe padhange, aap duphaer ko office se aati hai toh lunch ke baad aap padha sakti hai aur panch bajaye ghar phanuch jayenge uske baad bachon ko padha sakti, aur Phir apne daily assignments par kaam karna shuru kar sakti hai, lekin jab yeh university join karna hi nahi jati, woh itna sab kyun sochti. And plus iss tarhe bachon ko beech mein breaks toh milenge ek saath paanch che ghante ek jagha baith kar padhayi nahi karni padegi.", Karthik told his face turned to his mother but looking at Naira in the corner of his eyes
"Karthik sahi kahe raha hai Tina hum sab mil kar kaam karenge toh ho jayega, main yeh form le kar ayi hun isse bhar do", Tanvi told Naira giving her the form and Naira took it thanking her.
End of flashback
----------
"Jab Naira ne woh form liya mujhe bahut khushi huya, samajh nahi aiya kyun, woh feelings jo mere dil mein ubharna shuru ho chuka tha, uss feelings ka mujhe zara sa bhi andaza nahi tha, bas jab bhi woh mere pass hoti main muskurata, jab bhi uske ankhon mein ansu dekhta bura lagta, usse batein karne ke liye bahane dhundta, uss se jhagadta sirf usse baath karne ke liye.", Karthik spoke lost.
"Aap dono ek hi university main jate the, matlab wahan se apka romance shuru hua", Mishti asked
"Mishti bahut TV dekhti ho", Karthik his bff
"Aap story continue karo", Mishti told him
---------
Flashback
It had been six months since Kaira were attending the university, they stayed together for most of the time from seven in the morning when the train arrived at the station till five in the evening when they came back, most of their classes were together and they used to look at each other signalling now boring the lecture was at times. They had stopped fighting everytime they had a conversation, okay 80 percent of the time they stared a conversation it ended up into a fight but at least 20 percent of proper conversations that had been a big improvement from the earlier days where they spoke only to fight with or taunt each other. Their mendak and Ms Rishikesh names were still on. Not to mention Karthik was getting more and more lost into her. Naira had started to become the centre of his universe, Naira had also started to feel happy when Karthik was around her, she never used to like any other girl near him, she used to feel bad when he helped on their common female friends in an assignment or something, but both of them didn't have a single idea what they were going through, Tanvi however somewhere sensed love in the air between the two, but decided to let the two work it out from themselves, she knew if she would go and ask them directly they would deny it and try to stay away from each other and she didn't want that, the two soul make a lovely couple and she didn't want to spoil the chances so decided not to interfere.
In the morning train
"Kaha rahe gaya hai, ek water bottle la ne mein kitni der karga", said Naira looking at her watch waiting for Karthik since he had told her to get in the train and he would come in a minute after getting a bottle of water from one of the shops at the station. The train was scheduled to leave in two minutes she got out of her seat to the nearest exit, on her way she saw him sitting with Radhika, Radhika was one of their common friends she too belonged to Rishikesh, she was a sweet girl, but at that moment Naira really wanted to break both their head. Grinding her teeth together she placed a hand on Karthik's shoulder and spoke, "main tumhare intezaar kar rahi thi aur tum yahan baith gaye".
"Yeh meri seat hai toh main yahan hi baithunga", Karthik replied showing her his ticket.
"Magar tum humesha mere saath baithte ho, Phir aaj seat number ki itni fikar kyun", Naira replied irritated, remembering that Karthik always made excuses so that the two would sit together, he would always say something or another to the passenger next to his seat or her's so that they would get up and ask Naira to sit in the seat near karthik or allow Karthik to sit in the seat near Naira, she remembered once he had also told a man sitting near her that she was his wife and she was miffed with him so could he sit on the man's seat and manao her and surprising herself as well Naira hadn't got angry.
"Radhika mujhe Karthik se kuch kaam hai, aaj jo asssignments submit karne hai uske barien mein baath karni hai, can I take your seat, tum meri jaghe par ja kar please baith jao gi", asked Naira.
"Okay, tumhari seat kaha hai", Radhika asked as she gathered her things and than Naira took her to the seat and took her own belongings from the place and went to sit near Karthik.
"Tum assignment ke barien mein puch na jati thi, kya puch na jati thi, batao na", asked Karthik
"Bhul gayi jab yaad ayega batungi", she said angrily and turned her face away from him.
"Abb ghussa ho rahi ho aur kal jab bina mujhe bina bataye Rahul ke saath chali gayi uska kya, mein station mein tumhara inteezar kar raha tha aur bina bataye tum Rahul ke saath uss ke car mein ghar wapas agayi, aur mujhe ek call tak nahi kiya, idiot ki tarhe mein wahan inteezar karta gaya, thank god maa ne phone kiya yeh puchne ke liye mein ghar kab araha hun iss liye mujhe pata chala ke tum ghar par ho", replied Karthik angry as well
"Mujhe nahi pata tha tum wait kar rahe the, mujhe laga tum chale ga normal time par 4:30 ki train le kar, mujhe toh lecturer ne rok kar rakha tha, kyun ke maine assignment complete nahi kiya tha, aur woh jahti thi ke main unke samne complete karun, mein ne tumhe dhundne ki koshish ki tum nazar nahi aye", Naira tried to explain.
"Main station par tumhara intezaar kar raha tha, mujhe laga tum wahan phaunch jao gi, campus par nahi ruk paiya kyun ke university time khatam hone ke baad campus par rukhne ki permission mujhe nahi milli, ek baar station mein jati tum, ek call kar leti Tina, lekin nahi, akhir kyun karti kaun hun mein tumhara, humare kuch common friends hai lekin kya hum dost hai, humare beech kya hai samajh nahi ata", Karthik said frustrated
"Karthik hum dost hai, ache dost hai", Naira replied
"Sirf dost hai Phir kyun bura laga jab mein Radhika ke pass baitha, woh bhi meri dost hai", asked Karthik
"Tumhari aur meri dosti special hai karthik, woh sholay ke Jai Veeru types", Naira replied
"Jhoot agar main important hota tumhare liye tum bina bataye ashram nahi chali jati, kam se kam ek phone karti", Karthik asked her still a bit angry
"Meri phone ki battery dead ho gayi, I am sorry", Naira apologized holding her ears making Karthik smile.
End of flashback
--------
"Jab Naira ne friendship wale day par Jai Veeru ki baath ki aisa laga ke Naira ko kahi na kahi hum dono ki batein yaad hai, Phir socha woh shayad aise hi bol diya hoga.", Karthik spoke
-------
Waiting for your reviews.
5