ak-wo mai...wo...
she tried to run from there...but naitik hold her hand tighly...
nk-agar tumhe help hi chahiye thi...toh maang leti yu jhoota natak karne ki kya zaroorat thi...
akshara again look at him...but suddenly naitik's all friend came there...so he loose his grip...and akshara quickly ran from there...
shaurya-kya hua naitik ? usne kuch kiya kya ?
nk-nahi...
he excuse himself from there...and came back to his home...
( he lives with his mother...maa bete ki ek choti si duniya )
gayatri-munna ! chal aa jaa kuch kha le...
( aur ghar par bhi naitik babu ka gussa kaha shaant hone wala tha )
nk-mujhe nahi khana...
gayatri start came behind him...
" kuch hua hai kya college me ? "
but he angrily went to his room...lock his room from inside...
gy-theek hai...mat bata jab gussa shaant ho jayega toh khud hi bahar aa jayega...
here naitik angrily remove his shirt...and lay on the bed while closing his eyes ( start thinking about akshara )...again a little smile came on his face...
nk(st)-ye ladkiyaan bhi naa...na jaane kya kya karti hai...par jo bhi tha...wo ladki thi bahut pyaari...
he turn to the other side...and saw three miss calls...he pick up his mobile...
nk-ye...mohit mujhe kyu phone kyu kar raha hai ?
he call back to mohit...
nk-tune phone kyu kiya tha ?
mo-pehle ye bata tu theek toh hai naa?
nk-yaaa...i am ok...bas uss ladki ne dimaag kharab kar diya tha...
mo-accha wala ya phir bura wala ?
nk-ye accha bura kya hota hai ?
mo-matlab ye ki pyaar wala dimaag kharab kiya hai...ya phir gusse wala ?
nk-tu jaanta hai...mai inn ladkiyo se jitna door hu utna hi bhala hu...
mo-toh phir antra ko friend kyu banaya ?
nk-dost hai wo hamari...school time se jaante hai hum usko...khair wo sab jaane de...tu ye bata ki phone kyu kar raha tha ?
mo- yaad dilane ke liye...ki aaj combined study ke liye shaurya ke ghar aana hai...
nk-kya study yaar...jab pehle paper hi kharab ho gaya...btw aaj toh hum antra ke ghar jaane wale the
mo-haa par shaurya ne pehle call kar liya...tu time se aa jana
nk-yup !
and cut the phone...
IN EVENING...
NAITIK came out from his room...where as gayatri was doin some work...he came n hug her from behind...
nk-i am sorry maa...
gy(smile)-bas tujhe yahi kehna aata hai...
nk-aur kya kahu...aap mujhe itne acche se samajhti jo hain...
gy-mere beta itna pyaara jo hai...tujhse jo ladki shadi karegi...wo bahut khush rahegi...
nk(irritated)-bas phir se shuru ho gaya na aapka...par mujhe koi shadi nahi karni...
gy-theek hai tu yu shadi ke naam par chidh mat...
naitik kiss her on her cheeks " bye maa...mai shaurya ke ghar jaa raha hu "
gy-bye !
with this naitik went from there...
after some time...
all frinds again meet at shaurya's house...
and sitting together in hall...
nk-tune aaj hi hum sab ko yaha kyu bula liya?
sh-wo...wo antra ke ghar par guest aaye hue the...kyu antra ?
an{confused)-mere yaha
shaurya gave a glare to her...
an-ya...ya aaj dad ke officce se kuch log aane wale the...isliye
mo-accha kiya...warna antra ke ghar me hum pagal ho jaate
all laught at antra...🤣
nk-ab padhne chale ? mai apne aage ke paper barbaad nahi karna chahta
alok-pehle kuch kha le...
naman-pata nahi aaj shaurya ke ghar par kuch milega ya nahi...
an-ha toh pehle jaldi se dinner karwa do...
sh-karwa deta hu...par usse pehle mujhe tum sab se kisi ko milwana hai...
nk-kisse ?
sh-ek miunte...
he call someone...and with his voice...a girl came outside from kitchen...
all became shocked to see her...(specially naitik )
nk-ye yaha kya kar rahi hai ?
sh-sorry yaar...maine tum sab ko bataya hi nahi...meet my cousin AKSHARA...
gang(together)-cousin ?
naitik became happy ( sirf mann hi maan me ) waise toh aisa face banaya...maano he is not interested...
sh-akshara abhi ek week pehle hi yaha aayi hai...
alok-par tum ne hume pehle kyu nahi bataya ?
sh-mai chahta tha ki akshara hum sab se dosti khud se kare naa ki iss wajah se ki wo meri sister hai...par jab mere sabse pyaare dost ko iski wajah se gussa dekha...toh maine socha ki mai hi tum sab ko isse introduce karwa du...
naitik smile a little bit...
antra came forward " hi akshara i am antra "
akshara smile and shake her hand with antra "
mohit...alok...and naman too came forward and introduce themself with hand shake...
4