true mujhe bhi yahi sochke rona aa raha hai ki naksh ko dekhe bina mai kya karoogi..star utsav par hai to jab chahu unhe dekh sakti hu..par naye episodes ka intzaar karne ka maza kuch aur hi hota hai..Originally posted by: sameera_naksh
sahi mein nhi toh hmare din kaise katenge akshara naitik k bina abhi se mujhe soch soch kr rona a rha hai
10