Originally posted by: Adhervika
Pata nahi kis mitti ki bani hai...😡😡 koi asar hi nahi hota...kitna kaha naitik ne aaj par samjh kar bhi anjaan ban rahi hai.apni beti ka ghar barbad kar rahi hai...😡😡😡
nani ko koi bulao yaar... bolo unki beti bina kharcha diye apne jamai k yaha reh rahi hai...
1