Originally posted by: saman.17
😳 😳 😳
aaj dj puri tarah se yeda ho gaya tha 😡😡😡 naitik ko kehta hai tat use apne side hi sona hai warna neend nhi aayega but use apne room se hi nikaal diya jab naitik ne kaha use neend nhi aayega yahan he is saying thode din me aadat ho jaayega use zindagi bhar yahi sulaane ka iraada hai kya 😡 agar aesa hua toh jaleli ki iccha kabhi puri nhi hoga 😆😆 & jab naitik ka phone baja toh koi pron nhi hua par hello kehne se bhadak gaya jab call recieve karenge toh hello ke bajaaye bhajan gaayenge kya...🤢🤢🤢 & last me toh had hi ho gayi gale me kich kich hai toh so jao theek ho jaayega 🤣 puri tarah se baavla ho gaya tha aaj 🤢🤢🤢 bechare munna ko kitna tadpaaya
DJ ka naam mat le...kitne natak hai uske... 🤢 Naitik ko bohat paka raha tha...raat 10 baje sona jaldi nahi hota... 😲 jaldi so jaane se kharash dur hojayegi... 😆 He is sleeping on his side of the bed and wants Naitik to adjust and get used to it.
565