Originally posted by: saman.17
woh jo bhi ho likhne se pehle 100 baar sochna warna yahan meri vaat lagegi pucho asawari se meri dukh bhari daastan...😆
arrey yeh meri roz ki kahani hai...roz meri vaat lagti hai...yahan nahi but kahin aur... jaise hi i am online start ho jaata hai baarish... 😆 😆 😆
21