Originally posted by: saman.17
kitne din tak royegi 1 din 1 hafta ya 1 mahina paayal jaise 2-3 aur mil gaye toh sab chod aesh karne lagegi.....😆😆 phir apna munna bhi toh hai na😳😳
haan munna aaj kal office se hi plan banake ata hai ke ghar jaakar kya kya karna hai 😳 😳 😆