hospital mein sab aayiye aayiye....GOGO ka daawat mein aaye ho kya scene ki yaad a agayi yaar....😆 😆 wahin par dawat denha start ho gaya...n RB was the 1st one to accept the invitation...kabhi nahi sudhrega yaar...😆
😆😆 waise uska CIDpan ka kya hua???? kuch kiya nahi, bas bola office mein mann nahi lag raha tha.... bhuk lagi hogi toh kaam mein man kaise lagega??😆