RAHIL loves to live in sarkari mehman kahan(JAIL) woh jis serial main bhi kaam kartay hain jail zaroor jatay hain 😕 jaisay Achanak main jail gaye.HATIm main bhi sahi jail jatay howay dikhaya Saarrthi main bhi & finally in YMLH main bhi 😛 aakhir unhain jail jana itna pasand kiun hain ????????? 😆 aur shayad mar kahanay ka bhi shok hai
m i rite?