Pooja starts laughing and do the Balle Balle ad runs and Ronit tries to catch her and when he does he picks her up and DADI AND MAYA
Dadi- Ye kya horaha hai
Ronit- Woh. Woh and starts scratching his head
Maya- Pooja
Pooja- Aunty, Darasal
Ronit- Darasal yeh hai ke hum log bhago khel rahe the
Dadi- Putar yeh kya game hai
Ronit- Isme ek insaan bahagta hai aur doosra doose insaan ko catch karta hai
Maya- Lekin tumhe toh bukhaar tha
Ronit- Yeh game khelke saab bhimari door hojati hai, dekho ab main perfectly fit
Pooja smiles and starts giggling
Ronit- Main upar jata hoon, main chnge karke ata hoon
Dadi- Haan, tum jaoo, Pooja bati kya tumhe dinner ke liye rookhna hai
Reema comes downstairs- Haan Pooja please
Dadi- Please
Maya- Please Pooja
Pooja- Mainie Ashmit ko bolha tha ke
Reema- Woh teekh hoga please
Ronit hears this and comes running downstairs and begs Pooja to stay
Pooja- Teekh hai
At Pooja's house
Rasik- Yeh ladki hai na, bigargayi hai
Sudha- Nahi, woh teekh hai woh apne dost ke ghar gayi hai kyunki usko bukhaar hai
Jayshree- Swingig her purs, I tells ou Rasik Bhai, yeh ladki subha ko jaldi jati hai aur nigh ko lates ati hai, usko controls main rakho nah
Bubbles- Frankly speaking, ladki ka poooch tach lo
Rasik- Main toh bolta tha, ek to hum log sanskari, izaat hai, au hum log ek high society k bhi hai, lekin yeh ladki ko director bana hai.
Sudha- Ek din, Pooja bohut kuch karegi dekhna, aur usi din pko sab garv hoga
Poornima gives a smug- Yeh to waqt hi batayga
Poornima is in Pooja's room, just then Pooja's cell phone rings and it reads Ashmit, Poornima picks it up
Poornima- Hello Ashmit and smiles