And baalon mein tel lapet k dena, school mein kitkit khelna(idk Hindi mein kitkit ko kya kehte hai)
But these used to be so common things those days. But tab kya pata tha k aage jaage yeh hi cheezein hum e itni khusi degi!
Page
of
1Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread- 29th Sept 2025.
PAAV PHISLAA 29.9
Bigg Boss 19-Daily Discussion Thread- 30th September, 2025
India Won Asia Cup 2025- Trophy Missing! Glory Without the Trophy?
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 30, 2025 Episode Discussion Thread
101 ways to patau your pati
Trump's 100% tariff on Bollywood films
Bhagwan Ke Charnon Mein Swarg
Aishwarya Rai at the Paris fashion week
✦ Font-astic Voyage Contest Voting Round 1 | Invites ONLY ✦
What's next? (Multiple votes allowed)
The Pilot Pirates | Book Talk Reading Challenge 2025
Which faces u r fed up of watching
My Box Office Prediction for Sunny Ki....jo bhi hai.
👻 The Manuscript Marauders 👻 BookTalk Reading Challenge October 2025
Swara Bhaskar..someone who dared to say it out loud #respect
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 1, 2025 Episode Discussion Thread
Yes! gazab ke the wo din.us dibbe ka tel freeze hone ka matab sardi aa gai hai.ab garm pani ke liye immersion rod nikalo.geyser nehin the un dinon.aur usi garm pani mein wo dibba dal do.pighal jayega tel.ab nahane ke liye tel ready aur pani bhi.😃Originally posted by: Dwipanita
Yaar memory taaza ho gayi. Shalimar coconut oil was so necessary and common thing in our households. Aur tab toh woh dabbe mein aata tha aur thodi si thand parte hi freeze ho jaata tha.
And baalon mein tel lapet k dena, school mein kitkit khelna(idk Hindi mein kitkit ko kya kehte hai)
But these used to be so common things those days. But tab kya pata tha k aage jaage yeh hi cheezein hum e itni khusi degi!
sahi mein yaar. Uss time woh kam karte waqt lagta tha arre yeh toh jam gaya, phiglao isse.. aur usko phiglane ki story ab hum e itni excited Kar dega tab thodi janti thi!Originally posted by: TereLiyeMINU
Yes! gazab ke the wo din.us dibbe ka tel freeze hone ka matab sardi aa gai hai.ab garm pani ke liye immersion rod nikalo.geyser nehin the un dinon.aur usi garm pani mein wo dibba dal do.pighal jayega tel.ab nahane ke liye tel ready aur pani bhi.😃
we didn't know we were making memories,we were just having fun.😳Originally posted by: Dwipanita
sahi mein yaar. Uss time woh kam karte waqt lagta tha arre yeh toh jam gaya, phiglao isse.. aur usko phiglane ki story ab hum e itni excited Kar dega tab thodi janti thi!
Originally posted by: TereLiyeMINU
we didn't know we were making memories,we were just having fun.😳
arre yeh ladko se baat na Karne wali baat itni jyada strict thi k main tab toh baat Karti hi nahi thi, aur upar se girls school. kabhi mauka hi nahi Mila baat karne ki. even today also I m not comfortable while talking with boys. Matlab yeh adat ban gayi hai ab toh.Originally posted by: rose1000
So true. I was ditto like Naina. Wohi balon mein tel, wohi padhaku type, wohi strict conservative sanskari family types jahan ladkon ke saath baat karne ke liye bhi permission aur bahano ki zaroorat padhti thi...jab hum Amir, Salman aur Shah Rukh..(haan us waqt he was not SRK, but the cute Abhimanyu Roy from Fauji)...ko lekar sapne dekhte the...humari zindagi mein raftar kum aur sadgi zyada thi...bas hum to aise hi the...having fun...hume kya pata tha ki aage chalkar humare zamane ko lekar sab kahenge..."90s were so good..."...yeh un dino ki baat hai...BTW kit kit to we use to say in Bengali...can't remember the hindi word...but in English it is called hopscotch...memories...we were making memories just like you said...😊😳
ha sahi mein. Aur bhi games tha, Saare Bengali names hai. Pata nahi ajkal k baacche woh Sab khel k baarein mein jaante bhi ya nahiOriginally posted by: TereLiyeMINU
Humare school Mein 2-3 types ke game khelte the.kit Ki to hota that magar aur ek tha matka tod.Usme Jo pehle bhag kar khel Ki starting point pe pahunch jayega wohi next round ka leader hai.woh mujhe bahut pasand tha.Lekin uske chakkar Mein ek baar mera right arm fracture Ho Gaya tha. meri birthday cake bhi left hand se cut Ki 😆 best Friend class work likhti thi aur ghar Mein mummy homework.Padhaku bachi hun isliye principal ne ek exam postpone kardiye. 😃 Kya din the woh.Ab to games sirf mobile pe hi hai aur fracture sirf accident se hota hai. 😕
yes this show is really awesome. Kaise thanks Kahu iske makers ko pata nahi. Waise shalimar ajkal utni nahi chalti jitna un Dino mein yeh ghar ghar mein rehta tha. Waise ek aur cheeze tab bhi nahi badli aur aj bhi. That's Boroline. Specially for Bengalis. Har cheez ka solution hai BorolineOriginally posted by: braveheartdoc
Nice post👏
Memories refresh ho gayi...😛many times us tin ke dabbe ko bowl mein garam paani me rakh kar melt kiya tha😆aaj lagta hai...jaise kal ki baat ho...Thanks to the makers for giving us our memories back😃🤗👏