Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 30th Aug 2025 - WKV
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 30 Aug 2025 EDT
MAIRA KNOWS 30.8
MAIRAs SCHOOL 29.8
Aneet and Ahaan on the cover of THR!!
Param Sundari opens well
Throw back! When katrina did not take 'gentle' gently from Shah!
Monsoon Magic Micro-fiction Contest Felicitation Ceremony
Deepika Ranveer At Ambani Ganpati Festival
Cannot decide who is most annoying
Nazar laga hua anda mein nahi khaata
Ijja-jjat hai
Queen 2 Tanu Weds Manu 3 Get Rolling
Trailer - Do You Wanna Partner - Tamannaah Bhatia Diana Penty
Unseen bollywood pics
Amaal has a message for his Phansss 😇
Anupamaa completes FIVE Years !! Fifth Anniversary Celebrations
Vicky says Katrina hates ‘honest feedbacks’ about her acting but…..
CID episode 75 - 30th August
The Curry-ous Readers 🍛 Book Talk Reading Challenge September 2025
Raman : arre, tum nahin jaante mere battalion ko.. aise natak karenge ki tu bhi maan jaayenga ki main bimaar hoon.
Rajeev : to phir theek hain, tum log mere ghar aa jo aaj shaam ko.. hum poora plan tayyar karenge
Raman (ST) : Bas, Madrasan, bahut ho gaya. 15 din mein main tuje waapis apna banaoonga.. ye mera Raman Kumar Bhalla ka challenge hain.
Part 12
Raman and Nirvaan come out ffrom the meeting and go out.They both reach the car and sit inside. Both of themdont know how to start the conversation.
Nirvaan : uncle, hume ghar jaake sabse baath karna chahiye. Amma abhi clinic mein hogi. Humme jald se jald sab se baath karke ek plan banana chahiye.
Raman : Haan Nirvaan. Ek kaam kar. Sabko bolo abhi ke abhi bhalla house pahunche.. sab ke sab.. bolo adhe gante mein pahunchna hain.
Nirvaan dials everybody one by one and asks them to reach bhalla house asap.
Everyone reaches there and are tensed as nirvana sounded worried.
Raman and Nirvaan walk in and all of then hound them. Everyone is worried and they know Nirvaan and Raman are not too close but if they are upto something then it means it is Ishitha..
Amma : kya huwa Raman.. ishitha theek tho hain na?
Raman sits down with his head in his hand and sighs aloud.
Bala : Raman, tum humme dara rahe ho yaar. Bolo kya baath hain.
Raman : Bala, main dar gaya hoon yaar. Ishitha ki tabiyath bahut karab hain. Wo nervous weakness ki dawai le rahi hain. raath ko sothi nahin hain.. doctor ne kaha ki agar hum ab usse nahin sambhala tho use nervous attack ya paralysis bhi ho saktha hain.
They are all shocked.
MRs Bhalla : nahin nahin Raman, aisa both bhol puttar. Humari ishitha theek ho jayegi..
Raman : haan maa. Par uska theek hona hamare haath mein hain.
Raman and Nirvaan brief them about what the doctor said.
Everyone thinks how they can get Ishitha involved. How do they bring her back to normal.
Amma : Raman, bahut mushkil hain ye kaam. Main aur Santoshi roz jaate hain upar uske saath chai peene. Hum dono usko sab kuch bolthe hain jo subah se dono gharon mein huwa hain. par wo react hi nahin karthi.. vo kuch puchti bhi nahi.ek padosan ki tarah sunthi hain aur hume chai pila deti hain.
Toshi : Haan Raman, usne aaj thak koi sawal nahi poocha.
Ruhi : haan papa, maine bhi notice kiya hain. ishima sirf sunthi hain par involve nahin hoti. Pehle jaisa nahin raha papa.. kya Karen.
Raman : tabhi to muje laga ki hume kuch karna chihiye. Simmi muje dawai deti thi naa. Humne socha uska faayda uthayenge. Hum ishitha ko ye yakeen dilayenge ki uss medicines ki wajah se mein ab aksar bheemar rehta hoon aur ishitha ka doctor bhi yahin bolenge ki meri dekhbal ki zarrorat hain. mujhe uski zarrorat hain. mauka dekke main upar chala jaoonga.. phir usko dheere dheere hum sambhal lenge.
Bala : par vo kaise Raman.. tum to bilkul theek lag rahe ho.. kaise yakeen dilayenge usko.
Raman : sahi hain yaar. Jagga jassos hazaar sawaal puchegi.
Romi : bhai, aap fikar mat karo.. hum kuch solid plan banayenga.. sab ko dhyaan dena hoga ..
Mihika : mere paas ek idea hain.. do dino ke liye koi upar math jayiye.. bacchon tum log bhi bus 5 minute ke liye jao aur phir waapis aa jaana. Akka patha karne ke liye zarror yahan aayegi. Hum unse kahenge ki hum sab jiju ki fikar mein busy the. Hum kahenge ki aksar jeeju ko sar dard hota hain par iss bar thoda zyaada hogaya.. aur humare doctor ne ek neuro speacilist se milne kaha hain. hum akka se puchenge ki wo doondh ke de hum ek accha doctor. Akka tho unke doctor ka naam dengi. Hum phir unse hamari baath bulwayenge.
Raman : arre, ye brillian idea hain. waise bhi dr. Rajeev ne kaha ki wo humari help karenge.. I think this will work.
Romi : arre wah meri biwi.. samajdhar hoti jaa rahi ho..
Mihika : behen kiski hoon.
Kiran : wo sab theek hain. par dhyan rakhiye ki ishitha ko phir se chot na pahunche.. toot jayegi
Mani : Haan Raman, kuch gadbad huwa to problem ho jayegi.
Adi : Nahi uncle iss baar koi gadbad nahin.. Ishima ko ab theek hona hi hoga aur waapis aana hi hoga.
Nirvaan : Main hoon unke saath. I will ensure she is safe..
So Raman,Adi, Nirvaan, Bala and Mani go to meet Rajeev to brief him on the plan.
The ladies are discussing how to go about it.
Amma : main kaise maa hoon Santhoshi.. meri beti itni takleef mein thi or main samaj hi nahi paayi.
Toshi : main bhi kam boori nahi hoon madhu.. us bacchi ne sirf hum sab ko sambhala aur hum sirf usse hamesha takleef pahunchate hain.
Kiran : dekiye, jo gaya usse bhool jayiye.. hume iss bhaar strong hoke, ek hoke usko theek karna hain. is baar ishitha ko humari zarrorat hain. usne hamashe hum sab ke liye sab kuch kiya. Kya hum itna nahin kar sakthe uske liye..
All of them agree. Just then Aliya comes to them and says : mere paas ek aur idea hain.
All of them look at her and she says : Papa ke sath sath hum zyada der thak chote adi ko bhi amma ke paas chodthe hain. hum bolenge hum busy hain ya papa chotu ke saath rahenga to achcha hoga.. to amma bache se jud jayegi to jaldi waapis aa jayegi.
Mihika: haan ye bhi sahi rahega.. hum dono plan ko saath saath chalathe hain. kuch to kaam karega..
The next morning all of them get up and discuss the plan once again and pray to God that it should work.
Ishitha on the other hand is not aware of all this. She is waiting for Pihu to come up to say a bye to her before going to school. But pihu does not turn up. She notices that Bhallaji and pihu are hurriedly walking towards the car. She thinks pihu did not come maybe as she was getting late to school.
Ruhi reaches office and quickly calls her
Ishitha :Pihu ko deri ho gayi kya aaj. Mujse mile bagair chali gayi.
Ruhi is literally dancing and Romi is also dancing seeing her dance.
Ruhi : wo kya hain na ishima subah papa ko sir dard raha tha waapis to sab usme busy the aur pihu ko uthana hi bhool gaye.. wo time ho gaya isliye dadu usse jaldi jaldi le gaye.
Ishitha is worried for Raman : waapis sar dard matlab. Raman ko pehle sar dard huwa hain kya.
Since Ishitha is on speaker Adi, romi, aliya and Ruhi heard her and they were so happy to see her concern.. they all started dancing.
Ruhi : kya batau Ishima. Papa ko aksar sar dard hota hain. iss baar kuch zyada ho gaya. Har dusre ya teesre din sar dard ho jaata hain.
Ishitha : haan, itna peeyenge to sar dard to hoga hi.
All of them get worried as the plan is taking a different route.
Quickly Ruhi replies : arre , nahi ishima ye hangover wali sar dard nahi hain. humne bahut doctors ko dikhaye bhi par unn logon ka kehna hai ki hume papa ko ek neurologist ko dikhana hain.
Ishitha : haan. To phir dikhaya kyun nahin..
Ruhi : Arre, ishima aap papa ko to jaante hi hain.. doctor ke paas tode aayenge.
Ruhi : ishima aap koi neurologist ko jaante ho kya..
Ishitha : haan main Dr. Rajeev ko jaanthi hoon. Main milti hoon unse apne liye.
Ruhi : apne liye kyu ishima.. aap theek tho hain naa.
Ishitha : haan haan theek hoon. Tum meri chod..main fix kardo appointment Raman ke liye.
Ruhi : haan Ishima aur aap hi le jao.
Ishitha : arre main kyu.. tum log le jao.. ya romi se kaho.
Ruhi : Ishima aap to sab jaanthi ho.. kya papa kisi aur ke saath jayenga.. ya phir hum me se kisi ko kuch samaj aayega.. aap please jao na.. sirf doctor ke paas hi to jana hain.
Ishita thinks for a while and then agrees.
Everyone is so happy and dancing and Raman is too happy to listen to the conversation. He walked in when Ruhi took the call.
Ishitha : kitne baje ki appointment loon
Ruhi : arre, ishima, bade doctor hain aap le lo.. hum papa ko samja denge.
Raman is hugging Ruhi and is happy that Ishitha is worred for him and is ready to take himto the doctor.
Ishitha is wondering how to go with raman and is also worried that his health is ok
Ishitha (ST) : Muruga, please Raman ko theek rakhna.. hope sab kuch theek hain unke saath..
Ishitha takes appointment for 7 pm and calls ruhi
Ishitha : Ruhi , saath baje ki appointment li hain maine. Papa ko bolo pahunch jaaya.
Ruhi : Ishima, ye kuch zyaada nahi ho raha kya.. ek hi building mein rehte ho tum dono. Ek saath nahin jayenga kya..
Ishitha has no answer for that
Ruhi : ishima,, papa ko aap hii sambhaal sakthey ho.. please unhe le jayiye.
Ishitha : theek hain Ruhi.. main papa ko 6.30 pick up kar loongi.
They reach home and tell everyone about the happenings.
Raman is eager to go out with his wife. He is all set and waiting for her.
The bell rings at 6.30 and Raman rushes to open it and is so relieved to see his wife waiting there for him
Ishitha : Raman, chale
Raman : jaha tum le jao.. he tells this dreamily and walks with her happily..
It was one of those rare calm nights in Delhi, the kind that carried a soft breeze, the scent of blooming mogra, and a strange kind of silence...
Exclusive:; Harshad Chopda and Shivangi Joshi likely to play leads The Sony TV show produced by Balaji Telefilms has seen major developments...
9