OS : Main Ishitha, sirf Ishitha - updated part 22 on pg 43 21.11 - Page 24

Created

Last reply

Replies

237

Views

85.2k

Users

53

Likes

1.3k

Frequent Posters

Creative001 thumbnail
Posted: 4 years ago

Lovely story!! Read it in one go. YHM should have been like this. I love how Ishita took a stand instead of being a pushover. Very well written. Great job writer.

Sukhvi thumbnail
6th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 4 years ago

Awesome update dear.. .

Loved it

RitikaGarg8 thumbnail
Explorer Thumbnail
Posted: 4 years ago

OMG - This is absolutely AMAZING! I read all the parts today and your story is one of the very few that truly understands Ishita's plight and calls out everything wrong that has been done to her!

Loved the last update - It's so good to see Raman allowing her to make decisions and actually respecting them. Can't wait for the next one!! ❤️

Edited by RitikaGarg8 - 4 years ago
varunike thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail + 2
Posted: 4 years ago

Raman ::tum jahaan main wahaan. Tum bhallahouse to main bhi bhalla house mein. Tum 4thfloor pe to main bhi..tum London mein to main bhi London main.

Ishitha is shocked to hear this ::parRaman,

Raman :: koi par var nahin. Yahanka officeromi aur adi sambhal lenge. Main wahan rehkar kaam kar saktha hoon.Aur beechbeech main delhi aa jaaonga. Pihu aur Ruhi ki padai wahan pe bhi hosakthihain. koi problem nahin hain.

Ishitha : Raman , aap kya bol raheho

Raman :: yahi ki main tumharebagair nahirahoonga. Delhi ho ye London mera peecha nahi chootega madrasan..

Part 22

Ishitha gave a smile :: Raman, aise kaise aap sab ko chodkar London aa sakthey ho

Raman :: Madrasan, main tumhe bilkul nahi chodunga. Mera parivaartum se hain. Hum apni zimmedari wahan rehkar bhi poori kar sakthey hain. WaiseRomi aur Adi yahin rahenga.. Pihu aur Ruhi hamare saath rahenge.

Raman :: ishitha, humne hamesh parivar ko rakha hain. Hamarishaadi ruhi ke liye huyi, pir hum ulajthey gaye. Ek doosre ke kareeb aayen parhamesha parivar ke mode me the. Iss baar nahin. Humme apne baare mein sochnachaihiye. Sabka haq hota hain apni zindagi jeene ke liye. Parivaar hissa hainzindagi ka. Humme haq hain apne baare mein sochne ke liye. Hamare bacche badehoke apni zindagi ke baare mein sochenge . kya hum apne baare mein sochkargalath kar rahe hain.

Raman :: bahut pyaar kartha hoon tumse madrasan. Hamesha humnehar faisla sab ko dyaan mein rakkte hue liya hain. Tumne ruhi ke liye mujseshaadi ki. Maine ruhi ke liye tumse shaadi ki. Maine adi ke liye tumse boorabarthaav kiya. Main rinki ke liye tumse badtameezi ki. Tumne bhi ruhi ke liyemujse baatein chupayi. Adi ke liye Roshni ki shaadi karvaani chahi. Hamesha ruhike liye, adi ke liye, iss keliye, uss ke liye.. ab bas madrasan.. kye hum ekdoosre ke liye, hamari zindagi ke liye kuch nahi kar sakthe.

Raman :: Thak gaya hoon ishitha. I just want a peaceful lifewith you. Ek biwi jiske liye main sab kuch hoon. Bacche jo muje hero samje. Kyaye zyaada hain. Zindagi mein sirf mushkile ka saamna kiya hain. Ab aur nahin. Kaygalath hain sukoon maangna?

Ishitha : nahin Raman, aap bahoth achche ho.. aapko sab kuchmilega.

Raman :: mera sab kuch to tum ho madrasan..

He is holding her hand and she smiles a little.

Raman :: Bahut emotional ho gaya. Tumhe to Raavan kumar pasandhain na

Ishtiha :: muje meri ramaa bhi pasand hain, raam kumar bhi,kudkudh kumar bhi.. par Ravan kumar pe to main marti hoon.

Raman :: achcha..

Ishitha :: kay aap mere saath Dr. Mehta se milne aayenge. Shaamko jaana hain.

Raman :: zaroor.. acha ab bolo dessert mein kya logi.

Ishitha :: kuch nahin Raman. Chalthe hain mujhe Ruhi keschool jaana hain.

Raman :: kya main tumhare saath chalu?

Ishitha nods her head and he happily accompanies here.

They both go to pick up Pihu and she is very happy to seeboth her parents. They go home and Ishitha goes up. Raman lets her go. He knowsshe needs time to think and he doesn’t want to influence her.

Toshiji :: kya hua puttar. Ishitha maan gayi..

Raman :: pata nahi maa. Manaane ki koshish ki. Ab dekthehain aapki bahu kya karthi hain. Par ma maine socha ki agar wo London jaayegito main kuch dino ke liye uske saath chala jaoonga pihu aur ruhi ko leke.

Mr. Bhalla :: Raman, tum jo bhi faisla logo hum tumharasaath denge.

Just then the entire family comes there.

Romi :: bhai, aapne or bhaabhi ne bahut saha hain. Hum sab aapkesaath hain. Bas bhaabhi theek ho jaaye aura ap dono hamare paas waapis aajaaye.

Adi :: papa, iss baar aap sirf ishima ko dhyaan me rakh kefaisla kijiye. Ishima important honi chahiye.

Pihu hears the whole thing and runs up to the 4thfloor.

She bangs the door for ishitha to open.

Ishitha :: pihu, aap is waqt. Akeli? Kya huwa betu.

Pihu :: ishima, kya hum phir se alag ho jaayenge. Pappa kehrahe the kia ap London jaa rahi ho.. sab hall mein baath kar rahe the. Kyun ishima.Kya mujse koi galthi huyi hain. Aap naaraz ho ki main pehle shagun mamma keliye aap se wrong baaten ki.

She was howling and crying. Ishitha ran to hug her. Shehugged her :: nahin Pihu beta.. aap ne koi wrong nahin kiya. Aap to acchebachche ho meri.. nahi aise nahin rote.

She was trying hard to console Pihu.

Just then at the Bhalla house people were searching forPihu.

Just then Romi said :: arre, shayad wo Bhabhi ke paas gayi hain.Hume upar check karna hain.

All of them go up to see Ishitha trying to console Pihu.

Raman :: kya huwa.. hum isse neeche doond rahe the.

Ishitha :: pata nahin Raman, ye shayad aap logon ki baateinsun li.. upar aake rone lagi. Chup karayine isse

Raman :: Pihu beta.. rote nahin puttar. Bolo kya chahiye aapko.

Pihu :: Papa, ishima se kaho na hume chodke na jaaye.

She was howling and crying . She was not being in her senses.

Raman was hugging her and trying to keep her quite. Theywere trying to tell her that everything was fine.

Pihu was just not stopping

Pihu :: nahin maine suna aap ne kaha ishima London jaa rahihain. Maine suna.

Pihu :: ishima mat jao. Please mat jao.

Raman :: lekin Pihu,

Ishitha interrupts and screams :: koi kahin nahi jaa raha

All of them turn towards ishitha. She has tears in her eyesand she grabs pihu closer to her.

Ishitha :: suna tum logo ne.. koi kahin nahin jaa raha.

Deva85 thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 4 years ago

Awesome update please continue soon

Shruti_0505 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 4 years ago

Read the entire ff in one go.

Beautifully written.

Expressed ishita's POV really well.

This time even though the anger towards Ishita was justified to an extent but again blaming her without knowing the entire truth was not right.

Glad that you explored that angle.

Loved the writing style.

Update soon.

Will be waiting.

Divyalingaraju thumbnail
4th Anniversary Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 4 years ago

A very nice update please update next part soon to know what happens next

17121993 thumbnail
Posted: 4 years ago

Please update your story dear 🙏🙏🙏🙏

Related Topics

Ye Hai Mohabbatein Thumbnail

Posted by: Im_sherlock

4 months ago

ISHRA OS:- Tumhare bina main adhoora hoon.

It was one of those rare calm nights in Delhi, the kind that carried a soft breeze, the scent of blooming mogra, and a strange kind of silence...

Expand ▼
Ye Hai Mohabbatein Thumbnail

Posted by: Manan_Pani_fan

7 months ago

Karan Patel and Divyanka Tripathi BOTH NOT part of Sony TV show

Exclusive:; Harshad Chopda and Shivangi Joshi likely to play leads The Sony TV show produced by Balaji Telefilms has seen major developments...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".