In first scene maine maan liya ishita ruhi ki friend banna chahti h us par restrictions nahi lagana chahti issiliye usne use bhej diya
Maine ye bhi maan liya ki raman ko usne nahi bataya kyunki ghar mein stress badhta raman ruhi ke relationship mein stress badhta but ruhi ko ye kehns ki beta papa ko mat batana this is my condition that was ridiculous because tum khud to apne pati se adhi batein chupate ho aur apne baccho ko bhi same cheej sikha rahe ho
In ishru scene ruhi ke expression se saaf lag raha tha that her smile was fake and wo baar baar sohail friend h sohail friend h bol bolkar ishita ko yakeen dilana chahti thi
And in that scene Ishita said yes i can understand u lived a professional life for 7 years waha tumhe sab professionals ki tarah treat karte the sohail bhi wahi karta h so tumhe accha lagta h
But jaha tak mujhe yaad h ruhi was not happy with her rockstar image she wanted to stay as a normal kid of her age to ab kya hua
And second thing is ghar mein ise waise bhi kaun bacche ki tarah treat karta h pure time to dadi amma bankar ghumti h har cheej mein interfere karti h and now also she thinks that sab use bacche ki tarah treat karte h
Ye cvs apni hi story bhool jate h🥱
And in last scene Raman wanyed to talk to ruhi he was guilty he wanted to do patch up
And on the other hand ruhi she was not at all guilty in fact when she saw raman uske face par anger tha i mean she don't have any guilt the way he talked to raman
And again kal bhi raman sorry bolega ruhi nahi
Thk h patch up ho gaya but thoda guilt aur ek sorry to raman bhi deserve karta h na after all he was right at his place
So i don't agree with this dono baap beti ek jaise h ruhi puri raman ki beti h anger mein
Because i m confused ki ruhi akhir kiske jaisi h kyunki waise adiru dono.apni ishimaa ke jaise hote h But jaise hi kuch galat kare to wo papa jaise ho jate h and unke galat behaviour ka ye justification hota h ki unke papa bhi to yehi karte h