Ye lo aaj jaldi reply kar rahi hun tere cmnt pe...Uparwale post me b tere liye reply aur neeche bhi...hehhehhe...i want to sing yahan bhi hoga wahan bhi hoga...kyaaa...humara hi jalwa 😆Ab kya bolun? Tune to meri bolti band kar di...yeh aaj pehli baar hua warna aapko baaton mein harana namumkin haiMagar magar magar...Ye mat bhoolna ke jab tak kumhaar mitti ko roop nahi deta tab tak shilpkaar apna kamal nahi dikha sakta...isliye kumhaar ko b utni hi credit jani chahye jitna ki shilpkaar ko...😉 😳
Ab aage tum khud hi samajdaar hololll i will ignore your magar magar magar 😃
2