Part 7
Raman"woh...kya ishita ko kisine yeh shaadi ke liye force kiya?"
Mihika"woh...haan bhi aur nahi bhi"
Raman"huh???"
_ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _
_ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _
AT IYER HOUSE
Ishita was sitting in her room holding a photo of a couple,tears were flowing from her eyes
Ishita"aapne aisa kyu kiya?kyu mujhe akela chodh diya?kyu?mujhe aap ke saath kyu nahi lekar gaye?kal tak mein yeh samajthi thi ki mera iss duniya mein har koyi hain lekin kal mujhe samaj aagaya ki mera iss duniya mein koyi nahi hain,mein bilkul akeli hoon,bilkul akeli"by saying this she sees her engagement ring
"ek aur baat patha hain,1 hafte mein meri shaadi hain woh bhi uss insaan ke saath jisse mein janti bhi nahi hoon,mein ne toh unka chehra bhi achi tarah se nahi dekha,mein abhi shaadi nahi karna chahti hoon lekin mein yeh shaadi karungi mere liye na sahi par appa ke liye karungi,jaroor karungi"says ishita by rubbing her tears and immediately an unwanted memory comes in her mind
FLASH BACK
Ishita came out of her room after getting ready,to leave for college
Ishita"bye appa"
Mr.Iyer"college ja rahi ho beta?"
Ishita"haan appa"
Mr.Iyer"ishu aaj tum college nahi jawogi"
"kyu appa?hum kahi bahar ja rahe hain kya?"asked ishita in an excited tone
Mr.Iyer"nahi beta aaj tumhe dekhne ladke wale aarahe hain"
Ishita asked in a shocked tone"kya?"
Mr.Iyer "haan beta.tumhe dekhne aaj dupher ko aarahe hain"
Ishita "par appa mein abhi shaadi nahi karna chahti hoon"
Mr.Iyer "par kyu beta? kisi se pyaar toh nahi kar rahi hona?agar kar rahi ho toh kehdo hum uske saath hi tera shaadi karwa denge"
Ishita"aisa kuch nahi hain appa!!,mein sirf itna keh rahi hoon ki mujhe abhi shaadi nahi karni hain"
Mr.Iyer"abhi shaadi nahi karni ka kya matlab hain?"
Ishita"appa mein itni jaldi shaadi nahi karna chahti hoon,mein abhi padna chahti hoon appa"
Mr.Iyer in a high tone"tum ab choti bachi nahi ho ishu,19 years aagaye hain tumhe, yeh marriage ka age hota hain aur rahi padayi ki baat toh tum padkar kya karogi?chup chap meri baat suno aur shaadi karlo"
Ishita"par appa..."
Mr.Iyer"par war kuch nahi chup chap yeh shaadi kar lo"by saying this he goes into his room
At the same time vandu and bala enters the house.they see ishita crying
"kya hua ishu?tum ro kyu rahi ho?"asked vandu worriedly
Ishita"woh akka..."she says everything to vandu and bala
Vandu"kya?appa ne tujse aisa baat kiya?par kyu?"
Ishita"I don't know akka!!,akka plz aap kuch bhi karke yeh shaadi rokh do mein abhi shaadi nahi karna chahti hoon"
Vandu"tu chinta mat kar mein aur bala jakar appa se baat karte hain"
Bala"haan ishu tu chinta mat kar,mein baat karte hoon appa se aur vandu tum ishu ke saath rehna"
Vandu"bala mein bhi aati hoon"
Bala"nahi vandu tum yahi raho ishu ke saath aur usse sambhalo,mein appa se baat karta hoon"
vandu"tikhe"
Then bala goes inside the room to talk to Mr.Iyer
bala"appa yeh mein kya sun rahi hoon aap ishu ki shaadi karna chahte hain?"
Mr.Iyer "haan beta aaj dupher ko ladke wale aarahe hain"
Bala"par appa abhi kyu?i mean woh abhi bahut choti hain shaadi ke liye aur aap ko toh pata hain na ki uska swabav kaisa hain woh abhi bhi bachi ki tarah behave karti hain,toh i don't think ishu ko abhi shaadi karna chahiye"
Mr.Iyer"abhi nahi karegi toh aur kab karegi?woh ab choti bachi nahi hai bala,woh badi hogayi hain aur ab uska shaadi karna ka age hain aur usse shaadi karna hi hoga"
Bala"par appa woh abhi 19 ki hain,abhi shaadi teekh nahi hain uskeliye"
Mr.Iyer"wahi mein bhi keh raha hoon 19 saal takh jela hain aur nahin jelna chahta hoon"
Bala"appa aap aise kyu keh rahe ho"
That's it guys.Thanq all for ur encouragement,plz give ur valuable likes and cmnts
PART 8 on pg 14
Edited by pari... - 10 years ago
7