Hum ko Tum se kitni Ulfat heyš
Falak pe jitney tarey hein
Ye hey un se kahin ziyadaā¤ļø
Jahan mein jitni kaliyan hein
Hey us se bhi kahin ziyadaā¤ļø
Samandar ke sabhi moti
fizaon ke sabhi panchi
gulon ki sari khushbuein
samandar ki sabhi lehrein
bohot hi kam hein jaan e jaan
Meri ulfat ki shiddat se
Magar kesey bataein Tum ko Tum se kitni Ulfat heyš
Tou Aye jana
Suno Mushkil meri Aasaan kar do naš
Zara sa paas aa kar Tum Meri Aankhon se parh lo naa
Ke
Tum se Kitni Ulfat hey"