ek baar nahi hazaar baar ho chuka abb to bus karo ek aur ek aur ek aur...
yaar humme pata hai ichcha veer se pyaaar karti hai phir baar baar ye hospital ka karcha kyue karte hai...
ichcha's mahaanta is too much irritating...
abb to mughse bardast ke bahar hai abb mai aur bilkul nahi seh sakta...
tapasya kuch kare ya na kare par isss itchky ki devi jaise karam saha nahi jata !!
Kasam se iska kuch treatment karo yaar!!!