Originally posted by: Dhriti_roy
suna tha "Waqt parne per Gadhi ko bhi Mummy banana padta hai", aaj dekh bhi liya..............
(by the way i m not a gadhi....bus ek muhavra tha😆)
Vaise sanman k liye shukriya daddaji...........
koyi ek prani ko nicha darja deneka kya matlab hai..
har prani apana apana karm nibhata hai...
hum to reality me gadhi ya gadha ko....bahut respect karte hai...
apane apane dhang se wo apana ka imandari se karta hai...
jak of all nahi hai par master of bhoj utane me hai...
esiliye to amitab ne coolie picture me bade josh se kam kiya hai..
jaldi hi eccha aur vanshi ki shaadi hone wali hai....
aur aap hamari reshtedar banane ja rahe hai...
yah daddaji dekhane me aisa hai...
aap mano ya na mano hum dil se bahut saaf hai...
par aap ki jagah to koyi bhi nahi le sakate hai...
bass mai etana hi kehata hu ki aap mahan hai.....
Edited by sanjay211 - 15 years ago