This is my imagination when kalyani came as a d.m. after 5years
Malhar pov
Kya sach main mein kisi ke bhi pyaar ke layak nahi hoon kya sach main koi haq nahi hai Mera iss duniya main kisi pe bhi
Kitna Khush tha main ye jaankaar ki kalyani jinda hai itne saal Mara hu main uske Bina moksh ke Bina with this he started to crying
Kya yahi hai meri jindagi Kya koi nhi hai Mera iss duniya main
Kalyani ke pyaar ne dobara mujhe jinda banaya tha aur aaj usi ke pyaar ne mujhe usi raah par vapas lake chod Diya
Uska pyaar yahi that Kya
With this he laughed painfully konse pyaar ki baat Kar raha hai tu malhar kis pyaar ki sabki
Uske liye main vese bhi koi mayine nahi raktha tha uski aai aur moksh hi the Jo uske liye hamesha matter karte the
Lekin iss base to use haad kardi
Aaj vo mujhse ye kehti hai ki vo in 5saal mujhse isliye door kyunki vo mujhse nafrat karti thi kyunki uska ego itna bada tha ki vo mujhse Milne nahi aayi
Haan Mana use laga tha ki maine uspe goli chalai this lekin use mere pyaar pe Meri baataon pe koi bharosa nahi tha Kya
Kya ekbaar ke vo mujhse pooch nahi sakti thi ki kyun malharji kyun aapne mujhpe goli chalai
Are poochna nahi to ladne ke liye hi aa jati jo vo humesha karti thi
Kya bas itna hi tha use mujhse pyaar
Kya itna hi bharosa karti thi vo mujhpar
With this he started crying loudly and break on his knees
Malhar :- aaaa.......... Baass.......
Tiya who came to see malhar gets emotional after seeing his best friend like this and runs to comfort him
Tiya:- malhar pls utho sambhalo khudko aur kitna dhukh Doge khudko pls utho
With this she tried to help malhar in standing and get him sit on the near bench near his police station garden
Malhar:- kyun Tia kyun mere saath hi hamesha aisa hota hai Kya main iss pyaar ko deserve nahi karti
Tiya:- malhar aisa nahi hai balki tum to iss duniya ki saari Khushi deserve karte ho
Malhar:- nahi Tia tum jhuth bol rhi Hoon kuch deserve nahi karta main agar deserve karta to kalyani kabhi mujhe aise chodkar nahi jaati nahi jaati vo aise chodkar
Nahi jaati he said this painfully after remembering his memories with her
Tia:- malhar use laga tha ki tumne uspar goli chalai hai isliye vo bas
With this malhar cutted her in between
Malhar:- agar use aisa lagta tha bhi tha to ek baar asked pooch leti ya pooch nahi sakti thi to ladne hi aa jati
Usne sirf apne ego ke chakkar main hum main Se kisi see bhi in 5 saalon main koi contact karne ki koshish nahi ki
Tia :- acha malhar tum shaant ho jao
With this she tried to comfort him by rubbing her hand on his back
Kalyani who came to see malhar got angry and start clapping angrily
Kalyani:- wah wah officer waah Kya jindagi hai aapki pehle main phir avni aur ab ye
Kitne ladkiyon ke saath aaap aise rehne vale hai
Ya phir Yoon kahoon ki kitno ki jindagi ke saath khelne vale hai
Wah
By this malhar got mad by listening her and shouted on her
Malhar:- bas kalyani ek aur shabdh nahi
Bas ..
Tumhein koi haq nahi banta ki tum mujhpar koi bhi sawal utha sakoon
Isliye chup ho jao
Kalyani:- mujhe chup Karane see kuch hasil nahi hoga
Kese Kar lete hai aap ye sab kese itni jindagiyon ke saath khel lete hai
Malhar:- tum kuch jaanti bhi Hoon ki tum Kya bol rhi Hoon
Tumhein isliye gussa AA RHA haina kyunki mene tumpe goli chalai to suno Sach
Uss din main vo goli trilok par chalane vala tha lekin galti see vo tumhein lag gayi
Tumpar goli nahi chalai thi mene
Kalyani :- jhooth bol rhe Hain aapp jhooth jhooth agar aisa kuch hua hota to aap abhi Tak apne aap love begunah saabit Kara chuke hote
Malhar:- jhooth lagta hai tumhein to lage lekin yahi saach hai
Aur ye Jo tum begunahi ki baatein Kar rhi hoona jaanti Hoon kis haalat main tha main
Uss din mene ek saath tumhein aur moksh dono ko kho Diya tha
Aur join bhi insaan itna majboot nahi hota ki vo El saath itni cheezein khookar ek dum see thik hojaye
Aur upar see tumhare parivaar ne mujhpar itne saare case Kar diye ki main Kya Kya sambhalta
Aur Kon Meri baaton par yakeen karta
Kalyani got shocked after knowing this that malhar didn't shoot her it was just a accident which happens as she knew that he will not lie to her in this big matter
With this she asked him in a trembling voice
Kalyani:- Kya Sach main aap mujhpar goli nahi chlana chahthe the
Kya sachmein uss din Jo kuch bhi hua vo El haadsa tha
But by this time malhar starts having his panick attack and he started to get problem in his breathing
Tia after seen this immediately taken out his medicine from his left pocket of his pant and give to him
Tia :- malhar jaldi se ye lelo ruko main paani deti Hoon
With this she immediately take out the small water battle from her bag and give to him
She makes him sit on the bench again and rub his back to get him normal
Tia:- kalyani pls abhi tum kuch mat bolo malhar ki tabiyat bohot kharab ho rahi hai
Pls thodi der ruk jao
With this she intervent in their talk as till now she thought that this is their personal matter but now how malhar health gets worst she cannot take it lightly as his doctor or friend
Kalyani got worried that how malhar get problem in breathing with this she remembered that how malhar got this problem in their first meet also but then she is in hurry to meet her aai so she didn't pay attention to that much
But now she understands that this is not a light problem so she kept quiet after listening that girl
Malhar after getting better open his eyes
Malhar:- ab tumhein sab saach pata chal Gaya hai to pls Jaaon yahan se main abhi tumse ladne ke mood main bilkul nahi Hoon
Pls jaao with this he tried to plead her to go from here
Kalyani:- pls malharji main jaanti Hoon ki mujhse bohot badi galti ho gayi hai mujhe aise react nahi karma chahiye tha aapke saath
Aur aapse contact bhi karna chahiye tha aur Sach mujhe jab hospital main hosh aaya that to main aayi thi aap sab see Milne lekin jab ahilya niwas Sara jal chuka that aur band pada tha
Aur aas pados ke logon see pata Chala ki aap log yahan nahi rehte
Malhar:- kalyani tum saaf saaf ye kyun nahi kehti ki tum jabhi apni aai se hi Milne aayi thi
Kyun Sach bol rha hoona main
By listening malhar question kalyani lowered her eyes
Loon tumne to aankhein jhuka li iska Matlab main sahi tha
Kalyani mujhe pata hai ab itna sa bhi bura nahi laga kyunki aab main jaan chuka Hoon ki tumhari priority sirf tumhari aai hai main nahi
Kalyani:- aisa nahi hai main to aapko bhi utna hi chahthi Hoon
Aur aap aai aur apni tulana Kar rahe Hain aap dono see alag rishata hai phir bhi
Malhar:- vo hi to na kalyani rishta alag hone ke bavajood bhi tum humesha tumhari aai ko kisi na kisi tarah hamare beech main level aati Hoon
Aur ek baataon aab to mujhe tumhare aai ke liye pyaar par bhi Shaq ho raha hai
Kalyani:- malharji aap aisa kese keh sakte hai main apni aai ko bohot pyaar karti hoon
Malhar:- pyaar haan pyaar
Chalo Meri hi phikar nahi thi to apni aai ki
Kar leti
Nahi mili na abhi kisi se tum
To main tumhein aaj kuch aur Sach Bata Dena Hoon
Tumhari aai maaa banne Vali thi jab tum chali gayi thi
Aur unka baacha aab iss duniya main nahi hai
Iss vajah se kaaka aur maai an saath nahi rehte
Aur tumhein pata hai jiss aai ko padhane ke tum sapne dekhti this na jisse tum independent vo tumhari galtiyon ke Karan apna puri himmat tod chuki hai
Ban gai hai vo phir aausaheb ki gulama aur yahi. Na Meri behen Tak aab uss Ghar main tumhare chacha ki duari patni banks dhukh bhog rhi hai
Tumhare iss chote see ego ke chakkar main kalyani Kai ki jindagi barbaad ho gayi
Kai ki ....
Kalyani breakdown after listening that what happened in her absence to her loved ones her mind lost the energy to comphrend all the issues
She started to feeling dizzy and got faint on the spot
Malhar got shocked after seeing her fainted and started to make her wake up
Malhar:- Dekho na Tia Kya hogaya hai ise pls check karo tum
Tia checked her pulse which started to get low and she immediately called ambulance and tell malhar to take her to the hospital
Malhar got worried after seeing her like that
Malhar pov
Ye kalyani ko Kya hogaya mujhe nahi pata tha ki vo sara Sach jaankaar aise react karegi aur uski tabiyat bigad jayegi
Pls bhagwan aap ab dobara use mere pass lakar aise mujhse cheen nahi sakte
They take care her to city hospital
As she is dm of the city the hospital staff got alert and immediately give her best treatment
Doctor start checking her and to stabilize her condition they give her some injection
After stabilising her condition he comes out to question about her health issues
Malhar after the doctor
Malhar:- doctor use Kya hua hai vo ekdum aise behosh kyun ho gai
Ab thik haina vo koi ghbrane wali baat to nahi haina
Doctor:- dekhiye Mr. Rane pls shaant ho jaiye
I think she had a major accident before in which she got a brain clot but she healed that completely
But till now her brain is not enough strong to handle all the situation and today I think she tried to stretch her mind which made her health worse
Pls take care of her now to I have given the injection and her condition is also stabilize but we cannot take this risk again and again
Doctor left after telling malhar about her condition
But malhar get rooted to his place after knowing about her condition
Malhar pov
Use brain clot hua tha uski tabiyat itni bigdi this aur main use hi dosh deta AA Raha tha
Aise kaise Kar sakta hoon main
Subah jab avni ki sachayi pata chali ki vo apne baache ka istemal karke humari pushtani property located hatiyana chahthi hai
To uska gussa aur chidan aur saath main jab Kal kalyani need ye kaha ki vo sirf isliye kyunki use Mujhse milna hi nahi tha
Aur phir uski vo baatein
Sabne milkar mere gusse ko badha Diya aur issi main mene use saara Sach Bata Diya lekin uski haalath it I bigad jayegi ye mene apne sapne main bhi nhi socha tha
Malhar started crying after knowing that what he has done in his absent mind
Tia seeing him like that politely say
Tia:- malhar main jaanti Hoon tum insab main apne aap ko doshi maan rahe ho lekin tumhari koi galti nhi hai tumhein to pata bhi nhi tha ki kalyani ki haalat aise bigad Jayegi
Malhar:- phir bhi Tia mujhe samajhna chahiye tha ki jab main itne salon main inn cheezon see ubhar nahi pata to vo becahri kese inn baaton ko handle Kar payegi
Galti Meri hi hai
Tia :- idhar baithon tum Shanti pls baithon
She made him sit on the bench and sit beside him
Tia:- malhar Dekho main na tumhein galat kahungi aur na kalyani ko tum dono ne apni apni jagah dukh sahe hai
Lekin aaj aisa Kya hua Jo tum uspe aise chilla pade bolo
Malhar:- Tia main thank chuka hoon hamesha sabko apne pyaar ki pariksha dete dete
Meri ek bohot simple si life thi tia aai baaba main aur babdi aur kaka hum sab saath main Khushi the haan hamare pass jyada paise nahi the kuch Nahi tha
Lekin Khush the
Phir Meri aai Mar gayi kitna Tut Gaya tha main lekin phir bhi mene apne aap ko sambhala kyunki baabdi choti thi aur baba bhi bujhe bujhe see rehne lagae the unke jaane ke baad aur it a hi nahi kaka need humse jhoot bola ki unki death heartattack see hui hai kitne saalon baad mujhe unki Marne ki asal vajah pata chali aur jab Sara Sach samne Aya to aapa ne khudkhushi Karli
Uska ilzam bhi mujhpar par AA pda
Phir bhi jab aai Mar gayi to hum jaise test karke see rhe the lekin phir pata nahi kyun ek din baba ko paise kamane ki shuj gayi aur unhone itna ghatiya Rasta apnaya ki vo agar apni jaan dene ka naatak karenge to mujhe aur swara ko achi jindagi mil jayegi unke insurance ke paison unhein aisa laga
Unhone ek baar bhi nahi socha ki humara Kya hoga aai ke jaane ke baad humara unke siwa koi nahi tha
Aur itna hi nhi unke saath babdi bhi chali gayi
Itne salon Tak main ye samajhta Raha ki be ab iss duniya main nahi hai Kya beeti hai mujhpar ye koi nhi samajh sakta
Phir unless jaane ke baad main bilkul toot Gaya tha lekin kaka need mujhe jaise taise sambhala aur apni practice start kardi din raat mehnat karke unhone mujhe padhaya likhaya Mera dhyaan rakha
Lekin phir mene padhte padhte ek police officer baane ka socha aai humesha see chathi thi ki main ek saccha aur immandar police Wala banaoo
Aur mene din raat padhke mehenat karke unless uss sapne ko saakar bhi Kiya
Aur Sach poochon to ye sab kakaa ke Bina adhura tha aai baba aur swara ke jaane ke baad vo hi the jinhone mujhe sabka pyaar Diya aur apne baarein main kabhi nahi socha
Even unhone Shaadi Tak nahi ki iss vajah se taki mujhe kabhi aisa feel na ho ki main unka kuch nahi lagta
Jab main a.c.p ban Gaya tab kaka ne kitne maan se Mera rishta sampada ke saath kiya tha
Aur main paagal uski sadgi ko dekhkar ek dum haan Kar baitha ye soch baitha ki main use kabhi koi dhukh nahi poochaoonga use kabhi kisi cheez ki kami nahi hone doonga
Kaka hamari Shaadi ke baad Banglore transfer ho Gaye humein privacy dene ke liye
Shaadi ke baad uske paarivar ko mene humesha aapna paarivar samjha aur maai ko to apni maa ki tarah manta tha kitna Khush tha main line itne salon ke baad mujhe apni khudki family mil gayi
Aur mene Sach main aisa kiya lekin vo to pehle hi kisi see pyaar karti thi Shaadi merre saath ki lekin vachan kiss aur me saath nibhayein
Raat mere saath guzari lekin baahon aur apne maaan main kisi aur ko jagah di
Aur jab ek din mujhe ye pata Chala ki vo maan baanne wali hai main saatve aasmaan par tha
Ki ab Meri khudki apni ek choti si duniya hogi jise humesha apne pass sanjhon ke rakhoonga
Lekin mujhe ye nhi pataa tha ki vo mere emotions ke saath aise khelegi bhaag jayegi apne aashiq me saath jise main apne chote bhai ki tarah samajhta tha
Apne ek din me bacche ko chodkar chali gayi thi vo pata Hain tumhein
Uske iss dhoke ne kuch tod sa Diya tha mere andar aur ek shaitaan jaga Diya jisne sabki jindagi tabah karne ki kasam Khali thi
Kalyani vo ladki hai Jo mujhe shuru see badtameez lagti thi jab vo maai ko pareshan karti thi na to maan karta tha do laagoon uske kaan ke neeche lekin mujhe jab ye pata Chala ki vo maai ke pehle pati ki beti hai
Aur usne abhi abhi apni maa ko khoya hai jiska jimmendar vo maai ko samajhti hai to kuch badal Gaya mere andar
Main uske prati thoda narm ho Gaya phir jab menee aausaheb ka vyavahar dekha uske parti jab mujhe usk Ghar ke logo ki asliyat pata chalni shuru hui
Jinhein main apna samajh Raha tha sampada ki aai to shuru see hi aisi this par mene unhein bhi acha hi samjha tha ye sochke ki ve apne pati see door hai aur ek saathi ke Bina apni jindagi guzar rahi hai
Maai hi this Jo uss Ghar main mujhe shuru se shaant thi Shaadi ke waqt bhi vo hi thi jinhone sari jimmendari uthai thi
Main unhein apni maa ki tarah maane laga tha aur jab sampada ne bataya ki Atul mama ki pehli patni hai jinhone unhein chid Diya lekin be phir bhi ve aausaheb aur appa ki sewa karne ke liye ruki hui hai to mere maan main unki izzat aur badh gayi
Aur jab mene dekha kese sabne kalyani ke saath sab jaane ke baad vyavahar Kiya to mujhe bohot bura laga
Galti Atul maama aur uski aai ne ki thi uss bechari ki to koi galti bhi nahi thi naazayaz rishta ho sakta hai unki nishani nahi
Aur kalyani ko naazayaz bolne ka haq kisi ka nahi tha
Uss din pehli baar jab use rote hue dekha tha tab laga uss kadak aur badtameez ladki ke peeche hai ek massom si ladki Jo apni maa ke dukh see ubhar nahi payi hai
Chapter end