Jazbaat Ankaheee; NUKSH;OS

  •  
  • Page of 1 Go
  •  
Posted: 1 years ago

hi friends, tried something different from writing on videv.

This os is structured on Priya and uski pyare bhai Saab.

Kindly read and tell me how it turned out. If I disappointed you by my foolish thought pls math marna mujhe..😂

Next time our different sochungi bas😁🙈

Read and comment me how it is..

Dev : after finishing the call with vidhi he is standing there like a confused soul and talking to himself but it’s audible…

Yeh kya ho raha hai. Ek side vidhi kaha raha hai vo mujhse naaraz nahi hai our doosri side mujhse ache se bath bhi  nahi kar rahe hai. Kabhi Bimla ji ka naam kabhi hp ji ka naam leke phone kaat rahe hain. Ithna naraz hai vo mujhse… sach me mujhe kuch samajh….

Priya: Vidhi naaraz nahi hai bhai Saab balki disappointed hai aap se…

Dev: priya tum yaha kya kar rahe ho..

Priya: mujhe patha hai bhai Saab aap iss vakt mujhse bahut gusse mein hai. Our mujhe pata hai aap ki iss situation ki jimmedar bhi main Hu…

Dev stood silent cause not interested to talk with her and afraid that ki he will blast up on her for her mis deed.

Priya: she gave a miserable smile to dev  that made him go into deep with emotions.

Bhai Saab jab mujhe pata chala ki aap dono ki pyar ke baare mein  mujhe laga ki vidhi bahut lucky hai our ek second keliye mujhe jealous bhi hua ki USs middle class ladki ko aap ki jaisa ithna acha saathi kaise mil sakta hai.

Par afsos  bhai Saab  ki ek baar shadi hogayi our aap bhi badal gaya.

Yeh saare mard ko pathi ban ne ke baad aise kya ho jata hai ki apne pathni  se puri tarah se paraya ho jatha hai.

Dev: priya yeh tum kya bol rahe ho..

Priya: vahi bhai Saab jo yaha iss ghar mein jo ho raha hai. Mujhe laga ki aap bahut matured hai our aap iss age mein shadi kiya tho sab sambhalenge .. apne rishte ko our vidhi ko bhi.. par nahi shaadi hote hi  aam mard ki tarah ban gaye aap bhi.

Dev: priyaaaa… his shout came as whishper because of his inner turmoil.

Priya: nahi bhai Saab aaj mujhe bolne dijiye.. our main bolke hi rahungi varna aaj jaha main khadi Hu kuch saal baad vaha vidhi  aap ko nazar aayegi..

Aap log har baar bolte haina.. main tumhara pati Hu.. pati Hu.. aap logon ko pata bhi hai dhang ka pathi ban na kya hota hai.

She just hallow laughed and said main bhi kiss se puch rahi Hu ithne saal hone ke bad bhi abhi ko yeh nahi pata chal paya our aap tho ek mahina bhi nahi hua pati ban ke aap se kya ummed  rakh sakte hain…

Abhi our mere baare mein tho chodiye hamare beech bahut misunderstandings hai kyon ki abhi ne mujhe kabhi samajh ne ki koshish hi nahi kiya hai.. par aap .. aap se mujhe yeh ummeed nahi thi bhai saaab . 

Jaisa aapne sab ke saamne vidhi ki ijjat keliye ithna ladayi ki our aap khud chot kha kar usse dard se bachaya . Apni iss rishte jodne keliye kithna saha our kithna Seemaaon  ko paar kar apna pyar me jeetha .. kis liye aisa usse niraash kar ke khud se door rakhne keliye..

Pathi hai na aap uska tho aapko uski khayal rakhna hai na.. shadi ke agale din usse akela chodkar chale gaye aap. Maan thi hu.. vo unexpected tha our jaroori bhi tha.. par vapas aane ke baad aapne ek baar bhi koshish ki un dinon jo yaha akela tha tab vo theek hai , sab usko accept Kia hai ya nahi,uske saath sab acha hua ya kisi ne usse bathamizi ki .. kyon ki aapko pata hai iss ghar mein kuch log usse pasand nahi karte hai… tho vo log usse insult tho nahi Kia aapne jaan ne koshish ki..

Aap jaroor vidhi se poocha hoga par vo ladki ithni bholi hai ki sab kuch has has ke sah Lia .usne.. jawab jaroor dia par Tamiz se dia .uss vakt .. USs vakt vo kithna akela mehsoos hua hoga iss bade ghar mein .. 

dev: kya.. kya.. bol rahe ho priya.. vidhi ne aisa kuch bhi nahi bataya..

Priya: kaise  batayegi aapse ki uski priya babhi our mousi ji ne usse our uski parivar ko kithna insult Kia hai…Maine our mousi ne usse kithna kuch kaha hai our usse mere doston ke saamne ithna nicha dikhayi ki yeh soch kar mujhe khud pe ghin aa raha hai.. kaise batati bhai Saab , yeh sab aapki parivar ke baare mein vo aapse kaise shikayat karegi…

Our sab kuch batane se hi nahi jan na padhta hai bhai Saab…

Maine bhi vidhi ko kuch nahi bataya.. par fir bhi usne meri problem khud jan gayi our mujhe samajh bhi gayi…

Vo bas ikkees saal ki hai par aap chahte hai ki usko bhi aapki tarah chalis saal ki insaan ki jaisa sochna hai toh vo bechara kya karegi..

Bahar college mein hasthe khelte doston ke saath bithane ki umra mein aap usse shadi ke naam se yaha iss ghar mein laakar khaid kardia hai..

Our mummy ji… vidhi bichari kabhi socha bhi nahi tha ki Noukri karne ki permission mang ne se mummy ji ki vo roop dekhne ko milega ki vo kabhi sapne mein bhi nahi socha hoga..

Aapko aapki maa ki baath ko inkar nahi kar na hai theek hai par ek baar soch lijiye aap subah 9baje ghar se chali gaye tho raat 9baje vapas ayenge.. tho poora din usse yaha kya karna hai.. 

usko na padai karni hai, na bahar Jake kaam karni hai, ghar ki kisi our problem ki baare mein sochna bhi nahi hai,kisi bhi problem mein aapki Madad bhi nahi karni hai tho usse  pura din kya karna hai.. bas poora din khana hi Banathi rahegi vo.. bathayiye bhai Saab iss ghar ki bahu ko exactly kya karna hai ghar pe raha ke .. aap hi batayiye..

Aap logon ko sab kuch khud akele karna hi hai tho shadi kyon Kia .. ham logon ko bas katputhli bana kar iss ghar ke andar bittane ke liye..

Bathayiye bhai Saab aap hi batayiye..
Dev stood silent

Priya: mere baare mein tho chod dijiye par vidhi ke baare mein sochiye.. 21 saal se vo apna poori jindagi bas aise hi iss ghar ke andar apni puri jindagi bithani hai.. jab tak yaha rahegi tab tak tho theek hai sab kuch aap dekh logi…

Agar uske samne bhi aise ek din aayega ki vo yaha se chale jaye ..aapko chodkar chale jaaye tho tab .. tab kya hoga aapka our uska…  aapka tho kuch nahi badlega aapki dil tutne ki siva.. par uska kya hoga…na uska parivaar uska khayal rakh paayega usse bas uss ghar ki mahaman banane ke alava.. our na vo khud. Kaise rakh pati..  aisa kya rahti uske paas.. khayal rakhne keliye..

Khud ki pair pe khade hone keliye na job hoti uske paas our na vo atmvishwas jo baki jindagi jeene keliye..

Aapne in sab ke baare mein kabhi socha bas yeh socha hai ki meri ma ki bas ek maang hai ham usse nahi inkaar karega .. par ek baar bhi ham logon ki baare mein nahi socha na ..

Aapki dil pe haath rakha ke boliye bhai Saab aapne ek baar bhi iss ghar ki bahu ki taraf se socha iss mamale mein..

Abhi bhi pyar tho mujhse bahut karti hai bhai Saab par vo ithni saal saath bithane ki baad bhi mujhe ache se samajh nahi paaya.. varna aaj yeh din  mujhe nahi dekhna padta..

Mein maanta Hu meri galti hai par bas meri galti yeh hai ki kisi dusre pe jyada trust karke usse dost banana . Bas isse jyada uske sath mera kuch bhi rishta nahi hai… bas maine abhi ko push karne keliye vo sab kuch kaha par fir bhi abhi ko kuch farak nahi pada . Usko apni galti ka ehsaas tak nahi hua .mere saath deke mujhe bharosa dene ki bajay vo mujhe mistrust karke uss ilzam ko sach maan Lia …. 

Mein arrogant Hu.. egoistic Hu.. selfish Hu… insecure bhi Hu.. par characterless.. nahi Hu.. nahi Hu .. mein..

our aaj se mein priya raichand nahi.. sirf priya hu… 

Dev: Priya I am..

Priya : nahi bhai Saab mujhe aapse koi shikayat nahi hai.. yeh mera our Abhi ka beech ka problem hai. Yeh ham dekh lenge.. par aap kisi our keliye apne our Vidhi ki rishte ko kharab mat kijiye..

Our mein jo kuch bhi aapse kaha uske baare mein jaroor sochiye varna vidhi ki halat kya hogi aapko mujhe batane ki jaroorat nahi hai.

Har ladki yeh chahti hai ki uski pathi sab ke saamne apne pyar chilla chilla ke izhar kare ya na kare par uski har choti se choti khwahish/jujbathein ko bina bathaye samajhke USs bath ko importance dene vali pathi uski jindagi mein aayeein. Bas yeh chahti hain our
Har ladki apni pathi ki bharose Hazare khwaahish dil mein rakh ke apni sab kuch chodke sasuraal mein kadam rakhti hai.. isiliye bas naam ki pathi nahi sach me pati ban ke uski khayal rakh ne ki koshish kijiye..

Bahut himmat karke aaj ithne saalon ki ankahee jazbaathon ko aapko kah dia..

Agar mein kuch jyada bol gayi tho mujhe maaf kar dijiye bhai Saab. 

Priya left the room by leaving a vulnerable dev who dwelled in pool of guilt.

SHINIKA.

Edited by Shinika - 1 years ago
Posted: 1 years ago

Originally posted by Shinika

Wow!! Just amazing!! Should send this to the so-called writers of our NUKSH.  This is perfectly written, well thought-out. 

Woah Priya k character mei aapne to bahut depth de du. Well written... loved it 💓

Posted: 1 years ago

Wow Shinika, just loved it 👏👏 Take a bow girl, you nailed the OS! So layered and very realistic! 👍🏼👍🏼

Wish NUKSH writers would show Priya as a deep, understanding character as you've written! Unfortunately, she is a lost opportunity on the show currently! 

Pls write more, waiting for part 2! 👍🏼👍🏼

Shanti dearest... This is just wow... Loved it... I really want such a deep convo between Dev and Priya... Currently I think all of these characters, Dev, Priya, Vidhi and Abhi are operating from different mental spaces which are clashing with each other's and thus all the chaos...

However I also believe Priya has been shown as selfish, rude and self centred from the beginning in the show.... But loved this convo...❤️❤️❤️

Perfect Women's day gift...

Posted: 1 years ago

Yaar , I will read this after two three days.

Aaj toh mein Hubli mein apne Maayke aayi hun. I am so busy today 😊 😊😊We have Holika Dehan, Holi celebrations here in my village. This is my very special Holi with my baby and hubby ..Yahan kal Puja bhi hein. So I am not able to read this now. Will try to visit forum episode discussions in free time....Once I am free and gets enough time I will read and comment 👍🏼

Posted: 1 years ago

Wow Revu, you are from Hubli... It's a beautiful place... Had gone to Hampi and Badami from there... It's beautiful... 

Posted: 1 years ago

Lovely writing, kudos👏👏 this confrontation should be there in the show too. Satyavathi mentioned in the initial episodes how Priya's father agreed that she won't work after marriage. Even HP holds the same thoughts. It would be lovely to see Priya n Vidhi bond against this patriachy.

Posted: 1 years ago

Wow yeh toh ekdum hatke , alag level kee thought process hein.. Something apart from romance you have captured the emotions of two people of the show whose thoughts are extremely different. It needs much effort to analyse from Priya's perspective and Shinika you did it so well..I loved this sensible Priya rather than the way they are making her negative in show these days .The way she made Dev to understand things was awesome. This was too good to read. I loved it 😍😍😍😍🤗🥰🤫🤗🤗🥰

Posted: 1 years ago

This so well thought and in depth characterised writeup.. 👏🙂 ek dum hatke..

Grey shade would have suited Priya much more rather than complete black what makers are trying to do in name of drama.. aur wo bhi itni shallow characterisation.. na nafrat hoti hai na sympathy feel ho pati hai. Irritable sa character bana diya hai.

  1  

Related Topics

doc-text Topics pencil Author stackexchange Replies eye Views clock Last Post Reply
NUKSH Writers Paradise

pencil Revutty   stackexchange 49   eye 14047

Revutty 49 14047 2 months ago Shinika
NUKSH ETD #24

pencil Shinika   stackexchange 544   eye 24481

Shinika 544 24481 4 months ago Dreamzz
NUKSH ETD #23

pencil sns23   stackexchange 1184   eye 53628

sns23 1184 53628 5 months ago leggyleth

Topic Info

8 Participants 9 Replies 1155Views

Topic started by Shinika

Last replied by Chakor07

loader
loader
up-open TOP