BR Chopra's Mahabharat Chat Club # 1| Pg. 78,79 - Page 56

Created

Last reply

Replies

748

Views

343604

Users

32

Likes

241

Frequent Posters

flashykush thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 13 years ago
Arjun: Hey Sanjay, us asabhya soot putra Karna ke saamne Duryodhan se kehna, ki yadi usne Indraprastha nahi lautaaya, toh apne kapat, apni asabhyata, aur apne ahankaar ke kaaran, woh rannbhoomi mein, kisi sookhe huye vriksh ki bhaanti kat kar gira huya dikhai dega, isiliye hey Sanjay us moorkh ko samjhana, ki shaanti ke maarg par chalna seekhe. Mahadev ki saugandh, jab mere vaanon ki varsha hogi, toh agni barsegi, aur woh agni Kuru sena aur senapatiyon ko yoon jalakar bhasm kar degi, jaise greeshma ritu, sookhi huyi ghaas ko jalakar raakh kar deti hai.


When Sanjay tells the message of Paandavs to Dhritrasthra.
flashykush thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 13 years ago
Some best piece of conversation presented here. Not actually because of the content but mainly because of the way of expressing and voice modulation of all the actors. And the background music added more. πŸ˜‰

Drona - Yeh Kuruparivaar ki samasya hai Angraaj. Isiliye isme na tumhara bolna uchit hai, na mera.

Karna - Guruon ke itihaas mein aap jaisa guru toh kadaachit hi koi aur hoga, jo sadaiv ek hi shishya ke paksh mein hota hai ar baaki shishyon ki virudh.

Bheeshma - Hey Angraaj, yeh na bhoolo ki shesh sab yodha tumhe kewal ardhrathi samajhte hain, kintu main tumhe Maharathi samajhta hoon. Kintu jis vyakti se tumne abhi abhi asabhya swar mein asabhya baat ki hai, tum uske dhanush par pratyancha chadhane ke yogya bhi nahi ho. Aaj poore sansar mein Guru Parshuram ke atirikt aisa koi bhi nahi, jo inse baat karne ke bhi yogya ho.

Kulguru: Angraaj, tum jis din satya ka baan sehna seekh jaoge, maharathi ban jaoge. Aacharya Drona ne theek hi kaha tha, yeh Kuru parivar ki samasya hai. Yuvraj tumhe Angraaj toh bana sakte hain, par woh tumhe Kuruvanshi nahi bana sakte. Yeh krodh jo koi bhi veer peele Angraaj, amrit samaan hota hai. Isiliye vatsa Duryodhan, tum bhi Gangaputra se kshama maango.

Bheeshma: Yeh kis kis apradh k liye kshama maangega aacharya. Main toh us din se darr raha hoon, jab ise kshama karte karte meri jholi rikt ho jayegi. Duryodhan: Main kshama chahta hoon Pitamah, kintu mujhse mere krodh ka ashwa sadhaya nahi jata. Bheeshma: Kahin aisa na ho vats, ki jab ye ashwa sadh jaye, toh tum yeh dekho ki tum ashwarohan karne ke yogya hi nahi rahe. Main woh din dekhne ke liye jeevit nahi rehna chahta putr. Isiliye meri baat maano aur sena ko Hastinapur ki ore lekar laut chalo. Laut chalo putr laut chalo. Chahe yudh ho ya dyut, kapat nahi karna chahiye putr. Jab chausar ka antim daanv laga tha toh main wahan tha putr. Aur tab ye nahi thehri thi ki tum apne guptcharon ko bhejkar paandu putron ke agyatwaas ko bhang karne ka prayatna bhi karoge.

Duryodhan: Ye vivaad yahan se vijayi lautne ke upraant kar lenge Pitamah, abhi is kshan ka satya ye hai ki maine unke agyatvas ko samapt kar diya hai aur unhe 12 varsh ke vanvaas ko sweekar karna hi padega. Bheeshma: Kewal matsya sena se yudh karne ki baat karo vatsa. Agyatwas ki baat mat karo. Ganit ke anusaar pandu putron ka agyatwas samapt ho chuka hai. Duryodhan: Hahahaha....yoon hasne ke liye kshama chahta hoon Pitamah, kintu aap ganit bhool chuke hain.

Bheeshma: Bharatvarsh ke saare ganit aacharyon ko ekatrit karo, aur unse poocho ki ganit main bhoola hoon, ya tumhari eershya ko ganit aati hi nahi.


It is overwhelming to see that how these super humans used to give respect to each other in their own way. Bheeshm's respect for Drona and Parshuram and to say that these two are one of the most powerful people on Earth(at that time) knowing the fact himself, that he had once defeated his Guru. Amazing!Edited by flashykush - 13 years ago
-PoisonIvy- thumbnail
Anniversary 16 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Commentator 1 Thumbnail
Posted: 13 years ago
Debi

Loved your post πŸ‘πŸΌ
-PoisonIvy- thumbnail
Anniversary 16 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Commentator 1 Thumbnail
Posted: 13 years ago

Originally posted by: flashykush

Hi guys, I am here after a long time and just thought of posting a few nice substantial dialogues from Mahabharat. :)

Bhishma: Vats Duryodhan, meri baat dhyan se suno. Tumne dharm aur arth, dono hi se apna naata tod diya hai. Tumhi kuruvansh ki patanshilta ka karan ho vats, tum hi. Aur ab bhi yadi tumne apni aankhein nahi kholi na putr toh samajh lo ke apne maharathiyon ke shav dekhna tumhari niyati ban chuki hai. Hey putr duryodhan, tanik socho toh. Tum keval teen vyaktiyon ki hi baate sunte ho. Unme se pehle hai Guru Parshuram dwara shraapit ye soot putr Karna, doosra hai ye Gandhar Naresh kapati Shakuni aur teesra hai tumhara ye durachari anuj, Dushasan.




Bhishma: Nishhta jaise shudhh aur pavitr shabd ka yahaan durupyog na karo, Ang raj Karn. Tum toh jis chhatnaar vriksh ki chhaya ho usi ki jade kaat rahe ho. Aur apni is anishtha ko nishtha bhi kahe jaa rahe ho. Na bhadkao apne mitr duryodhan ko na bhadkao. Tum ho hi kya, are hum sab milkar bhi arjun ka saamna nahi kar sakte..Us virat yudhh bhi tum bhi thhe aur main bhi tha..aur tumhara yeh mitr Duryodhan bhi tha jo aaj is sabha main baithkar yeh deenge maar raha hai ki voh arjun ki jeeva kaatkar apne dhanush ki pratyancha badha lega. Ha!!




I dont know why Im always in splits during this scene ,

🀣 🀣

Maybe because Mukesh Khanna albeit a great actor was a tad OTT in some scenes especially when he yelled or took Pratigyas .  (Dont get angry Debi i said only a tad ott πŸ˜†)

And so whenever he was pissed off at Duryodhan or Shakuni and used words like Durachari , Kapati , i cannot stop laughing. πŸ˜†

I also loved the expressions on these faces when Bhishma shut them up !



Debipriya thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 13 years ago

Originally posted by: ~~ashi~~

Debi

Loved your post πŸ‘πŸΌ




Thank You So Much Dear πŸ€— ....

Your views are also awaited here...πŸ˜† for the DOTW.
Debipriya thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 13 years ago

Originally posted by: ~~ashi~~




I dont know why Im always in splits during this scene ,

🀣 🀣

Maybe because Mukesh Khanna albeit a great actor was a tad OTT in some scenes especially when he yelled or took Pratigyas . (Dont get angry Debi i said only a tad ott πŸ˜†)

And so whenever he was pissed off at Duryodhan or Shakuni and used words like Durachari , Kapati , i cannot stop laughing. πŸ˜†

I also loved the expressions on these faces when Bhishma shut them up !








πŸ˜†......Laughed a lot reading your post DearπŸ˜†....


Yes I am very angry for this kind of 'laughing' at Bheeshma....πŸ˜†πŸ˜†....


I know he is just 'TOO MUCH' in all those 'Pratigya' scenes.... and also while using those 'Shudhh Hindi Words'... But guess I am in love with that Image of Bheeshma😍...



Your comments are perfectly Correct Dear... You don't know I have already read a lot about Bheeshma's actions and their implcations in our Orkut- Mahabharat Community😊... So now its OK with me... I know Bheeshma has some flaws... but still decide to support him every time😊.

Carry on with your comments Dear😊...
Debipriya thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 13 years ago

Originally posted by: flashykush

Dear Debipriya, the views presented about Bheeshm and Gandhari are really thought provoking yet satisfying. 😊




Soooo...Happy that you are here, at last😊😊.....


Bahut din se dialogues ke liye intezaar kar rahe the yahan hum sab ⭐️ ⭐️.... Really Happy ki ab yahan bhi in sab ki baare me discussions ho sakti hai😊.



And regarding Bheeshma- you already knew my views about him, the way I supported him in the initial posts of 'Last Episode'πŸ˜†... This particular DOTW gave me a chance to express my views and I wrote a Really Lengthy Post about my Fav CharacterπŸ˜†πŸ˜†.



Do post your views whenever you find time...


And continue to post the Great Dialogues... Members will Enjoy a lot...
πŸ‘πŸΌEdited by Debipriya - 13 years ago
Debipriya thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 13 years ago

Originally posted by: flashykush

Some best piece of conversation presented here. Not actually because of the content but mainly because of the way of expressing and voice modulation of all the actors. And the background music added more. πŸ˜‰

Drona - Yeh Kuruparivaar ki samasya hai Angraaj. Isiliye isme na tumhara bolna uchit hai, na mera.

Karna - Guruon ke itihaas mein aap jaisa guru toh kadaachit hi koi aur hoga, jo sadaiv ek hi shishya ke paksh mein hota hai ar baaki shishyon ki virudh.

Bheeshma - Hey Angraaj, yeh na bhoolo ki shesh sab yodha tumhe kewal ardhrathi samajhte hain, kintu main tumhe Maharathi samajhta hoon. Kintu jis vyakti se tumne abhi abhi asabhya swar mein asabhya baat ki hai, tum uske dhanush par pratyancha chadhane ke yogya bhi nahi ho. Aaj poore sansar mein Guru Parshuram ke atirikt aisa koi bhi nahi, jo inse baat karne ke bhi yogya ho.

Kulguru: Angraaj, tum jis din satya ka baan sehna seekh jaoge, maharathi ban jaoge. Aacharya Drona ne theek hi kaha tha, yeh Kuru parivar ki samasya hai. Yuvraj tumhe Angraaj toh bana sakte hain, par woh tumhe Kuruvanshi nahi bana sakte. Yeh krodh jo koi bhi veer peele Angraaj, amrit samaan hota hai. Isiliye vatsa Duryodhan, tum bhi Gangaputra se kshama maango.

Bheeshma: Yeh kis kis apradh k liye kshama maangega aacharya. Main toh us din se darr raha hoon, jab ise kshama karte karte meri jholi rikt ho jayegi. Duryodhan: Main kshama chahta hoon Pitamah, kintu mujhse mere krodh ka ashwa sadhaya nahi jata. Bheeshma: Kahin aisa na ho vats, ki jab ye ashwa sadh jaye, toh tum yeh dekho ki tum ashwarohan karne ke yogya hi nahi rahe. Main woh din dekhne ke liye jeevit nahi rehna chahta putr. Isiliye meri baat maano aur sena ko Hastinapur ki ore lekar laut chalo. Laut chalo putr laut chalo. Chahe yudh ho ya dyut, kapat nahi karna chahiye putr. Jab chausar ka antim daanv laga tha toh main wahan tha putr. Aur tab ye nahi thehri thi ki tum apne guptcharon ko bhejkar paandu putron ke agyatwaas ko bhang karne ka prayatna bhi karoge.

Duryodhan: Ye vivaad yahan se vijayi lautne ke upraant kar lenge Pitamah, abhi is kshan ka satya ye hai ki maine unke agyatvas ko samapt kar diya hai aur unhe 12 varsh ke vanvaas ko sweekar karna hi padega. Bheeshma: Kewal matsya sena se yudh karne ki baat karo vatsa. Agyatwas ki baat mat karo. Ganit ke anusaar pandu putron ka agyatwas samapt ho chuka hai. Duryodhan: Hahahaha....yoon hasne ke liye kshama chahta hoon Pitamah, kintu aap ganit bhool chuke hain.

Bheeshma: Bharatvarsh ke saare ganit aacharyon ko ekatrit karo, aur unse poocho ki ganit main bhoola hoon, ya tumhari eershya ko ganit aati hi nahi.


It is overwhelming to see that how these super humans used to give respect to each other in their own way. Bheeshm's respect for Drona and Parshuram and to say that these two are one of the most powerful people on Earth(at that time) knowing the fact himself, that he had once defeated his Guru. Amazing!





Loved this scene Dear 😊.... Seemed like watching them again ⭐️ !

And regarding the Respect for each-other of all the Powerful characters- always evident in the dialogues... Specially in nearly all the scenes of Bheeshma- Dron- Kripacharya and Vidur(and of course Pandavas😊).


I posted the dialogue of Guru Parashuram after the battle with Bheeshma in page 68. Posting it here again- "He Shishya Sreshth, He Ganga Putra, He Bheeshma, He Atirathi, aaj tumne apna Guru ko parast kar diya. Ab sansar me kisi Guru ko tum jaise Shishya nahi milega"...- Just Excellent ⭐️ ⭐️!!!



Though a bit 'off the track'😊😳... But still wanted to share that this scene reminds me of the Dialogue by Satyavati while coming to Shantanu with Bheeshma(after the 'Pratigya')-"Ab tumhare jaise putra kabhi paida nahi hoga"...Something like that(I don't remember the exact words though)-- but just Loved that scene⭐️!



Bheeshma ki gungaan jahan ho... wohi mai hoonπŸ˜†πŸ˜†...


Debipriya thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 13 years ago

Originally posted by: arun-deeps

<font face="Comic Sans MS, Times, serif" color="#cc0099" size="5">Guys just wanted to know 1 thing.....like U have made a list of B'day of our RSji's Ramayan stars😳....haven't U made dat of BRC's MB actors??😲If U've made.....I didn't see dat on d introductory pgBtw I dropped here becozwanted to share B'day ofπŸ˜›:</font>

<font face="Georgia, Times New Roman, Times, serif" color="#006699" size="5">Nitish Bharadwaj-2nd June</font>

<font face="Georgia, Times New Roman, Times, serif" color="#006699" size="5">Roopa Ganguly-25 Nov, 1965</font>

<font face="Comic Sans MS, Times, serif" color="#cc0099" size="5"></strong></font>

<font face="Comic Sans MS, Times, serif" color="#cc0099" size="5"><strong>Herersome off screen pics of Nitishji I wanted to share!πŸ˜³πŸ˜›Hope U'll likeπŸ˜›</font>


</div>
Nitish Bharadwaj during Doctor PL Tiwari's birthday party at Express Towers in Mumbai on July 1, 2008.


Television actor Nitish Bhardwaj smiles for a snap clicked in Mumbai on January 15, 1999.


Television actor Nitin Bhardwaj, popular for playing the character of Lord Krishna in the epic serial Mahabharata, is caught on camera at his residence in Mumbai on December 1, 2000.


<div>Techno Savvy: Television actor Nitin Bhardwaj, popular for playing the character of Lord Krishna in Mahabharata, poses while working on the computer in Mumbai on March 2, 2000.




πŸ‘Nitishji ki photo aur B'day ki info ke liye bahut bahut shukriya Dear Sis πŸ‘ πŸ‘ ... Loved all the photos... 😍 😍 😍 Edited by Debipriya - 13 years ago
arun-deeps thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago

Originally posted by: Debipriya


πŸ‘Nitishji ki photo aur B'day ki info ke liye bahut bahut shukriya Dear Sis πŸ‘ πŸ‘ ... Loved all the photos... 😍 😍 😍

 
Glad U enjoyed dat sis!😳 I m sooooooooooo happy  dat U luvd dem all!😍 n great DoTW!!ClapClapClapClapClapClapClapClapClapClapClapClap