hi frnds how r u ??? well here i m again with next part a very long part hope u guys going to enjoy and i m taking 15 to 20 days break from 23 may so maybe i will not post khwaish during that time but i will try to update 1 or 2 part before i take a break pls pls comment
khwaish
*********************************************************
Recap:-Heer Prem ke London wale farmhouse main rehnay jati hai jana par Prem bhi aata hai and they both decide to give there marriage a chance by spending a week together and there is some sweet moment between them and in Heer room she remember the time of there honeymoon
**************************************************************
Flashback:-
6 days pass after there wedding both Prem Heer r very busy with there work because they married in such a hurry that they don't get time to finish there work so they r trying to finish there work soon so that they can spend more time in each other company .
But Prem has got a lot of work to finish as he got a new contract in which both Prem and Heer work together but Prem has a hectic schedule and got some imp meeting to attend.
Prem is feeling very guilty as he don't gave proper time to Heer .but Heer was an understanding wife woh Prem ko samjhati hai ki they have a whole life to spend together so she don't mind if Prem is devoting more his time to his work she said that they will spend it together when Prem is finish with his work
0n 7 day after there marriage Prem office gaya hua tha aur Heer ghar ko apni taste main decorate kar rahi thi Prem ne usey aisa karney ko insist kiya tha kyunki he feel ki there is need to decorate there house in Heer taste because
First it keeps her busy while Prem is busy with his work and secondly he wants ki uskey ghar ka ek ek kona usey Heer ke uski zindagi main honey ka essahas karaey
Heer apna bedroom ka interior abhi decide hi kar rahi thi ki when she heard a door bell she put all the catalog down and run toward the door because she know ki yeah Prem ke ghar aanay ka waqt tha woh jaldi se ja kar door open karti hai .
But there is no one except a huge red rose bouquet woh flowers pick karti hai and ghar ke andar lati hai us main ek note hota hai
Note:-
Unki ankhen hain aisi
Jin mein hum doob jaye
UN ki palke utho jo
Har kali muskoraye.....
To the most beautiful girl in the world
Heer smile after reading the note
After some time again the door bell rang this time there is no one but there was a huge teddy bear she pick the teddy and aandar lati hai and see ki us key saath bhi ek note attach hota hai woh note pardti hai
Note :- yeah toofa us ke liye
jis ki hansi aaj bhi bachey
ki tarah hai
she hug that teddy when she heard someone footstep outside the house she run to open the door but there is no one she know ki Prem is there but she is unable to find him she see a card lying there with a small gift she picked the card and went outside to see if someone was there or not but there is no one.
She went inside the house and opens the card and finds a hearts shaped card
in which it is written
Note:-
Pyaar se bardkar zindagi main
Aur koi cheez nahi hoti
Phir bhi ek toofa laya hoon
Dil to phelay hi de chuka hoon
Aaj to bas ek nishani dey raha hoon
she open that gift box and see a heart shape platinum pendent with a chain woh pendent observe kar rahi hoti hai jab peechay se koi uski eyes close karta hai woh hands ko touch karti hai jisney uski aankhen baad ki hoti hai and she said Prem
Prem remove his hand from her eyes and said
Prem-Heer kaisey peechana
Heer-Prem tumehey peechaney ke liye tumahra ehsaas hi kafi hai
Prem- I know
And he hugs Heer
Heer- kya baat hai aaj janab bahut romantic ho rahey hai
Prem-hum to aisey hi hai
And woh Heer ke hand se chain leh kar usko pehnata hai
Prem-Heer dil hai mera hamesha apney paas sambhal kar rakhna
Heer-Prem isey main hamesha apney paas rakhungi sambhal kar
And they hug
Prem-ek min Heer tumahrey liye ek aur surprise hai
Heer-ab kya hai Prem
Prem-hmm well Heer ja kar packing karo hum log honeymoon par ja rahey hai
Heer-par Prem yeah ka kaam
Prem-first of all we r newly weds and we deserve a honeymoon and secondly ki tum baki sab ki fikhr na karo main hoon na Preet hai na hum sab sambhal lengey ab tum ja kar jaldi se packing karo humey early morning likalna hai
Heer-par Prem hum kaha ja raha hai
Prem-hmmmm woh to surprise hai but I know tumehe woh jagah bahut pasand aayegi
Heer- Prem pls batao na hum kaha ja rahey hai
Prem-Heer tumse to thora bhi intezar nahi hota kal subah tak wait kar lo na
Heer-nahi hoga intezar Prem batao na pls
Prem-Heer jaan bas thora sa intezar and ab chalo packing kartey hai warna hum kal late ho jayegay aur honeymoon yeahi manana pardega ab chalo
Next morning:-
Woh log early morning hi nikaltey hai Prem car drive kar raha hota hai and Heer window ke bahar dekh rahi hoti hai when suddenly Prem said
Prem-Heer I think u should take a small nap waisey bhi abhi to early morning hai and raat main bhi tum packing ke chakkar main kafi late soyi thi aur abhi humey waha pauchney main bhi kafi time hai thori dair so jayo u will feel fresh
Heer-nahi Prem I am ok aur waisey bhi tum drive kar hi rahe ho
Prem-pls Heer apney ko dekho u r looking so tired thori dair so jaogi to apney ko kafi fresh feel karogi
Heer-ok
And Heer take a small nape
After some time she realize ki someone is calling her name and she open and realize ki Prem is calling out her name
Prem-uth jao Heer hum we have reach our destination
Heer Prem ko dekhti hai with sleepy eyes and Prem uskey face se hairs peechay karta and forehead par kiss karta hai.and then Prem car se bahar likalta hai and Heer bhi bahar aati hai
Heer apni surroundings dekhti hai and realize ke they r standing in a very calm and quite place surrounded with huge mountains and then she saw a huge graceful two story house there she looked at Prem jo ki smile kar raha hota hai
Heer-Prem hum
Prem-well Heer welcome to my country farm house
Heer-Prem it is beautiful
Prem-I know tabhi to tumehe yeaha laya hoon it is my fav place and it is ideal place for our honeymoon
Heer was looking around in she said in a dreamy tone
Heer-hmmm it is the perfect place it is so peaceful so beautiful so quite and no one else except u and me
Heer ko realize nahi hota hai ki uskay har alfaz ke saath Prem uski taraf aa raha hota hai she was in a dreamy state and she realize when Prem hug her
Heer-Prem chordo na pls
Prem-Heer chordney ke liye to nahi pakra hai waisey bhi yeah humara honeymoon hai
and Prem kisses her cheeks and they went into the house and Prem usko poora house dekhta hai after lunch they decide to take the walk in the farm thay go for a long walk for hours watching the winter birds and talking about there childhood and sharing there past life with each other when suddenly Prem speak up
Prem-Heer abhi sham honey main khuch waqt hai and I want to show u something
Heer-kya dekhana hai Prem
Prem-tum chalo to sahi
and Prem Heer ko apney saath lekar jata hai and after sometime Heer heard the sound of water and see that there is a small stream was cascading down a little water swirling around the big smooth rocks in its path
Woh Prem KO dekhti hai and said
Heer-it is so beautiful
Prem-hmm par tum se kam
And then without thinking woh Prem ka haath chord kar aa gey jati hai and start walking on the rocks Prem usey warn karta hai but it was too late to save her because rock slippery honey ke karan woh slip kar jati hai and fell into icy water
Is se phelay ki woh apney ko bachaney ki koshish karti Prem was bending to save her Heer was completely shocked and jab Prem usko Stream Se bahar nikalta hai she was shivering
Prem apna jacket utarta hai and Heer ko pehnata hai and woh usko uthata hai when Heer protest
Heer-Prem pls mujhe neechay utara tum bhi bheeg jao gey meri wazah se
Prem-Heer ab chup raho tum shiver rahi ho and main tumehe jaldi se ghar paoocha dunga tum to chal bhi nahi paogi itni thand main
Heer ko thand lag rahi thi and woh janti thi ki woh ek kadam nahi chal payegi itni thand main bheeg kar
Prem and Heer ghar pauchtey hai and Prem Heer ko room main le kar jata hai and usko bed par bethta hai and room heaters on kar ta and then woh bathroom main ja kar ek towel lata hai and Heer ka sir and face pauchta hai
Prem-Heer clothe change kar lo bheegay huay hai thand lag jayegi
Heer nods and woh change karney bathroom main chali jati hai and jab woh bahar aati hai to dekhti hai ki Prem coffee mug ke saath us ka wait kar raha hai
Woh Prem ke paas aa kar bethti hai and Prem usko coffee mug hand karta hai
Prem-Heer theek to ho na
Heer-hmmm I am sorry Prem I behave like a stupid person
Prem-hey don't be sorry and ainda se meri Heer ko stupid nahi kehna samjhi
Heer nods and they start chatting after sometime Heer feel sleepy Prem usko dekhta hai and Heer se kehta hai ki
Prem- I think Heer tumhe ja kar aaram karna chahiye waise bhi pata nahi kyun aaj kal tum khuch thaki thaki si lagti ho Heer tumahri tabiyat to theek hai na
Heer-Prem main theek hoon tum yuhi pareshan ho rahey ho main bilkul theek hoon
Prem-mujhe nahi lagta hai hum log laut kar tumahra ek baar checkup jaroor karayegay
Heer-Prem iski koi jaroorat nahi hai main bilkul theek hoon tumehe bas meri jaada fikhr hai isliye tum pareshan ho rahe ho aur waisey bhi yeah humara honeymoon hai so no serious talk
Prem-janta hoon yeah humara honeymoon hai
And yeah kahe kar woh Heer ki taraf barhta hai when suddenly Heer sneeze
Prem-dekha na sardi lag gayi chalo ab tum aaram karo warna beemar par jaogi
and woh Heer ko lekar jata hai and usko blanket se cover karta hai and uskey cheeks par kiss karta hai and phir woh dusri side par soney jata hai they both r happy and yeah unko dekh kar koi bhi kahe sakta tha kyunki unkay chehray par muskhurahat thi need main bhi
Song in the background:-
Tujhey dekh dekh sona tujhe dekh kar hain jagna
Maine yeh zindagani sang tere bitaani
Tujh mein basi hain meri jaan hayeee
Jiya dhadak dhadak jaaye ...
Kabse hai dil mein mere armaan kai ankahe
Inko tu sunle aaja chaahat ke rang chadha jaa
Kehna kabhi to mera maan hayeeee
Jiya dhadak dhadak jaaye ....
Lagta hain yeh kyun mujhe sadiyon se chaahu tujhey
Mere sapno mein aake apna mujhko banake
Mujhpe tu kar ehsaan hayeee
Jiya dhadak dhadak jaaye ...
Tujhey dekh dekh sona tujhe dekh kar hain jagna
Maine yeh zindagani sang tere bitaani
Tujh mein basi hain meri jaan hayeee
Jiya dhadak dhadak jaaye ...
Unka honeymoon Kisi sapney se kam nahi tha woh din unki zindagi ke sabsey khoobsurat palo main se thay jo unki zindagi ko hamesha ek meethi yaad degay
tabhi ek hawa ke jhoke se Heer apney sapno se baahar aati hai and she realize ki woh apna beeta hua waqt yaad kar rahi thi woh dekhti hai ki bahar halki halki snowfall ho rahi hai and thand bhi kafi barh gayi hai woh apney room ki window close karti hai but she feel so happy after a long time uskey chehray ki muskhurahat kam hi nahi ho rahi thi and woh isi khushi ke saath hi soney chali jati hai and after a long time woh ek bahut hi aachi need so rahi hoti hai
Song in background:-
O re piya haiyee O re piya
O re piya haiyee O re piya
O re piya haiyee O re piya
Urdney laga kyun maan bawla re
Aaya kaha se yeah hosla reeeee
O re piya O re piya haiyeee
Tana bana tana bana bunti hawa
Haiyee bunti hawa
Boondey bhi to aaye nahi
Baaz yeahaa haiyee
Saazish main shamil Sara jahan hai
Har zarey zarey ki yeah iltaza hai
O re piya O re piya haiyee
O re piya haiyee O re piya
Nazarey boley duniya toley
Dil ki zubaaan haiyee
Dil ki zubaaan
Ishq mangey ishq chaiye koi toofan
Chalna ahistey ishq naya hai
Phela yeah waada hamney kiya hai
O re piya haiyee O re piya haiyee
O re piya piyaaaa eh piyaaaaa
Nagey pero pe angaro chalti rahi chalti rahi
Lagta hai ki gairo mein main palti rahii
Haiyeeeeeee
Le chal waha Jo mulq teraa hai
Jahil zamana dushman mera hai
O re piya haiyee O re piyaaa haiyee
O re piyaaa haiyee O re piya haiyee
O re piyaaa haiyee O re piya haiyee
O re piyaaaaa O re piya
***************************************************************
Edited by Shruti11 - 16 years ago