I have heard the Bhajan. It is very beautiful. The meaning of the Bhajan is that a person is asking god to give such Sanskaar that his house becomes a devotional place and his heart and soul become devotional. His heart and soul may full of love for everyone. His house should be a place where there is lot of love among the family members and a lot of respect for the elders. Even the friends and guests are always welcomed and treated respectfully.
Here are the wordings:
Hari mere ghar ko yeh var do, maat pita ki seva ho
Bhai behen mein eeee oooo,
Bhai behen mein nischal pyaar ho
Atithi mitron ka sada satkaar ho
Man mein sabhi ke liye prem bhaav ho
Meri har dharkan ban jaaye poojan
Ghar hi mere liye teerath ho
Hari mere ghar ko yeh var do, maat pita ki seva ho!!
Maat pita anmol anukam hain
Sanskaaron ke yeh udgam hain
Yeh hi to saakshaat devroop hain
Yeh hi to saakshaat devroop hain
Meri har dharkan ban jaaye poojan
Ghar hi mere liye teerath ho
Hari mere ghar ko yeh var do, maat pita ki seva ho!!
Sab apne ho koi na gair ho
Man mein kisi ke liye dwesh na bair ho
Yeh saara jag jaise apnaa ghar ho
Yeh saara jag jaise apnaa ghar ho
Meri har dharkan ban jaaye poojan
Ghar hi mere liye teerath ho
Hari mere ghar ko yeh var do, maat pita ki seva ho!!
Yuun jivan ko safal banaoun main
Har din ek naya punyaa kamaoun main
Karmon se moksha dwar paon main
Karmon se moksha dwar paon main
Meri har dharkan ban jaaye poojan
Ghar hi mere liye teerath ho
Hari mere ghar ko yeh var do, maat pita ki seva ho!!
Hari mere ghar ko yeh var do, maat pita ki seva ho
Bhai behen mein eeee oooo,
Bhai behen mein nischal pyaar ho
Atithi mitron ka sada satkaar ho
Man mein sabhi ke liye prem bhaav ho
Meri har dharkan ban jaaye poojan
Ghar hi mere liye teerath ho
Hari mere ghar ko yeh var do, maat pita ki seva ho!!
I hope it helps. Please listen to the bhajan to understand the words I have written, just in case I have spelled anything wrong. And I also wanted to thank you for telling me about such beautiful Bhajan. I myself love to sing Bhajans.