#chaak
Part 4:-
Bauji is in his room.bihaan come there.
Bihaan: mujhe samjh mein nahi aayta kya Hai USS ladki mein jiss ke Liye Aapne usse iss Ghar mein rakha bhul Gaye Uske wajah se kya Hua tha.
His din Woh humare Ghar Aaye usse din usse mere maa ko mujse chin liye.
Bauji: bihaan,Woh Jo kuch BHI hua Woh ek hadsa tha.
Bihaan:hadsa..
Ho yaa janbu ke saach toh yehe hai NAA Uske wajah se mere MAA ke jaan Gaye.
Lekin Aapne kuch nahi Bola.
Bauji:Woh choto Bache the bihaan.
Bihaan:aur usse choto Bache me mere MAA ko Chad se Gira Diya.
Bauji: Kitna Baar bolo mein bihaan Jo kuch BHI hua USS mein USS ladki ke koi Galti Nahi the.
Bihaan:mujhe pata tha ke aaj BHI aap usska Saath denge Mera Nahi.
Saalo pehli Maine Bola that usse iss Ghar se bege yeh magar Aapne toh mujhe he bech Diya London Masi ke Saath
Bauji:kyu ki yahan rahta toh Kabhi inn Sab se bahar nahi nikal pata.
Maine usske zemidari le Hai aur aaj toh mujhse Zara SA BHI pyaar karta ho toh usse yahan chup chap rahne de.varna Mera maara moh dekhle.
Bihaan hug bauji.
Bihaan:Nahi bauji humne MAA ko Kiya Hai aab aap ko Nahi khona chate Hai.
Thik hai kuch nahi bolenge usse ladki thapki ko yahan rehne se maagr yeh baat BHI sach hai ke hum usse Kabhi maaf Nahi karenge.
Bihaan and bauji hug each other.dadi see them and pray to God.
Dadi:kasera yeh Moti budhi Jaan PAYE thapki kitne Ache ladki Hai.
Aur usske Dil mein usske liye pyaar Hai.
Jabhi bihaan phone ya video call karta that woh wahan chup chap Bethe usske batein sunte the.iss mein Maine usska pyaar Dekha Hai.
Magar usska bihaan kya Dil jitna asan Nahi Hoga kyu ki bihaan usse nafrat karta Hain
Thapki settled bihaan's clothes on cupboard.bihaan come to his room and surprise to see her.
Bihaan:tum mere room mein kya Kar Rahe hoon.
Thapki get nervous.
Thapki:Woh mein mein..
Bihaan:abhi bakhre ke Tarah mein mein kyu Kar Rahe hoon
Dil toh Kar Raha hai kurbani de Doon.
Thapki get shocked.
Thapki:kya..
Bihaan:Haan bolo ab kya Kar Rahe the.
Thapki:Woh Aapke kapde Nikal ke cupboard pe Rakh Rahe the.
Bihaan:yeh kapde kis ke Hai.
Thapki: Aapke..
Bihaan: cupboard kis Ka hai.
Thapki: Aapka..
Bihaan: room kis kya Hai.
Thapki: Aapke..
Bihaan:toh mere room mein tum mere kapdo ko mere cupboard mein kyu Rakh Rahe hoon.
Mere haath Hai.
Jao Yahan se.
Thapki get scared and run from there.
Bihaan see thapki's earing fall on floor.
Bihaan pick it up and said.
Bihaan:jaisa naam hai ajeeb thapki..
Utne he ajeeb yeh khud Hai.
Precap:kite complation between thapki and bihaan.
Sorry for short part next part i will give a big part.do comments i need 6 comments.
#chalak
Part 5:-
Bihaan come to dinner table.and sit with everyone.thapki serving food to eaveryone
Dadi:ajaa mera beta.aaj sab tere mann pasnad chize banaya hai.
Bihaan:thanks dadima magar ab mein yeh sab nahi khata uoar se yeh sab oilly hai.
Dadi:arre koi oily nahi hai thapki ne baanya hai aapne haatho se.
Bihaan:tab toh dadima mujhe nahi khana hai.
Bihaan leaves from tbere.thapki get sad seeing bihaan's rudeness.
Thapki in mind:mera gyssa khane mein kyu..
Dadima na thik kehte the ek number ke moti budhi ho aap.
Thapki smile a little.
Preeti see thapki smile.
Preeti:thapki tum thik toh ho naa.
Bihaan deverji ne wahan tumhare khane ke insult karke chale gaye upar se tum yese muskura kyu rahe hoon.
Thapki:kuch nahi hai bhabi.
Aap le jeye sabzi.
Thapki serve them.
Later thapki clean the table.
Dadi come there.
Dadi:thapki beta tumne khana kya liye naa.
Thapki:haan dadima.
Dadima:aur bihaan aaya tha kya.
Thapki:nahi dadima.
Dadima:khan bahar rakhna,janta ho usse bukh zara se bhi bardash nahi hote hai usse.dekh naa aaye gye jald khana chori se khane.
Aur tab tu usse ache se gram kar ke dena.
Iss baat bhi bare gye aur tera rishta bhi.
Thapki get nervouse.
Thapki:ris..ht.. rishta matlab dadima.
Dadima:pyar kya rishta
Thapki get shocked.
Thapki:dadima yeh aap kya bol rahe hoon.
Dadima:joith matlab bol.
Bihaan ki liye tere dill mein pyaar hai ek anjana pyaar usse jaan pechan kara de.bachpan se maine dekha hai tujhe usske liye pyaar.
Jab tu uss ke liye card banate the ussje school ke purane dost ke naam se tabhi se mujhe usske liye tera pyaar nazar aagaya.
Thapki:dadima aap yeh kaise baatein kar rahe hain.
Dadima:main samjhte ho tere liye manna bohat mushkil hoga paar manna paregya.
Aur usske dil se aapne liye nafrat haatha kar pyaar mein badalna hoga.
Jo tu kar sakkte hain.
Main humesha se chate the kye tu mere bihaan ke biwi bana.
Baki tere marzi..
Dadima leaves.thapki is thinking.
Thapki:kya dadima sach keh rahe hain.
Mere yeh bihaan ke liye pyaar hai.
Thapki close her eyes.and see bihaan.
In temple scenorie.
Thapki open her eyes and a smile co e to her lips realising the love.without whoch she cant lives.from childhood the arrtaction which she get from bihaan without in near her.
Its was love.
Thapki remember her moments with bihaan.
Mainu ishq tera lae dooba
Haan ishq tera lae dooba (x2)
Aisa kyun hota hai
Tere jaane ke baad
Lagta hai haathon mein
Reh gaye tere haath
Tu shaamil hai mere
Hansne mein, rone mein
Hai kya koyi kami
Mere paagal hone mein
Mainu ishq tera le dooba
Haan ishq tera le dooba (x2)
At bihaan's room,
Bihaan check his phone.
Bihaan:kya hai yaar ab khana order bhi nahi kar sakta raat ho gaye hai itne.
Iss ladki ke wajah se aate he chan haram hi gaya.
Bihaan leaves his riom.
At hall,
Thapki do round in hall in happiness and finally dash with bihaan.who get angry.and thapki get sacred.
Bihaan:eehh.chalna nahi aayta kya aur yeh sab kya kar rahe ho.yeh kya koi waqt hai dance karne kya.
Thapki:main dance nahi kar rahe the.
Bihaan:toh kya kar rahe the.
Tahpki:woh..
Woh main kuch nahi
Thapki was about to say but stop.
Bihaan:apne naam se jaada ajeeb ho tum,thapki..
Thapki smilingly look at bihaan.
Bihaan:ab has kyu rahe hoon.
Thapki:aapke moh se mera naam bohat acha lagta hain.
Bihaan:kya..
Thapki come in sense.
Tahpki:kuch nahi aapko kuch chahe yeh aap yahan kya kar rahe the.
Bihaan get angry and step toward her.thapki get sacred and step back forward.she dash with fall and bihaan pin his hand around her.
Bihaan:yeh ghar kis kya hai.
Thapki:dadima kya bauji kya. Aapka.
Bihaan:correct bola.mera ghar hain yeh.toh main jahan chae wahan jaa sakte hoon.aur iss ghar mein tum mehman ho woh bhi pechli 15 saal se so aapne aukat mein raho.
Samjhe..
Thapki nods.
Bihaan went to kittchenand search food.
Thapki:aap khana dund rahe hoon na bas doon min mein garam kar ke dete hoon.
Bihaan:koi jarurat nahi hai.mujhe tumhara khana nahi khana.
Thapki:mera khaha.yeh sabzi yeh sab toh bauji ke paise se bane hui hai naa toh mere akele ke kaise hui.
Bihaan:point..
Thik hai jaldi gram kar ke doon.
Mein table pe betha hoon.
Thapki nods.she heat all food and serve him on table.
And stand near him.
Bihaan:yese khare kyu ho.
Thapki:woh agar aapko kuch chahe yeh toh mein de dete.
Bihaan:humare haath aabhi thik thak sahe salamat hain.
Kuch chae yeh toh hum le lenge.
Jo yahan se ab humara mood mat kharab karo.
Thapki:thik hain.
Good night.
Bihaan:bad night with worst dream.
Thapki leaves.
Dadima see them.
Dadima:thapki mere bihaan ke liye aache hoge.bas unke bech pyaar ho gaye bas.
At bihaan room,
Bihaan was closing his bedroom door when thapki come.
Bihaan:aab kya hai tumhara.
Thapki:woh dadima ne dood (milk) deya hai aapko pene ke liye.
Bihaan take the glass from her and silp it in one go and place ot back.
Thapki:ho gaya ab jao.
Aur mujhe amaram se sone doon.
Bihaan close the door on her face.
At bihaan's room,
Bihaan see his and vasu's pic and get sad.he take it and remember his past.
Flashback,
Vasu:bihaan beta soo jao.
Bihaan:pehli loore sunao na,maa phir
Vasu:thik hain.
Vasu:Suraj tera gardish mein hai
Dhalte huaa keh gaya
Phir laut ke aaunga main
Nazdeek hi hai subah
Gaaye jaa, gaaye jaa
Gham mein hai sargam
Gunguna ye dhun, gaaye jaa..
Gaaye ja, gaaye ja
Raat ke dhaagon se savera bun, gaaye ja..
Gaaye ja, gaaye ja
Gham mein hai sargam
Gunguna ye dhun, gaaye ja
Bihaan fall in sleep.vasu kiss his forehead.
Flashback.
Bihaan:kash maa aaj aap yahan mujhe loore suna ne mein.
(Lo bihaan ke yeh wish bhi pure kar dite hoon but in next part).
Precap:thapki and bihaan kite complanition.
#chalak
Part 6:-
Thapki is reading book in her bed.when dadi enter with two kidsa boy anand and a girl ruchi.children of their negibour.
Dadi:thapki beta dekh kon aaye hain.
Thapki:arre tum log yahan itne raat ko.
Dadi:thapki beta,woh inke maa kya deliver aaj raat ko hai toh wahan yeh log nahi reh sakte hai toh humare yahan chorke gaye ab yeh tere saath rehna chate hain.
Tujhe taklif toh nahi hoge naa.
Thapki:arre dadima taklif kaise.
Dadima leaves.thapki talk with ruchi and anand a lot.
Thapki:ab bohat bateein ho gaye ab soo jao.
Ruchi:didi loore sunao naa.
Anand:haan di,loore ke bina hume nind nahe aayte hai.
Thapki:main itne acha nahi gaate.
Ruchi:jooth..aapko toh haar puja mein log aarti gaye hai.
Ab sunao naa.
Thapki:thik hain..
Thapki look at window and see bihaan walking on garden.
She smile and start singing while admiring him.
Thapki:O Re Bansi Bajaiya
Bihaan look at window
Bihaan:yeh itne raat ko gaana kon gya raha hain.of course ajeb ladki thapki.
Thapki singing with chilren and smile thinking about bihaan.
Thapki:Nandlala Kanhaiya
O Re Bansi Bajaiya
Nandlala Kanhaiya
O Re Bansi Bajaiya
Nandlala Kanhaiya
Mohe Mohe Aise Nahi Chhedo Sanware
Suno Sun Mose Nahi Khelo Daaw Re
Jaake Yashoda Se Kehdungi Re.
Bihaan:jo bhi ho gaana bohat acah gaate hai yeh ajeeb ladki.
O Kaanha Soja Zara O Kaanha Soja Zara
Luk Chhupke Yun Tak Na Mohe
Kaanha Soja Zara O Kaanha Soja Zara
Naino Se Na Chhuna Mohe.
Bihaan walking toward his room with smile.bihaan ly down on bed and fall sleep
Kaanha Soja Zara O Kaanha Soja Zara
Kaanha Soja Zara O Kaanha Soja Zara
Thapki come near his room and see him sleep and smile.
At morning,
Bihaan come from jogging.he see thapki standing with juice.
Bihaan:kya hai.
Thapki:ji aapke liye juice.
Bihaan:maine manga tha.
Thapki:nahi..
Bihaan:toh kyu laye.
Thapki:nahi woh aswin bhaiya ne bataya tha ke aap jogging ke aane ke baad juice pete hoon.
Bihaan:tumne banaya hai na toh nahi pehna.
Thapki:nahi maine nahi abnya hai dadima ne banaya hai aur uss mein dryfruits bhi dale hain.
Aapko pasand hai naa.
Bihaan:mere pasand na pasand se kya hota hai.mujhe tum pasand nahi ho toh kya hua bauji ne toh rakh diya hain naa tumhe iss ghar mein.
Mujhe almost nikal ke.
Bihaan leaves from there.thapki is in tears.
At breakfast table,
Dadima serves bihaan breakfast.
Bihaan:arre dadima kya kar rahe hion.main london mein rehta tha jungle mein nahi.khana milta tha wahan.
Dadima:magar ghar ke jaise nahi naa.
Maine naa socha hai.tere shaadi ke liye ladki dekhunge.
Bihaan silp his food from his house.
Bihaan:yeh idea kaha se aaye mein koi shaadi nahi karne wala.
Dadi:kyu tere koi ladki pasand hai london mein.
Bihaan:nahi.
Dadima:toh kyu nahi shaadi karega.baad mein log bolenge ladke mein ko
Bihaan:kya dadima..
Dadima:maine tere liye ek acha ladki pasand ki hain.
Bauni:kon hai maa.
Dadima:abhi nahi baad mein.
That time,ruchi and anand come to them with thapki.
Ruchi:dadima hum patang urane jaa rahe hain.
Aur thapki di hai humare couch.
Dadima:patang toh mera bihaan bhi uraha tha tha.
Anand:lekin thapki didi se best nahi.
Bihaan:kis ne kaha yeh tumse.
Main toh isse bohat jaada acha paatng uraa sakta hoon.
Ruchi:toh conpiantion kar lete hai dunno mein kon jaada best hain.
Thapki:nahi nahi..mujhe koi compitation nahi karna.
Bihaan:kyu miss thapki darr gaye.
Ab toh yeh compiantion hoga.main breakfast kar ke aayta hoon.
Bihaan give thapki a thashan look and thapki is sacred.
After breakfast,
Thapki take blessing from bauji.
Bauji:arre pair kyu choo rahe ho thapki betiya.
Thapki:woh compiantion hai naa.toh aapka ashirwad chahe yeh tha.
Bauji laughs.
Bauji:tum bhi na bache ke bache he rahoge.
Bihaan see that and take blessing from bauji.
Bauji:tujhe bhi kya compiantion ke liye ashirwad chahe.
Bihaan:kyu nahi de sakte.
Bauji:nahi nahi ase baat nahi hai.
Mere ashirwad dunno ke liye hai.
Thapki and bihaan look at each other.
Precap:kite fight between thapki bihaan.thapki cut her hand and bihaan cares for her.
Who will win in this kite compitation.
You think say in comments.