HEY MATES! I AM NEW HERE. JUST IN THE CASE OF WRITING ELSE I HAVE READ A NUMBER OF FFs, SS AND OS. I LOVED ALL OF THEM. SO THANKS MATES FOR THOSE FFs AND SS AND OS.WELL FOR NOW I TRIED TO WRITE AND FF OF MY OWN. THIS IS THE PROLOGUE. IF YOU LIKE IT PLEASE LET ME KNOW. IF WORDS OF SOME OTHER FFs, SS OR OS ARE COPIED OR A BIT OF THEME IS COPIED THEN I AM REALLY SORRY BUT SUCH A THING IS NOT DONE INTENTIONALLY. HOPE U LIKE IT
The scene starts after the real culprit (LAKSH) behind Ragini's kidnapping is caught.
MM Hall
Ragini is sitting on the sofa set crying badly giving her head support by keeping it on her Dadi's shoulder. Dadi, Swara And Sharmishtha are trying to console her. Everyone else are standing in MM Hall glaring at Laksh and Laksh is Standing in the middle with his head bowed down of guilt.
DP- Laksh hamein tumse ye umeed nahi thi. Iske baad tum mein aur ragini mein kya fark hai? Bolo...
AP- Laksh tumne aaj hamara sar sharam se jhuka diya hai. Tum itna kaise gir sakte ho. (starts weeping bitterly)
Su- (goes and supports her) Jiji aap kyon ro rahe ho! Ya sab mein aapka kya dosh. Arre sharam toh ya chore ko aani chahiye. Apni biwi ke saath koi esa kaise... Mhaare ko toh bolne mein hi sharam aa rahi hai.
It was enough for Uttara. She came forward and stood beside her brother.
Ut- Aap logon ne ek baar bhi bhai se poocha ki unhone ye sab kyon kiya? Nahi, kisi ne nahi poocha. Bas sab bolne ke liya saamne aa rahe hain. Main batati hoon bhai ne ye sab kyon kiya.
Laksh tried to stop her.
Ut- Nahi bhai. Bas bahut ho gaya in sabka. Bhai ne ye sab Swara bhabhi ka badla lene ke liye kiya. Vo unse pyaar karte hain. Ragini bhabhi ne Laksh Bhaiya aur Swara bhabhi ko alag karne ki koshish ki, uska badla. inn sabke badle ke liye. Swara bhabhi aaj bhi unse...
Before she could complete Swara stood up and said- Kya pyar pyar laga raha hai tum dono ne!!😡😡 Main kisi se pyar nahi karti hoon. So please mera naam toh tum Laksh ke saath jodo hi mat. Meri shaadi tumhare Sanskar Bhaiya se ho chuki hai. (looking at Laksh) Biwi hoon main uske. Bhabhi hoon tumhari. Main Mrs. Swara Sanskar Maheshawarihoon. (looked at Sanskar and then again at Laksh) Do u understand this basic thing? Aur rahi baat bale ki toh mujhe kisi ki help ki zaroorat nahi hai. Agar mujhe kisi se badla lena hoga toh main le loongi. please stop interfering in my life.
Sanskar stood there with a shocked expression. Was he dreaming or she actually called herself to be Swara SANSKAR Maheshwari??
DP- Laksh galti ki saza Ragini ko bhi milli thi isliye ab tumhe bhi milegi. Main police ko phone kar raha hoon.
Ra- Nahi papa. (everybody looked at her shockingly especially Laksh and Uttara) Mana jo bhi kuch Laksh ne kiya vo sab galat tha. par vo unhone apne pyar ko paane ke liya kiya tha. hum jaante hain ye sab karte hue unhe accha nahi laga hoga pyar pyar ye sab kara hi deta hai. Humne unhe maaf kar diya hai. ( goes and stands beside Laksh) aap log bhi kar dijiye hamare Khatir. Galti sabse hoti hai par agar pehli baar mein maafi nahi milein toh maafi paane ke liye log bahut kuch kar guzarte hain. Ye humse zyada accha kon jaanta hai. Maaf kar dijiye.
DP- Laksh Ragini ke kehne par hum sab tumhe maaf toh kar rahein hain par saza toh tumhe milegi. Ragini ab yahan nahi rahegi. shayad tab tumhe guilt hoga.
after some time Ragini packed her bag and went with Maa, Baba and Dadi. Later swara also came down with her bag and was holding some papers.
Su- Swara chori tu kahan jaa rahi hai?
she came down went to sanskar and handed him the papers.
Sw- Sanakar maine in papers pe sign kar diya hai. tum bhi kar dena.
AP- beta tumhe Baadi hi jaana tha to Ragini ke saath chali jaati. Alag se kyon? Swara tum Baadi hi jaa rahi ho na?
Su- Jiji aap bhi kaisa sawal pooch rahe ho. wa badi nahi to aur kahan javegi?
Sw- Nahi mom, main Badi nahi jaa rahi hoon.
Ut- toh Kahan jaa rahe ho Bhabhi?
Sw- ab main tumhari bhabhi nahi hoon uttara aur main ek esi jagah jaa rahi hoon jahan mujhe jeene ke liye ek wajah milein.
she took everyone's blessings and went out. Sanskar was too shocked to say anything. He kept staring at those papers.
Uttara came and said- Bhabhi main jaanti hoon aap mujhse bahut gussa ho. par please Sanskar bhai ko chodke mat jao.
Sw- Uttara mera decision final hai. aur main kisi ko bhi saz nahi de rahi hoon. mujhe iss sab se door hona hai. so please try to understand.
Ut- theek hai bhabhi par aap theek ho ya nahi ye main kaise jaanoongi. Bhabhi main zindagi bhar iss darr mein nahi reh sakti hoon. please bhabhi.
Sw- uttara main tumhe apna naya address text karoongi. par vada karo tum kabhi kisi ko iss baare mein nahi bataogi. aur saare messages delete karogi. vada karo mujhe.
Ut- bhabhi...
Before she could say anything Swara kept uttara's hand on her head and told her- Tumhe meri kasam. Uttara agreed. Swara left in the car waving her hand.
After 4 years...
Well, if you like the story please let me know. I will continue it. Please ignore any kind of grammatical mistakes.
Index
Chapter 1- Pg.1
Chapter 2- Pg.3 http://www.india-forums.com/forum_posts.asp?TID=4530096&TPN=3
Chapter 3- Pg.4 http://www.india-forums.com/forum_posts.asp?TID=4530096&TPN=4
Chapter 4- Pg.4 http://www.india-forums.com/forum_posts.asp?TID=4530096&TPN=4
Chapter 5- Pg.5 http://www.india-forums.com/forum_posts.asp?TID=4530096&TPN=5
Chapter-6- Pg.6
Chapter 7-Pg. 7
Chapter 8-Pg.8
Chapter 9 & 10- Pg.9
Chapter 11-Pg. 10
Chapter 12-Pg. 11
Chapter 13-Pg. 12
Chapter 14-Pg. 13
Chapter 15-Pg. 14
Chapter 16-Pg. 17
Chapter 17-Pg. 20
Chapter 18-Pg. 23
Chapter 19 & 20-Pg.27
Chapter 21-Pg. 30
Chapter 22-Pg. 32
Chapter 23 & 24-Pg.34
Chapter 25- Pg. 36
Chapter 26- Pg. 38