PART 3SCENE ; AFTER SanLak CONVO , A VISIBLY UPSET AND ALMOST BROKEN SANSKAR ENTERED HIS ROOM...SWARA WAS THERE SITTING ON HIS BED , SHE STOOD UP SEEING SANSKAR ENTERING AND RUSHED TO HIM..
Swara : "Sanskar , kya huya ? Sab kuch theek toh hai na ? tumne baat ki Laksh se ?"
Sanskar looked at Swara sighed and nodded "haan..baat toh ki par wo mane nahi...wo koi bhi baat sunne ke liye tayar nahi hai..use lagne laga hai ki... (looking at Swara) main usse tumhe cheen raha hoon... "
Swara : "what rubbish ! mujhe pata tha ki aisa hi kuch kahnewalahai woh tumse...hosh hi nahi rahta aaj kal usko... "
Sanskar looked at an angry Swara and told "dekha jaye toh Lucky ke iss haalke liye actually main hi responsible hoon"
Swara looked at Sanskar with surprise..
Sanskar :(lowering head) " dekha jaye toh maine bohat galat liya hai Lucky ke saath... tum dono ke saath .. ( Sanskar stopped to control his overflowing emotion which is trying to come out through tears...) ye toh sach hai na ki..maine tum dono ko alag karne ki kosish ki...maine Ragini ke saath milke tumhe bhi chot pouchaya hai...agar main kabhi iss ghar me laut ta hi nahi ...toh ye sab nahi hota..tum aur Lucky ek ho jaate...sayed itna sabkuch gadbad na hota Swara..."
though Sanskar tried his best not to reveal his pain , Swara could feel his inner wounds completely , she felt terribly bad for Sanskar and decided to console him, she remembered she promised her mother that she would take care of Sanskar...
Swara touched Sanskar's arm...Sanskar looked at Swara at this sudden touch...
Swara: " Tum firse aapne aap ko dosh dene lag gaye? arrey Sanskar wo toh past hai na bhool jao usko..please, aur tumne jo bhi galti kiya tha tum usse zyada suffer kar chuke ho usi galti ko fix karne ke liye...tumhe ehsaas tha ke tumne galati ki hai...aur tum usse fix karne ke liye aapna 100% lagaya bhi hai...you are a better person now, tum wo pahlewala Sanskar nahi rahe..."
Sanskar smiled a little and told "Mujhe nahi pata main khud kitna badal chuka hoon , lekin mere us harkaton ne tumhare aur Laksh ke zindegi puri tarha se badal di... ye bhi toh sahi hai na Swara, dekho don't mind..lekin Laksh Ragini se pyaar nahi karta... toh fir usse bhi takleef ho raha hai na Ragini ke saath rahte huye ? aur tumhe toh pata hi hai hum jisse pyar nahi karte uske saath ye sab naatak karna bohat muskil kaam hai.."
Swara understood exactly what sanskar meant ...he wanted to mean swara's condition with him , he wanted to mean all that harsh words Swara has told him after their wedding , like "tumhe toh koi fark nahi padhta Sanskar kiunki tum toh chahte hi the ki ye shaadi ho.. thinking about those words , at that moment , swara felt guilty ... she thought in mind "main bhi kitni rude thi naa, ye sab kya kahe diya sanskar se? wo toh bechara mere liye hi ye sab.."
Swara looked at Sanskar cleared her throat and said " Sanskar main samajh sakti hoon Laksh ne hi tumhe kuch kaha hoga jisse tum itna upset ho gaye ho...aur mujhe pata hai wo kis tarha ki faaltu ke baate apne dimaag me le kar ghum raha hai... uske immature baaton ko itni seriously lene ki zaroorat nahi hai , aur waise bhi agar tum na bhi hote toh phi jo hona tha wo ho ke hi rahta... Ragini firse koi nayi rasta dhoond hi leti..I thank God in fact ki tum aaye iss ghar me, kyun ki agar tum na hote toh sayed us din mujhe bachane wala koi nahi hota...aur iss wagt mera saath denewala na hota.."
Swara looked at Sanskar , Sanskar looked back , an intense eyelock for few moments...
BG MUSIC:
Ho chandani jab tak raat, detaa hai har koi saath,
Tum magar andheron mein, naa chhodna mera haath
Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum denaa saath meraa, o, humnavaa...
they were actually lost in another words but Swara realized Sanskar was standing there at the same place for long and she broke the eyelock and told : " uhh ! tum..tum wohi rahke raat beeta doge kya? baitho..."
Sanskar , who was still lost somewhere did not response at first so Swara pulled him by hand and made him sit on bed..
Swara : ' waise bhi Sanskar, Laksh pura hosh me tha, jab usne Ragini se shaadi kiya ..toh ab Ragini se pyar nahi ye sab faaltu ke baaton ki kya matlab hai? agar biwi koi galti kare toh iske matlab ye nahi ki usse chod diya jaye...aur jaise badi maa ne kaha, uske pass abhi 6 months waqt hai, toh ye toh Ragini ka legal right hai na... toh ye 6 months waqt usse Ragini ke saath hi rahna hoga aur shaadi bhi nibhana padega.."
Sanskar : " hmm, logic achcha hai, waise tumhe bhi nibhana par raha hai..."
Sanskar smiled and looked at Swara who was staring at him...Sanskar felt somethin unusual in her gaze, like there a tousand words hidden which she never told..but he thought it's his mistake so he looked at another direction and told...
"aur chahe tum mujhe maaf bhi kar do... Swara, par main khud ko kabhi maaf nahi kar sakta...tumhe chot pouchane ke liye.."
Swara felt the pain in Sanskar's voice again and she told 'firse suru ho gaye tum...achcha chalo muh kholo...aaa karo"
Sanskar who was taken aback managed to say ' main..muh..matlab"
Swara : '"uff baba muh kholo..achcha chodo, main karti hoon"
She took out a piece of chocolate and put that in Sanskar's mouth little forcefully and gave a big smile...
Sanskar who was lost in Swara's beautiful smile which means a lot to him, was still surprised...and told " umm achcha hai..lekin ab ye kis khushi me hai ?"
Swara : " pahli baat toh ye , tumne aaj theek se khana nahi khaya, apne pyare Lucky ko Bhasaan dene ki chakkar me...(swara laughed this time)
Sanskar also laughed at Swara's word :"haan par bad teacher hu, bhasaan (lecture) koi kaam nahi aaya.."
Swara :(still laughing) " nahi nahi Sanskar ,kisne kaha ki tum bad teacher ho... waise tum bolte kaam hi ho lekin mujhe pura yakeen hai tum jab bhasaan dete ho toh zaroor imaandaari se hi dete honge..."
Sanskar is now laughing from heart..
Swara : "aapke student sahi nahi hai sir jee, dimaag hil gaya hai... "
Sanskar :(laughing ) "achcha chalo enough hai bas ab bologi kis khusi ki mauka hai?"
Swara: "main tumhare ghar wapas aayi , ye khusi ke mauka nahi hai kya ? main toh bohat khush hu, itne din baad pure Maheswari family ko ek saath paake..mujhe laga mujhe welcome karne ke liye ek adh chocolate hi de doge..par nahi... " Swara made a puppy face..
Sanskar smiled and took out a large size chocolate bar from his pocket : " haan toh hai na...dekho..main bhoola nahi.."
Swara again gave a big smile and snatched it from Sanskar, " laye hi ho toh pocket me le kar ghum kyun rahe the ? diya kyun nahi mujhe "
Sanskar " mujhe ye toh pahle clear kar dete tum ki wapas aa ke tum khush ho ya nahi...(sanskar stopeed a little ) "haan par Swara, mujhe hasaane ke liye tumhare ye wala act bohat achcha tha.."
Swara looked at sansker : "issko sabkuch kaise pata chal jata hai , chahe kuch bhi mere dil me chal raha hota ho..." she thought in her mind.. and again an eyelock...
Swara smiled a little in between the eye lock...
Dil ko mere hua yakin, hum pahale bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka, koi aaj ki baat nahin
Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum denaa saath meraa, o, humnavaa..
this time Sanskar broke the eyelock, and told, "Swara, kaafi raat ho chuka hai , wo.. mein ye kahne aaya tha actually ki jo couch me main sota tha , wo tho mom ne bahar bhej diya room se.."
Swara :" haan tabhi laag raha tha kuch changes hai room me...lekin , mom ne aisa kyun ki?"
actually Sujata did it because even after Swara left MM, Sanskar continued to sleep on couch and developed a back pain as a result so Sujatha sent the couch outside so that Sanskar sleeps on bed
But Sanskar did not reveal so much to Swara so he just said "wo mom kab kya karti hai unhe hi pata hota hai, chalo tum chaho toh kaal unse hi puch lena... ab..tum so jaao comfortable ho ke..chinta maat karo I will manage somewhere.."
Swara :"matlab ? tum kaha jaoge ?"
she wanted to say "ye humara ghar hai , toh aap kyun jaoge ? yehi raho .." but could not say as that means an open invitation to Sanskar to share his bed with her ..and Swara still feels awkward to do so for obvious reason..
sanskar could understand Swara's dilemma and told with smile "aare main tree ke niche raste pe sone nahi jaa raha hu ke tum itni worried ho , main yehi Guest room me jaa raha hoon.."
he took his pillows
Swara : "par tum guest room me comfortable rahoge ? aisa karte hai main chali jaati hu sone woha.."
Sanskar :"pahli baat , ye ab se tumhara room hai , toh tum yehi rahogi..aur dusri baat , guest room ki ac v achchi hai aur woha koi bhoot bhi nahi hai... toh mujhe kyun problem hoga?"
Swara coulod not stop smiling at Sanskar's worda but again she asked "par tum.."
Sanskar :" bas ab aur baatein nahi , tumhe rest ki zaroorat hai , just close the door and so jaao okay / good night"
before Swara could say something else... Sanskar left ...
Both of them were unaware of the fact that Ragini was watching then hidden outside their room..
Ragini saw Sanskar left...and she smiled like evil and entered Swara's room
Swara was happy to see ragini
she smiled "arrey Raginiaao naa'
Ragini :" main ye puchne aayi hu ke tum ye kya khel rach rahi ho Swara?"
Swara was shocked at this sudden attack
Ragini continued " tumne mere saath jo kiya so kiya lekin in sab me tum Sanskar ke zindegi ke saath kyun khel rahi ho ? jis insaan ne tumheitna sahara diya, tumse itni mohabbat ki , tum uske saath bhi game khel rahi ho ?
Swara was upset she tried to defend herself ' Ragini aisa kuch bhi nahi..'
Ragini "Aisa hi hai Swara... Sanskar ne tumhe aapna sbkuch diya , aur tumne toh aaj unhe unke hi kamre se bahar nikaal di... Wo tumhara pati hai Swara, ye kaisa khel hai jispe pati ko Patni ke saath ek kamre me rahne ki bhi haq na ho.."
Swara lowered her head..
Ragini 'Sach toh ye hai ki tum Sanskar ko istemaal karke Luxjee ko wapas paana chahti ho..tumhe sharam bhi nahi aati hai Swara aisi harkat karte huye ? Sanskar tumse pyar karte hai aur Laksh bhi aur tum dono ke zindegi ke saath khel rahi ho, chee Swara'
Swara this time started sobbing
Ragini : " chalo tumse kuch bhi kahna bekar hai, tum wohi karogi jo ab tak karti aayi ho..dusro ki istemaal...bura toh mujhe Sanskar ke liye lagta hai, wo bechara tumhare piche khudko barbaad kar rraha hai... khair...main chalti hoon... kiunki mujhe apne pati ka kheyal rakhna aata hai , meri nazar dusro ke zindegi me nahi hai na.."
saying so , ragini left..
her words were creating a thousand wound in Swara's herat and she stood there sobbing and broken..
in RagLak room
Ragini entered and saw a restless Laksh standing in front of window..
Ragini again gave an evil smile and told in a loud voice so that Laksh could hear properly.
"pata nahi Sanskar aise kaise kar sakte hai Swara ke saath.. achanak aise kyun behave kiya uske saath..bechari ko raat me akela chod ke chal dia na jaane kaha..sirf Swara unse pyar nahi karti kisi aur se karti hai , ye uski galti thodi na hai ki itni badi saaza de...Sanskar ko kaun samjahye ki zabardasti se pyar nahi hota..Swara ko aise hurt karenge toh kya Swara unse pyar kar legi?"
Laksh was surprised at thse words, though somehow he knew Ragini is a big liar , still as of now his uncontrolled mind believed Ragini and accused Sanskar of behaving rudely with Swara..he thought to check Swara's condition as he felt bad hearing "bechari ko akela chod ke..'
Laksh decided to check on Swara and he was about to leave ..
Ragini 'kahan jaa rahe hai aap ?"
Laksh : (furiously)" bahar ... hawa khaane...tumhe koi problem hai?"
and he left...
Ragini smirked .." raat ko 2 baje aapko hawa khane jaana hai, aapke bhaai ko bhi pata hona chahiye naa? "
she thought in mind also left to follow Luxjee...
she follwed Lakshya till he entered Swara's room and closed door from inside..
she then stopped there for few minutes to think " ab sanskar ko kaise pata chale kya movie chal raha hai unke kamre me.."
she planned something and came downstairs and intentionally went to the guest room and started knocking the door : "Luxjee, luxjee, aap ihaan hai kya ? aap gussa mat karo plz hum aur kuch nahi kahenge...aap room me wapas aa jao"
A visibly disturbed Sanskar opened the door " Ragini ihaan Lakshya nahi main hoo...aur tum itni raat ko ihaan kya kar rahe ho..aapne room me jaao isi waqt.."
Ragini "wo Luxjee achanak humse gussa ho ke chale gaye..main ne pucha toh usne kaha guest room me jaake rahe lenge lekin fir bhi humara shakal nahi dekhenge..pata nahi kya ho gaya hai inhe.."
Sanskar "dekho Ragini , kuch nahi huya hai , Lakshya thoda disturb hai , koi aur wajah hogi , tum thoda kam socho iss bareme...aur jaake so jaao , main dekhta hoon wo kaha hai.."
suddenly he had an intuition may be laksh is in Swara's room , he cursed himself a thousand times for thinking so , but as of now he can't really trust Lakshya , he knew Lakshya can do anything..Sanskar became worried about Swara..
Sanskar ; "Ragini tumne pura ghar dekha.."
Ragini " Haan sanskaar, sirf aapke ghar chodke..mujhe laga woha toh aap aur Swara honge toh.."
Sanskar thought in mind "oh no..Swara sahi bhi hai ya nahi , mujhe check karna chahiye.."
he without any further words came outside and looked up to the direction of his room..
Ragini "haan aap ihaan hai to..oh God maine toh ye socha hi nahi.."
Ragini screamed and rushed upstairs..
Sanskar thought Ragini would creat a scene and disturb swara so he followed her immediately..
"Ragini rooko"
but Ragini reached Swasan's room and started knocking and shouting "Luxjee hume pata hai aap yehi hai , darwaja kholiye..Darwaja kholo swara..tum aise humara pyaar humare pati ko nahi cheen sakti.."
Sanskar reached there and stopped Ragini by holding her hands "Choop raho , kya kar rahi ho, sab jaag jayenge.. tum sure kaise ho sakti ho ki Laksh yehi hai?
ragini still shouting "achcha toh aapko itni biswas hai apne swara pe toh kahiye usse ki wo darwaja khole... sari sach bahar a jayega.."
Sanskar "choop raho tum" he said it firmly..
but before he could say something..Laksh himself opened the door... Sanskar got speechless, the reality stabbed his heart thousand times though he was not blaming swara even in his wildest thoughts..
Ragini:"dekha aapne? maine kaha tha na?bohat trust hai aapko swara pe ?"
Sanskar calmly managed to ask Lakshya:"tum itni raat ko ihaan kya karne aye ho ? "
Lakshya looked at Sanskar, sanskar could now clearly see the mark of five fingers (a slap) on his face...
he could clearly understand the picture now..he got furious at Lakshya but looking at Swara who was standind behind lakshya and crying badly ..he decided not to create a scene and end the matter right there..
Sanskar : "Laksh, main akhri baar tumse kahe raha hoon , apne harkaton e bahar aao, ye koitareekha nahi hai, tumhe Swara ke room me aise uske permission ke bina aana nahi chahiye... aurSwara iss ghar ka bahoon hai , meri patni hai , chahe tumhe iss baat se kinti bhi problem ho , toh bhalai isime hai ki tum apne hadh me raho...next time aane se pahle knock karna mat bhool na... aur haan..agar tumne swara ko firse padeshan karne ke koshish ki toh.."
Sanskar put his hand on Lakshya's shoulder , lakshya felt his firm touch pressing tightly..
he looked at Sanskar, who with an angry but clam tone told him "toh samajh sakte ho tum main koi bhi step le sakta hu.."
Lakshya got visibly furious and looked another direction..
Sanskar : "Ragini , tum dono iss baat ko yehi khatam karo aur jaake so jaao.."
Lakshya left furiously but Ragini still standing there...she said "swara, main tumhe sabkuch firse chinne nahi dungi..main tumhara asli chehra sabki saamne laungi..Luxjee ko kaise pata hoga Sanskar kamre me nahi hai ?tumne hi bataya hoga..."
Swara with teary eyeas looked at Sanskar then Ragini.."nahi ..Nahi ..maine use..main aisakyun karungi? nahi sanskar trust karo mujhpe maine.."
Sanskar felt devastated to see swara crying and held her by shoulder then told Ragini "apni bakwas bandh karo Ragini..Swara aisi koi bhi kaam nahi karegi wo tumhe bhi pata hai, tumhara pati raatko dusre ki kaamre me kyun gaya tha ye tum usise hi jake pucho.. issme swara ki koi galati nahi hai samjhi?Swara ko befaaltu ki attack mat karo... aur isse pahle ki main aur kuch bhala bura kahe du tumhe..jaao ihaan se.."
Ragini fuming in anger said "theek hai , main bhi dekh lungi..is baat ko main yehi khatam nahi karungi..dekh lungi main bhi tum kaise apna naatak chaloo rakhti ho"
saying so she left..
sanskar told a broken Swara " andar chale.." and holding her by arms, slowly he entered and made her sit on bed slowly.. and sat beside her..
Swra :" sanskar, maine ye sab nahi ki..maine,,"(she was crying badly.."
Sanskar could not take it more , he pulled swara little near him and made her rest her head on his chest..swara got a shelter to let out her pain and broke down in tears..
Sanskar , who was teary in same way said :" bas..bas.. choop ho jaao , nahi rote Swara, mujhe pata hai tumne kuch nahi kia... tum kyun Ragini ki baat ko dil pelaga rakkhi ho?"
sanskar made swra face him and looked straight into her teary eyes...then told 'chalo roomal toh khatam ho gaya ab isise kaam chala lo.."
he smiled and wiped away swara's tears with the thumb of his right hand..
swara closed her eyes , she felt that warm , storng yet feather like gentle touch which can wipe away even the invisible tears of her heart..
She remembered what the other brother just did with her , that forceful holing hands , that I love you shouting like a psycho that hurting accusations...
Swara again hugged Sanskar tightly and this time she told in a deep and demanding voice" tum mujhe chodke mat jaao kahi Sanskar , koi bhi aa jaata hai mujhe satane ke liye tum saatha na ho toh..please yehi raho , mere pass raho , kahi mat jaao"
Sanskar was feeling swara's closeness with all his mind and soul, he embraced Swara back and gave assurane"kahi nahi jaunga main swara.."
Swara:'still hugging)"par Ragini na jaane kya kya karegi iske baad , wo hume nahi chodegi asaani se sanskar.."
Sanskar rubbed his hand a little on swara's back and told' main hoon na , jab tak main hoon main tumhe kuch nahi hone dunga ..sab samhal lunga.."
Swara now looked at sanskar and told "thank you sanskar, par ..i am sorry..aapke room me ye sab..matlab Laksh ko is waqt aapke aur mere room me nahi hona chahiye tha.."
Sanskar noticed clear sign of guilt in Swara's eyes..he told "ek minute.."
he brought a glass of water which was kept on the bed side table and told "tum bhi naa.. tum sorry kyun kahe rahi ho..sayed mera hi wo bhasaan wala lesson zyada bhaari ho gaya tha, isiliye Laksh Hawaa khane ihaan tak chala ayaa... okay main daant dunga , nahi ayega wo kabhi okay..lo ab paani peelo aur so jaao.."
Swara was looking at sanskar with respect and surprise , he made her drink the water..
Sansker then made her lay down on bed and sat beside her..
swara :" tumbaithe rahoge aise? you can share bed if you want.."
telling so she lowered her eyes in embarrassment..
sanskar laughed and said "pahli baat toh ye ki main dekhna chahta hu ke tum pahle so jaao, shaanti se..aur next baat hai ye ki main aise hi theek hoon , mujhe baithe baithe sone me bada mazaa aata hai..ab so bhi jao Swara badna main apna besure voice me hi lori gaane laag jaunga.."
Swara laughed and took Sanskar's hand in her two palms and closed her eyes..a feeling of satisfaction , fulfillment and safety was visible there on her face..
sanskar was looking at swara's face , in his mind he told" aj jo huya uske liye am sorry . wada karta hoon my princess, aajke baad tumhare aankhon me koi aansu nahi aayegi , bas tum isi tarha muskurate raho..baaki sab main samhal lunga.."
BG MUSIC
Vafaadari ki vo rasmein nihayenge hum to kasame,
Ek bhi saans zindagi ki, jab tak ho apane bas mein
Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum denaa saath meraa, o, humnavaa
And a beautiful night , stars and the moon heard Sanskar's unspoken commitment ..
PART 3 ENDS HERE
PRECAP : KARWACHAUTH PREPARATION...