
Swara - tumne apne friend ko kaha ki me tumhara khun chusti hu ?? 😭
Sanskaar - nahi toh...woh khud mujhse puch raha tha ki kahi tum mera khun chusti ho kyunki shadi ke baad me aur patla ho gaya naa 🤣 me ne usse bata diya ki yeh toh mere wifey ke missions ka kamal hai 🤣