












Swara: Kya kar rahe ho? Pagal hogaye ho kya?
Sanskar: Tum girne waali thi
Swara: Haan to? Kisne kaha tha bachane ke liye? Gir jaati to maar nahi jaati mein
Sanskar: Tum bhul nahi sakti sab? Dekho Swara hum wapis dost bhi nahi ban sakte?
Swara: Nahi, tumne khud sab kuch kharab kiya hai, tumne mujhe dhoka diya hai Sanskar
Sanskar: Mene koi dokha nahi diya hai tumhe, samjhi? Jaanta hum tum mere liye kuch mehsoos nahi karti, lekin mere pyaar ko dhoka keh kar uski insult mat karo❤️