Originally posted by: yuvani41
Holi hone wali hai debo ki pic aai hai n usne kaha hai ki barbie ka kissa khatam hoga n fir holi hone wali hai n matoo ne kaha ki ye jamgal ki pic hai means pratima jangal me haiJangal*N anuj sharad aur su dhudegi n dadi menka ragni sab plan me shamil hai sif yuvi ko kuch ni pata hai