PART 3
After taking blessings from their parents ,Atal the four new couples left for surya mandir along with a thousand soldiers.
Sita and Urmila sat in one palanquin while mandavi and shruthkirti in another. All the princes mounted on their horses sorrunding the two palanquins for safety while the soldiers marched ahead and behind.
After a half day journey, they halted for awhile for rest.
The maids started cooking food for the princes.
U: didi. Aur kitna samay hai mandir pahuncne me. Mai thank gayi bhaite bhaite.
S: Mujhe bhi gyath nahi paranthu lambi yatra hai avem itne sare sainik bhi hai.dheere Jana hoga. Sab ko visharam bhi chahiye na. Deeraj rakho Urmila.
U: paranthu didi. Itna sena ki Kya avsyktha hai?charo Rajkumar Haina hum are sath!
L: ji hai. Kadachit pita ji ka aagaya hai.
R:Ye van hai. Is Karan atyant savadhan rehna hai.
U: Jijasri aur kitna samay lagega mandir Jane me?
R:ji ek din lagega. Sandhya samay hum Sab ko vishram karke suryoday ke baad yatra karenge.
After having food the journey started again and by evening reached Sarayu.
They all got of their palanquins.
Hum rathri yahi vyatit karenge aur suryoday ke paschath chalenge.
Temporary tents are laid for the prince and princesses.
After food they all retired to their respective rooms.
S: ye van kitna sundar hai. Iccha hai yahi raho sadiv.
U:aap van me kyu rahe get didi. Aap Ayodhya ki hone wali maharani hai ! Aap tho Mehal me rahenge Jijasri ke sath.
Sita remembered the fortune teller saying about her vanvas after marriage. Bhavishy me Kya hoga Hume Pata nahi hai Urmila. Said Sita. Then
Mandavi and Sk entered their tent.
S:ab tak soye nahi?
M: nahi didi. Aap se bath Karne ka avsar hi mila subhah se. Is liye aap ke pas aayi.
Sk: didi. Is van me bhi soneki mrigh honge?
S: avasya honge.
M: hum bhi jakar dekhte hai na didi.
U:kyu rakshasi. Gyath nahi Mithila me Kya hua tha. Tum ko Sita didi be bachaya.
M: ha ha. Gyath hai.
S: hum bina anumati nahi jasakte hai. Kadachit rathri bhi hogaye.
Ram along with his brothers came to them.
R: aap sab vishram kijiye. Hum prathahkaal prasthan karenge.
S: ji. Aap bhi vishram kijiye.
R: ji mai bias sainiko ko dekhkar aata hoon.
As ram left Urmila asked Bharat
U: aap Sab pehle aaye the yaha?
B: ji. Hum aaye the yaha darshan ke liye.
M: ye Kaun sa nadi hai?
B: ji Sarayu hai.
S: hum ne bhi suna saruyu ke bare me Aaj darshan bhi karliya.
Sk: ji yaha koi nahi reh ta hai?
Sh: ji ye van hai keval vantage prani rehte hai yaha avem kuch rakshas bhi hai. š
U: humare sath pehle se hi ek rakshasi hai. Anya ka Hume avasyakta nahi!."...š
B: ji. Kya kaha. Rakshasi? Aur yaha?
U: ha chote Jijasri. Aap ki samne hi hai!
M: Urmila. Tum punah Hume rakshasi kaha. Hum. To tum ko chodenge nahi .
Urmila ran to Sita and stood behind her.
S: Lado math tum dono.
B:( amused). Kya aap apni behen ko rakshasi bhulate hai. .
U: haan ye sadiv hum se jagadte rahti hai bachpan se. Aap sat ark rahiye is se. ,
M: didi dekhiye ye Kya Bol rahi hai.?šs
S: mandavi ve parihas karta hi hai. Tum udaas math ho.
Sk: ji Kya yaha bhi sone ka Mrigh hota hai?
Sh: Kya sone ka mrigh?
M: ha ha Mithila me hum Sab deka!
B:paranthu hum ne kabhi suna nahi aisle mrigh ke bare mai?
S: ji sone ka mrigh hota hai. Hum ne dekha ek baar van me.
Ram and Lakshman entered in the tent.
R: aap soya nahi aab tak?
S: ji hum devarji se vaarthalap kar rahe the. Aap visraam kijiye. Hum bhi so jaye hai.
The princes greeted their wives and went to their tents.
In morning all the princes went for suryanamaskar while Sita got ready and went to her sisters.
S: tum Sab tayaar Ho?
U: ji didi. Hum tayaar hai.
S: Dashrath Kumar aate hi honge.
Sk: didi hum van me jakar mrigh ko dekh te hai.
U: ha didi. Ayodhya me bhi sone mrigh hotehai na
M: hum rajkumarian ko bhi dikha te hai?
S: nahi. Kadachit nahi. Ye van hai. Kahi tarah ki apay hote hai. Hum kahi nahi jaa rahe hai. ,
U:paranthu didi...
S: Urmila ye mera adesh hai. Hum kuch samay baad mandir ke liye prasthan karte hai.bas.
All the four couples left for mandir. After darshan they started their journey again.
After halfday journey they reached Sarayu and halted there for rest.
R: aab hum yaha vishram karke kal prathahkaal Ayodhya ke liye prasthan karte hai.
After seeing all the arangements ram went to his tent. He found Sita sitting near Sarayu immersed in deep thoughts.
R: Sita. Aap yaha.?
S: ji Dashrath Nandan mai bas is vishal nadi ko dekh rahi hoon. Atyant sundar hai.
R: aap kuch udaas lag rahi hai Sita. Kya hua?
S: ji bas mitila avem pitaji ki yaad aayi.
R: unko bhi aap Sab ki yaad aati honge?
S: ha. Kadachit aap yaha?
R: ji aap ko yaha dekhkar aaya tha. Yaha akele Rachna surakshit nahi hai.
S: aap hai na mere sath. Mujhe koi bhay nahi. She said looking at him.
R: smiling. Kadachit ye van hai. Rathri bhi. Chaliye.
S: Kya yaha bhi sone ka mrigh hote hai?
R: ji. Gyath nahi. Mai ne kabhi nahi dekha.
S: Mithila me hai. Mai har roj unko dekna jata tha.
R: aap ko ve Mrigh pasand hai.
S: ha atyant.
R: to jab sone ko mrigh dikhega mai avasya aap ke paas lekar aaunga.
S: satya.
R: Han Satya. Ye vachan hai ram ka.
They all retired to their tents for sleeping.
To be contd ...
Edited by Bdaygirl - 9 years ago