Hai.
Part 4
As Lakshman left Urmila went to her room. Seeing herself in the mirror she smiled reminiscing Lakshman words"aap ki sundar mukh par asru mujhe accha nahi lagta hai".
U:Bahar se kitna natkat hai. Paranthu unke hriday itna hi Komal . hai. Kadachit ve kaha rahe hai ki Bharat Jijasri kaksh mai nahi hai ve itne rath ko kaha gaye honge. Mujhe mandavi didi ke . pass jana chahiye vo chintit hogi!
Urmila left for Sita'chambers. She went Sita and mandavi there sitting tensely.
U:Sita didi. Bharat Jijasri kahi chalegaya kya?
S: haan. Paranthu tumhe kaise gyath hua? Tum so rahi tho na?
U: ji. Mujhe Sumitra Nandan ne bhataiya .
S: acha! Sab unhe khoj rahe hai. Miljayenge.
Meanwhile shruthkirti also comes to their room.
Sk:didi Bharat Jijasri mila Kya? Kaha Gaye the vo?
S: tum ko be yeh bath pratha chala? Paranthu kaise? Tune bhi Sumitra Nandan ne bhataiya Kya?
Sk: ji. Ve mujhe mandavi didi ke kaksh me mila aur bhataiya.
U: paranthu main bhi vaha gaya tha. Tum mujhe nahi dikhayi vaha?
Sk: us kaksh me andakar tha Ise Karan Sumitra Nandan mujhe apne kaksh me chod kar kuch samay poorv hi chalegaya.
U: parantu ve abhi abhi gaye mujhe milkar!
S: tum dono kis ki Bhat kar rahe Ho? Mujhe batav Phele.
Sumitra Nandan ke bare me didi both said simultaneously.
S: is Mehal me do do Sumitra Nandan hai. Konsa Rajkumar ke bath kar rahe Ho tum dono?
Sk. : chote Sumitra nandan...
U: tum Devar ji ke bath kar rahe Ho?
S: haan ve aaye the Bharat devarji ko khoj te yaha?
U: mai bade Sumitra nandan ki bath kar ha hoon. Vo bhi aaya tha. Devarji ko khoj te.
S: Kya Bharat devarji mila unko?
U: nahi didi. Abhi tak nahi mila.
M: didi. Kaikeyi Nandan kaha Gaye honge. Mujhe chinta Ho rahi hai. Kahi ve mujhse rosht hokar kahi chalegaya to nahi.
S: mandavi. Tum chinta na karo. Devarji yahi honge kahi Mehal me.
Here ram is waiting for his brothers.
R: yeh kaha Gaye Sab. Ek ke bada ek Gayab Ho rahe hai.
Just then Lakshman and Shatrughan came to him.
R: Bharat kaha hai?
Sh: ve bhabhi ke pass nahi gaya. Unko bhi nahi gyath hai ve kaha honge?
L: Maine be dekha paranthu ve nahi mila.
" Tum log kise khoj rahe ho"? asked Bharat coming inside the room.
R: Bharat tum kaha the. Kabse khoj rahe hum tum ko.
B: mai ti yahi hoon. Mujhe Nidra nahi a rahi the. Is Karan mai Kalakshetra mai chitrlekhan kar Raha tha. Paranthu aap mujhe kyu khoj rahe Ho?
L: Sara galti is Shatrughan ka hai! Isine hum ko bole ki aap Gayab hai. 😡😡
R: tum nahi mila to hum chintit hogaje Sab.
Sh: mera galti Kya hai? Ram bhaiyya bola tha bhabhi se poochne ke liye. Aur mai gaya.
L: Kya mujhe nahi gyath hai vaha tum kise milkar aaya😉😉
Sh: kadachit aap bhi aaya the vaha bhabhiji Urmila se Milne hethu.
L: haan haan mujhe mandavi bhabhi mila nahi unke kaksh par
Is Karan mei rajkumari se poocha !
B: Rajkumari mandavi nahi hai kaksh me? Arthath!
Sh: Bharat bhaiyya. Mein ne bhabhi se apne bare me poocha. uske baad ve Sita bhabhi ke kaksh me gayi chintit hokar.
B: tum Bina karan unhe chinta me dhal diya. Kyu Gaye Ho tum vaha?
Ram bhaiyya me bola tha! Said both of them.
R: Bharat shanth ho jao. Avem tum jakar Sita ko bhatakar aao ki tum theek ho. Ve bhi buhut chintit hogi.
Hum bhi jaye bhaiyya,asked Lakshman
R: Lakshman!
Tum dono ki man ki iccha poori hagaya na? Ab to jakar sojao.
They both left for their rooms happily.
Meanwhile mandavi is almost crying while Sita is trying to console her. Bharat came there and knocked the door.
Urmila penned the door and is relived seeing him.
U: chote Jijasri. Kaha the aap. Hum kitne chintit hai yaha.
He came in and saw mandavi with tears in her eyes.
S: Devar ji aap theek hai?
B: ji bhabhi. Mei theek hoon Mei kshama chata hoon. Mere kaaran aap Sab chintit hogaye. He said looking at mandavi trying to console her.
Sita asked Urmila and shruthkirti to go and sleep and she too went out of the room. Bharat and mandavi are left alone in room.
B: aap theek hai.
M: ji ...her voice trembling and tears rolling down her cheeks.
B: mai punah aap se skhma mangta hoon.
M: nahi. Mei aap se skhma maangti hoon. Mujhe aap se use din aisa vyavahar nahi karni chahiye thi. Aap bohot ache hai.
B: (moving close)bhool Jayiye vo Sab. Aur math roiye. Mujhe Bahut Kasth hoti hai apki asru dekhkar.
She hugged him and said aap kabhi mujhe chodkar na jayiye me ji itch nahi rehpavungi.
He is shocked but composed himself and let her cry her heart out. After a while she got conscious of her self and moved away and turned blushing.
B: ab aap theek hai!
M: ji. Ji.
B: mai jao.
M: ji😊😊
B: aap bhi jakar sojaye ..shubhratri!
He came out and found Sita waiting outside.
S: vo theek hai devarji. .?
B: ji bhabhi. Ab mai chalta hoon ram bhaiyya mere Pratiksha kar rahe honge. Pranam.
Bharat went happily to ram.
R: Bahut prasann lag rahe ho ...😊
B: ji bhaiyya Maine Sita bhabhi ko bataya Sab kuch avem rajkumari ko bhi.
R: theek hai. Ab jakar Sab so .
B: aap nahi soyenge?
R: tum jao.
Bharat left from there. Ram is still tossing in his bed. He got up and went out. Walking through the corridors he saw all his brothers sleeping peacefully with a smile on their faces. He felt happy for them
R: tum sab ki man ki iccha poori hua paranthu Mei tho aduri rah gaya.
He went to the garden in the palace. He walked through the beautiful garden. Then he listened some sound. The sound of ghoongroos. As he neared he felt the sweet aroma and recognised who it is. He came near the swing and before he could speak he hear d her
S: Dashrath nandan aap yaha?
R: aap ko kaisa gyath huyi ki mai hoon?yeh bahut andhakar hai and?
S: nethron ko Roshini ki avasyakta hoga ,, hriday ko nahi. Aap ki upstathi ka Abhas mere hriday ko hojata hai.
Ram smiled with eyes filled with love.
S: kadachit aap nee mujhe kaisa pehchaana?
R: aap ki Sugandh se jo ki charo disha me hota hai. Vo sugandh kevl mithila ki mitti ki hai..
S: aap se ek prashn pooch Sakthi hoon?
R: avasya. Aap poochiya Sita.
S:Kya aap ko Satya me gyath nahi ki Bharat devarji kaha the. .?
Ram smiled for her intelligence.
Mujhe gyath hai aap me ek bar mujhe bataya vivvah ke poorv ki "Bharat ko Nidra na ane par vo sadiv chitrlekhan karta hai. Us se unko prasanatha hogi"
R: mere bhaiyyon ko apni patni se Milne ka iccha itna Ho Raha tha kadachit unko Nidra nahi arahi hai. Is Karan mai unhe vaha Beja tha aap Sab ke paas.
S: paranthu aap ko viswas kaisa hua ki vo apni pat ion se milenge.
R: agar man ki iccha sachi Ho to iswar swayam poorn karte hai.
S: par ye Leela to aap ka hai Raghunandan..
R: Leela iswar ka hai Mei keval ek Madhyamam hoon unko milane ki.
S:😊Leela kisi ka bhi ho paranthu ve Huey naa. RAM MILAYE JODI.
R: 😊😊😊Kya. Kya kaha apne. Punah kahiye sita?
S:ji kuch nahi... Dashrath Nandan aap ki bhi man ki iccha poorn hua to jaka so jaye. Rathi bahot hagaya. Mai be prasthan Karti hon Shubhratri.
Saying this she left from there smiling.
Ram: ab jakar mujhe Nidra arahi hai.
The end.