Dekho behen, jo maja galiyan dene me aata hai wo taliyan dene me nhi aataEk reason dekhne ka ye forum bhi hai yaha aakar faltu fan war karke apni frustation nikalne ka maza hi kuch aur hai...Dekho aajkal na dher sare privacy infringement issues ke chalte kisi ki burai karna impossible ho gya hai...Log screenshots bana lete hain chats ka, audio record kar lete hain..Ab banda jaye to kaha jaye, chugli kare to kiski kare...Silsila makers ne yahi sari baton ko dhyan me rakhkar kunal ka character banaya hai...Hume kounsa burai karke Taran Aadarsh banna hai hum to maje le rhe hain.. 😆